Best Collection of New Urdu Poetry SMS at Funny SMS
Looking For Urdu Poetry Sms? Latest Collection of Urdu Poetry SMS And Urdu Poetry SMS Messages Shayari SMS Messages, mohabbat poetry, pyar sms, for Shayari lovers. Urdu poetry sms: all about urdu shero, shayari. We bring this section for urdu poetry lovers.
This category contains Urdu Poetry SMS, which are not suitable to post in Urdu Friendship Poetry, Urdu Sad poetry, Urdu birthday poetry, Urdu Love Poetry. All Urdu Poetry sms messages here are in urdu language, Refering in roman Urdu script, It would be as urdu shayari SMS, Dosti shayari, Urdu pyar / mohabbat ki shayari SMS. Urdu SMS Message and Urdu Poetry SMS with a few Funny Urdu Poems SMS. Cute Nice Friendship Urdu Text Messages for best friends and Urdu Messges Romantic Love Urdu Poetries for lovers.
Latest Urdu Poetry SMS:
-
Boht Taiz Barish K Bad
JAISEY"
Boht Taiz Barish K Bad
Dhoop Ki Pehli Kiran,
Or Boht Rony K Bad
Halki c Hansi,
Boht Shor K Bad
Sukoon ka Ek Pal,
Boht Dukh K Bad
Khushi Ka Ek Lamha,
Insan Ki Zindagi Me Jo Ehmiyat Rakhte Hain,
Waise Hi Mere Liye
"Mere Friends"
Hain
Be HAPPY ALWAYZ
By:
musarat
Send To Mobile
-
Apna Hissa Shumaar Karta Tha
Apna Hissa Shumaar Karta Tha,
Woh Mujhse Itna Pyar Karta Tha.
~*~
Woh Banata Tha Meri Tasveerein,
Phir Unse Baten Hazaar Karta Tha.
~*~
Mera Dukh Bhi Khuloos-e-Neeyat Se,
Apne Dukhon Me Shumaar Karta Tha.
~*~
Such Samajhta Tha Jhoot Bhi Mera,
Yun Woh Mera Aitbaar Karta Tha.
~*~
Jab Bhi Rota Tha Main Raat Ki Tanhayon Me,
Woh Apne Hathon Se Mere Chehre Ko Saaf Karta Tha.
~*~
Aaj Sochta Hon To Ankhein Bheeg Jati Hain,
Woh Shaks Mujhse Kitna Pyar Karta Tha.
By:
AsiM
Send To Mobile
-
Dhun Main Jia Kartay Thay
Hum Teri Dhun Main Jia Kartay Thay
Man Me Hi Chup Chaap Phira Kartay Thay
Aankhon Main Pyaas Hua Karti Thi
Dil Main Tufan Utha Kartay Thay
Sach Samajhte Thay Teri Muhobbat Ko
Dil Main Kya Phool Khila Kartay Thay
Ghar Ki Dewaar Sajaanay Ki Khaatir
Ham Tera Naam Likha Kartay Thay
Kal Tujhay Daikh Kar Yaad Aaya
Ham Bhi Kabhi Muhabbat Kia Kartay Th
By:
rabia
Send To Mobile
-
Aina Dekhta Raha Usko
Aina Dekhta Raha Usko,
Phir To Herat Ne Aa Lia Usko.
~*~
Sath Deta Raha Zamane Ka,
Kese Keh Don Main Bewafa Usko.
~*~
Usne Mujhko Mohabbatein Di Hain,
Shaad Rakhe Sada Khuda Usko.
~*~
Aye Shab-e-Wisl! Meharbani Kar,
Paish Karna Hai Rat Jaga Usko.
~*~
Sab Se Kehne Ki Kia Zarorat Thi,
Tha Agar Mujhse Gila Usko.
By:
musarat
Send To Mobile
-
UDHAR
phool mujhay wo khar deta hai,
ab to qistoon main deedar deta hai
mujh say milnay ka vada nahee karta kabhee,
haan messanger pe gup shup mar laita hai
pehlay asman pe charhata hai meethy baton say
phir jalee katee suna k neechay utar deta hai
zindagi bhur vadon k siva kuch na dia
ab naye doston ko sood pe udhar deta hai
meri gali say voh guzarta hai jis ghari
apni piari batoon say mujhay mar data hai
By:
Khan
Send To Mobile
-
Aina Dekhta Raha Usko
Aina Dekhta Raha Usko,
Phir To Herat Ne Aa Lia Usko.
~*~
Sath Deta Raha Zamane Ka,
Kese Keh Don Main Bewafa Usko.
~*~
Usne Mujhko Mohabbatein Di Hain,
Shaad Rakhe Sada Khuda Usko.
~*~
Aye Shab-e-Wisl! Meharbani Kar,
Paish Karna Hai Rat Jaga Usko.
~*~
Sab Se Kehne Ki Kia Zarorat Thi,
Tha Agar Mujhse Gila Usko.
By:
AsiM
Send To Mobile
-
Bana ajnabi mera Humsafa
Bana ajnabi mera Humsafar....
Aur nazar bacha k guzar geya.
Main tha raston se bekhabar....
Aur Usey manzilon ka shaoor tha.....
Na theen aur koi b Ranjishain......
Sirf adaton mein tazaad tha.....
K Usey pasand theen shokhyan aur Mujhey sadgi pe ghuroor tha...
By:
musarat
Send To Mobile
-
bay zameen logon ko
bay zameen logon ko
bay qarar ankhon ko
bud naseeb qadmo ko
jis taraf bhi lay jain
raston ki marzi hay
bay nishan jazeeron par
bud guman shahron mai
bay zuban musafar ko
jis taraf bhi bhatka dain
raston ki marzi hay
rok dain ya barhny dain
thaam lain ya girnay dain
wasal ki lakeeron ko
toor dain ya milnay dain
raston ki marzi hay
ajnabi koi laa kar humsafar bana dalain
saath chalnay walon ki rakh bhi ura dalain
ya musaftain saree
khaak mai mila dalain
raston ki marzi hay
By:
musarat
Send To Mobile
-
Aks-e-khushboo hoon
Aks-e-khushboo hoon, bikharnay say na rokay koi
Aur agar bikhar jaoon to mujh ko na samaitay koi
Kaamp uth-ta hoon main yeh soch k tanhaee main
Meray chehray pe tera naam na parh lay koi
Jis tarah khuwaab meray ho gaye reza reza
Iss tarah say na kabhi toot k bikhray koi
Main to uss din say harasan hoon k jab hukam milay
Khushk phoolon ko kitabon main na rakhay koi
Ab to iss rah say wo shakhs guzarta bhi nahi
Ab kis umeed pe darwazay say jhankay koi
Koi aahat, koi awaz, Dil ki galiyan bari sunsaan hain, Aye koi.
By:
musarat
Send To Mobile
Submit Your Comments: