Best Collection of New Urdu Poetry SMS at Funny SMS
Looking For Urdu Poetry Sms? Latest Collection of Urdu Poetry SMS And Urdu Poetry SMS Messages Shayari SMS Messages, mohabbat poetry, pyar sms, for Shayari lovers. Urdu poetry sms: all about urdu shero, shayari. We bring this section for urdu poetry lovers.
This category contains Urdu Poetry SMS, which are not suitable to post in Urdu Friendship Poetry, Urdu Sad poetry, Urdu birthday poetry, Urdu Love Poetry. All Urdu Poetry sms messages here are in urdu language, Refering in roman Urdu script, It would be as urdu shayari SMS, Dosti shayari, Urdu pyar / mohabbat ki shayari SMS. Urdu SMS Message and Urdu Poetry SMS with a few Funny Urdu Poems SMS. Cute Nice Friendship Urdu Text Messages for best friends and Urdu Messges Romantic Love Urdu Poetries for lovers.
Latest Urdu Poetry SMS:
-
Mohabbat Mein Asar Hoga
Mohabbat Mein Asar Hoga To Ek Din Tumko Paa Lenge,
Kisi Surat Se Hum Bigdi Hui Kismat Bana Lenge,
Sitaron Mein Phoolon Mein Chaand Mein Tum Mil Hi Jaoge,
Kahan Tak Hai Mohabbat Mein Haqeeqat Aazam Lenge,
Zamane Ko Dikha Denge Ke Do Dil Kaise Milte Hai,
Is Duniya Mein Hum Tum ek Dusri Duniya Basa Lenge...
By:
musarat
Send To Mobile
-
Aye Waqt Zara To Tham Ja
GHAZAL
Aye Waqt Zara To Tham Ja, Mujhe yaad "KISI" ko krne de,
Mujhe "piyar" hai ik "SUNG DIL" se, Jo koi "BAAT" mujhay na karne de,
Na apne "PASS" wo aany de, Na khud se "DOOR" wo jany de,
Na "DIL" ko apne pass rakhy, Na aur kisi ka "HONY" de,
Hr waqt mujhe "WO" yaad aaye, Phir "DIL" se ik aawaz aaye,
Ye kaisi "CHAHAT" hai us ki, Jo "JEENY" de na "MARNY" dy.
By:
musarat
Send To Mobile
-
Bhool Gaya Wo Sath Guzare Huwe Din
Kese Bhool Gaya Wo Sath Guzare Huwe Din
Lagta Nhi Tha Dil Uska Mere Bin
Doston Se Kaha Krta Tha Wo B
Kya Ye B jee Sake ga Mere Bin
Mazaq Ban Jaya Krta Tha Wo Doston Mai
Khud Ko Tanha Smajhta Tha Wo Mere Bin
Usay Had Deewangi Kahon Ya Pagalpan
Tasawur Mein Wo Batein Kya Krta Tha Mere Bin
Wo Mosamon K Badelney Se Drta Nhi Tha
Pr Baharon Me Murjha Jaya Krta Tha Mre Bin
Ab Aas Toot Gai Us K Aany Ki
~SAHIL~
Lgta He Wo Jeena Seekh Gya He meray Bin.
By:
musarat
Send To Mobile
-
Tu Samjhta Hai K Hamesha
"AY INSAN"
Tu Samjhta Hai K Hamesha zinda rhay ga. NAHI jald tera nam zindo ki fehrist se nikl k murdo me shamil ho jayega
"WALDAIN"
boht roengy phr mayus ho k baith jaynge
"RISHTADAR"
tum ko khub yad kar k hamesha k liye bhol jaynge
"BIWI"
kuch arsa sogwar rhy gi mgr waqt ke sath tm ko bhol jaygi
"BACHAY"
boht yad kryge phr in k zehan se ap ka naksh mit jayga
"TUFAN"
tmhari qabar ki bulandi ko hamwar kr k tumhara nam
By:
musarat
Send To Mobile
-
Har Kisi Ko Dunia Mein
"CHAHTEN"
Har Kisi kO Dunia Mein shOhratain Nhi Miltin
ZindGi K LamhOn Ki Qeematen Nhi Miltin
Fatah Ki Khwahish Mein Amal b tO Lazim hA
Sirf Kuch iradOn Se Qismaten Nhi Miltin
Faislay Ye Chahat K AsmanO Pe hOte hAin
dO dilOn K Milne Se Qismaten Nhi Miltin
Deen Or Dunia kO Sath Rkhna Parta hA
MasjidOn Mein Rehne Se Jannaten Nhi Miltin
Mana K iS Zmanay Mein Or b hAin HuM Jese
"wasi"
Mgar Har Kisi Se HuM Jesi "CHAHTEN" Nhi Miltin.
By:
musarat
Send To Mobile
-
Dil Zakham Zakham Hai
Dil Zakham Zakham Hai toh ankhein be ashqbaar hein
kitna fareb khaye mohabat o pyar mein
ankhein dasht dasht hein dil bi dukha houa
guzra tha aj wo be humein dekhta houa
hontoon pe muskurahat ankhoon mein hai nami si
wo samney hai phir be hai kuch kami si
tum moonh se na bolo ankhein toh batati hein
kya jee mein tumarey hai hum khoob samajtey hein
ankhein hazar sabar ki koshish ke bawjood
ruk ruk ke baar baar barasti hein ajj bi
khushk ankhoon ki lakeerein pata deti hein
karwan_e_gham ka isi rah se guzr hoga!!.
By:
musarat
Send To Mobile
-
Hain Ghar Ki Muhafiz Meri
Hain Ghar Ki Muhafiz Meri Dehki Hui Aankhein,
Main Taaq Mein Rakh Aaya Hoon Jalti Hui Aankhein,
Ek Pal Bhi Kisi Mod Pe Rukne Nahi Deti,
Kaanto Ki Tarah Jism Mein Chubhti Hui Aankhein,
Raste Mein Kadam Phoonk Ke Rakhna Mere Pyaaron,
Hain Chaaron Taraf Shahar Mein Bikhri Hui Aankhein,
Yun Us Ke Bichhad Jane Pe Aansu Na Bahao,
Manzar Ko Taras Jayengi Bhigi Hui Aankhein,
Qaatil Ke Siwa Koi Samajh Hi Nahi Sakta,
Kya Dekhti Hai Tasht Mein Rakhi Hui Aankhein,
Kya Jaaniye Kis Khwab Ki Taabir Mein Gum Hai,
Zulfon Ki Ghani Chhanv Mein Uljhi Hui Aankhein,
'Talha' Shab-E-Tira Mein Ujalon Ki Amin Hai,
Nafrat Ke Samundar Mein Ye Behti Hui Aankhein...
By:
musarat
Send To Mobile
Submit Your Comments: