Buy PUBG Mobile UC in Pakistan
SMS Categories
Our Community
Facebook Group Facebook Page
Follow Us on Twitter Follow Us on Twitter

Best Collection of New Urdu Poetry SMS at Funny SMS

Looking For Urdu Poetry Sms? Latest Collection of Urdu Poetry SMS And Urdu Poetry SMS Messages Shayari SMS Messages, mohabbat poetry, pyar sms, for Shayari lovers. Urdu poetry sms: all about urdu shero, shayari. We bring this section for urdu poetry lovers. This category contains Urdu Poetry SMS, which are not suitable to post in Urdu Friendship Poetry, Urdu Sad poetry, Urdu birthday poetry, Urdu Love Poetry. All Urdu Poetry sms messages here are in urdu language, Refering in roman Urdu script, It would be as urdu shayari SMS, Dosti shayari, Urdu pyar / mohabbat ki shayari SMS. Urdu SMS Message and Urdu Poetry SMS with a few Funny Urdu Poems SMS. Cute Nice Friendship Urdu Text Messages for best friends and Urdu Messges Romantic Love Urdu Poetries for lovers.

Latest Urdu Poetry SMS:

  • maray khowab maray sapnay sab maray tak
    maray khowab maray sapnay sab maray tak han
    maray bad inhan yad karay ga kon
    mari chahat ban jay gi afsana
    mari muhabat ko yad karay ga kon
    maray tak han ya tama sundar nazaray
    maray bad inhan aabad karay ga kon
    mari kahaniyan bikhran gi rahoon par
    maray asfanoon ko yad karay ga kon
    mari khtaoon ko shomar karay ga zamana
    mari wafoon ko yad karay ga kon
    jo guzarahay thay hum nay zamnay mill kay
    on zamanoon ko yad karay ga kon
    mari ahan maray sath ho jain gi dafan
    maray ashkon ko yad karay ga kon
    ik tum say ha zinda ya chahat mari
    tum hi na ho gay tu yad karay ga kon
    aakay is sath ko yadgar bana lan
    kal kaya pata is yad ko yad karay ga kon


  By: musarat   Send To Mobile
  • vo Khvaab thaa bikhar gayaa Khayaal
    vo Khvaab thaa bikhar gayaa Khayaal thaa milaa nahin
    magar iss dil ko kyaa huaa, kyon bujh gayaa pataa nahin

    har ek din udaas din tamaam shab udaasiyaan
    kisii se kyaa bichha.D gaye ki jaise kuchh bachaa nahiin

    vo saath thaa to manzilen nazar nazar chiraaG thin
    qadam qadam safar me.n ab koii bhii lab duaa nahin

    ham apane is mizaaj mein kahin bhii ghar na ho sake
    kisii se ham mile nahii.n kisii se dil milaa nahin

    hai shor-saa taraf taraf ki sarahadon kii jang mein
    zamii.n pe aadamii nahii.n falak pe kyaa Khudaa nahin


  By: musarat   Send To Mobile
  • teri yaad hamein jeene nhi deti
    teri yaad hamein jeene nhi deti,
    reh reh ke rolati hai sone nhi deti,
    jab kabhi hansi laboon pe aati hai,
    teri yaad ke sath voh bhi chali jati hai,
    ujhra chaman hai mera banjhar hai es ki zameen,
    yeh inaam mile hain teri mohabbat mein hameen,
    jab kabhi verane ko aabaad karna chahte hain
    le ke tera naam jee bhar ke ro lete hain,
    mujhe gawara hain yeh tanhaiyaan yeh veraaniyaan,
    mere mehboob tune diye hain bare kam khazane hameen,
    teri yaadoon ko dil mein basa ke palkoon pe motiyun ko saja ke,
    jee rahe hain MAHEK teri yaadoon ko apna bana ke.


  By: musarat   Send To Mobile
  • Mein Tujhay Dhoondne
    Mein Tujhay Dhoondne, Yaadon Ki Khuli Sarkoon Par.

    Khushk Pattoon Ki Tarah Rooz Bikar Jaata Hoon!!


  By: GetDiscountCoupon   Send To Mobile


  By: GetDiscountCoupon   Send To Mobile


  By: AsiM   Send To Mobile


  By: GetDiscountCoupon   Send To Mobile
  • Ab Mujh Say Raabta Rakhna
    Aakhri Mulaqat say Mujh ko bas ye Maloom hua Mohsin

    Usay Dushwar lagta hai Ab Mujh Say Raabta Rakhna..


  By: GetDiscountCoupon   Send To Mobile


  By: GetDiscountCoupon   Send To Mobile
  • Uska Chehra Apne Hone Ka Pata
    Uska Chehra Apne Hone Ka Pata Deta Raha,
    Dasht-e-Shab Me Door Tk Mjhko Sada Deta Raha.
    ~*~
    Yaad K Kohry Me Kia Kia Soorten Dhundla Gai,
    Aks Kia Kia Mere Dil Ka Aina Deta Raha.
    ~*~
    Rat K Sehra Me Bhi Rehna Hume Manzoor Tha,
    Chaand Chehre Ka Ujala Rasta Deta Raha.
    ~*~
    Moaj-e-Darya Le Gai Mujhko Baha Kr Door Tk,
    Dekhne Wala Bhi Sahil Se Dua Deta Raha.


  By: AsiM   Send To Mobile
Urdu Poetry SMS By Page: << 216217218219220221 222223224225226 >>

Submit Your Comments: