Best Collection of New Urdu Poetry SMS at Funny SMS
Looking For Urdu Poetry Sms? Latest Collection of Urdu Poetry SMS And Urdu Poetry SMS Messages Shayari SMS Messages, mohabbat poetry, pyar sms, for Shayari lovers. Urdu poetry sms: all about urdu shero, shayari. We bring this section for urdu poetry lovers.
This category contains Urdu Poetry SMS, which are not suitable to post in Urdu Friendship Poetry, Urdu Sad poetry, Urdu birthday poetry, Urdu Love Poetry. All Urdu Poetry sms messages here are in urdu language, Refering in roman Urdu script, It would be as urdu shayari SMS, Dosti shayari, Urdu pyar / mohabbat ki shayari SMS. Urdu SMS Message and Urdu Poetry SMS with a few Funny Urdu Poems SMS. Cute Nice Friendship Urdu Text Messages for best friends and Urdu Messges Romantic Love Urdu Poetries for lovers.
Latest Urdu Poetry SMS:
-
Tere sabhi ghamon ko samait loon tujhe
Tere sabhi ghamon ko samait loon tujhe itna pyar doon ,,,
teri udasion ko mita ke teri her shaam nikhaar doon
terii aankhon main chhupi khizan mere dil pe aser kar gaee
tere wajood ko mehka de jo tere labon ko vo bahaar doon
terii ik muskurahat ka badal kuch ho nahi sakta mager
jo milay tujhe khushi ager main apni jaan bhi waar doon
aagaya hai jo hijir ka daur tere mere dermiyan
jo milain mujhe fursatain yeh waqt ka qarz utaar doon
tunhaiyon ke tufaan se jo bikher gae hain sabhi
jo kahay tu ager aa teri her zulf ko sanwaar doon
meri ik nigah bhi hai terii ik nazer ki muntazir
jo karay tu nazer idher tujhe duain beshumaar doon
na dhan se,daulat se na duniya se koi wasta mera
chale jo bas ager tere sang zindagii guzaar doon........!
By:
musarat
Send To Mobile
-
Eid Ul Adha Prayer
Eid Ul Adha Prayer
Allaho-Akber, Allaho-Akber. La Ila-Ha Ill-Lal-Lah. Allaho-Akber, Allaho-Akber. Wa-Lilahill Hamd.
(Allah Is Great, Allah Is Great.
There Is No God But Allah.
Allah Is Great, Allah Is Great.
And All Praises Are For Allah).
By:
musarat
Send To Mobile
-
Koi rat mere aashna mujhay youn bhi to
Koi rat mere aashna mujhay youn bhi to naseeb ho,
Na haeyal ho libas tk tu itna mere qareeb ho.
Badan ki garm aanch se meri aarzu ko aag dy,
Mera josh bhi behak uthy mera haal bhi ajeeb ho.
Teri chashni e wajud ka main sara rass nichorr loon,
Phir tu hi mera marz ho phir tu hi mera tabeeb ho.
By:
musarat
Send To Mobile
-
Kabi us ka Chehra Gulab Hua karta tha
Kabi us ka Chehra Gulab Hua karta tha
Sub ki nzron ka wo khuwab hua krta tha
Chand Sitare us k Samne maand prte the
wo to khud mehtaab hua krta tha
Lehja esa tha jeseKhilti hui Kali
Apni Baton me ao la-jawab hua krta tha
Phir yun hua use ishq ho gya kisi say
Mohabt lafz jis k liye mazak hua krta tha
Phir tot k Bikhra esa k sambhal na paya
wo jo apni misal ap hua krta tha
Ab tanhai k andheron main kahin Gum ha
Wo ek Shaks jo Aftab Hua krta Tha.
By:
musarat
Send To Mobile
-
Lazim tha ab ke zauq-e-tamasha
Lazim tha ab ke zauq-e-tamasha ko dekhti
kab tak tumhari Aankh se duniya ko dekhti
Toofaan ke jalu mein meri be baza'ati
basti ko dekhti kabi dariya ko dekhti
Bass dhoop aur reat hai aur piyaas ka safar
kya dil ke samne kisi sehra ko dekhti
Uss chashm-e-sard muher ke sab rang dekh ker
kya ishtiyaq-e-arz-e-tamna ko dekhti
Uss shehr-e-beniyaaz mein jab tak raha qiyaam
hasrat rahi ke chashm-e-shanasaa ko dekhti.!!
Parveen Shakir
By:
musarat
Send To Mobile
-
Kyun bhul gaye wo raste kabhi
"kyun"
Kyun bhul gaye wo raste kabhi saath chalay thay jin pe?
kyun bhul gaye wo raten ki thi hazaro baatein jin mein hum ne?
kyun bhul gaye wo batein hanste hanste tum humko rulaya kartey they jin pe?
kyun hum se khafa honey k bahaney dhunde tum ne?
bewaja pareshan khud ko bhi kiya hum ko bhi kar gaye?
kyun bhul gaye wo rastey kabhi chalay they jin pe?
kyun itney badl gaye tum?
by musarat...
By:
musarat
Send To Mobile
-
Usy ye kehna mujhe na sochy
Usy ye kehna mujhe na sochy
Main dil garifta adhoora shayar
Main uljhi sochon
bikharti nazron
bhatakti rahon ka ik musafir
Khayal tirchhay
sawal aarhay
Qadam mere larkhara chukay hain
Sawal aisay azal say jin par
Zameer-e-adam ne kuch na socha
Jawab aisay k gar kabhi khud ko b bataon
To kaamp jaon
Guzarty lamhon ki gard chehray pe
teh'ba'teh jamti ja rahi hai
Naqoosh mere mita rahi ha
Main apna khanjar
khud apni sheh rag pe aazma chuka hun
Mai khud b khud ko bhula chuka hun
Mai apne dam-e-khayal se
Agar bacha to sahyad tumhe milun ga
Mujhay bhula do
Main kho chuka hun
Main kho chuka hun
By:
musarat
Send To Mobile
Submit Your Comments: