Buy PUBG Mobile UC in Pakistan
SMS Categories
Our Community
Facebook Group Facebook Page
Follow Us on Twitter Follow Us on Twitter

Best Collection of New Islamic SMS at Funny SMS

Best collection of islamic sms and Al-Quran / Al-Hadith(Hadees) of the Day / text messages in roman urdu & english. Yes, you can also see good collection of sms messages related to Islam. Send these cute Islamic sms messages to your Muslim friends and brothers. Cool collection of Ramazan sms, Ramadan month sms. You can also submit islamic sms here.

Latest Islamic SMS:

  • Aap S.A.W ki Khususiyat
    Hazrat Muhammad sALLALAH-O-ALAIH-E-WASSALLAM ki khususiat,
    Aap sALLALAH-O-ALAIH-E-WASSALLAM ka saya zamin par nahi parta tha,
    Aap sALLALAH-O-ALAIH-E-WASSALLAM ko kabhi jamaie nahi aai,
    Aap sALLALAH-O-ALAIH-E-WASSALLAM jese aagy dekhte thy wese he peechy dekhte thy,
    Aap sALLALAH-O-ALAIH-E-WASSALLAM jis jaanwar per sawaar hoey woh kabhi nahi bhaga!
    Forward to Umat-e-Muhammad sALLALAH-O-ALAIH-E-WASSALLAM.


  By: Jasper   Send To Mobile
  • Ye kesi muhabbat hai?
    Suna tha hum ne logon se,
    Muhabbat cheez aisi hai,
    Chupaye chup nahi sakti,
    Ye aankhon main chakti hai,
    Ye chehron pe damakti hai,
    Ye lehjon main jhalakti hai,
    Dilon ko ghulati hai,
    Lahoo eendhan banati hai,

    Agar ye such hai?

    To phir aakhir humain RAB se,
    Bhala kesi muhabbat hai,
    Na aankhon se jhalakti hai,
    Na chehron se tapakti hai,
    Na lehjon main sulagti hai,
    Dilon ko aazmati hai,
    Na baton ko rulati hai,
    Na kaleja mun ko lati hai,
    Ye kesi muhabbat hai?


  By: Funster   Send To Mobile
  • Durood Shareef
    1 Din Hazrat Jibraeel(A.S) Huzoor Salallaho Alaihe Wassallam k paas aaye or kaha: Allah ne mujhe itni taqat di hai k main Sari Duniya k Darakhton k Pattay gin sakta hon,
    Or Pani k Saray Qatray or Rait k saray Zarray Gin sakta hon,
    Lekin Us aadmi par Allah ki Rehmat ki tadad nahi gin sakta jo Aap(S.A.W) par ek Baar Durood Shareef Parhta hai.


  By: Funster   Send To Mobile
  • Two days to celebrate
    Prophet S.A.W said: Allah has given us two days to celebrate, Adha and Fitr, so leave all other days that you used to celebrate before. (Sunan Abi Dawood)

    Also Prophet S.A.W forbade us to celebrate occasions being celebrated by non-believers.(Sunan Nasai)

    So please please do not wish and celebrate New Year, Christmas, Basant, Deewali, April Fool, Valentines Day and other events and greetings which are not a part of Islam.


  By: Wasiq Ansari   Send To Mobile
  • Rivaj se Sunnat achi
    Rivaj se Sunnat achi,
    Neend se Namaz achi,
    Gunah se Neki achi,
    Bazar se Masjid achi,
    Fazool Baton se Quran Pak ki Tilawat achi,
    Gheebat se Zikar acha,
    Delete se Forward acha.


  By: Wasiq Ansari   Send To Mobile
  • Great Saying of Hazrat Ali
    A Great Saying of Hazrat Ali(R.A)
    A hopless man sees difficulties in every chance,
    But hopeful person sees chances in every difficulty.


  By: Wasiq Ansari   Send To Mobile
  • 4 Great ways of living
    4 Great ways of living
    First, Look back and Thank Allah,
    Second, Look forward and Trust Allah,
    Third, Look around and Believe Allah,
    Four, Look within you and Find Allah.


  By: Wasiq Ansari   Send To Mobile
  • Qayamat k roz 1 neki
    Qayamat k roz 1 neki ki bhi kami se insaan jahannum main jayega.

    La ilaaha Illalahu Muhammadur RasoolAllah

    1 baar parhne se 4000 nekiya milti hain.


  By: Wasiq Ansari   Send To Mobile
  • The House of ALLAH
    Kaaba - The House of ALLAH in Makkah
    The Kaaba is covered by a black cloth known as "Kiswa", which is produced and changed every year. Special Factory is designed for the making of KISWA in Makkah.
    It costs approximately SR.17 millions. The cloth is made of 670 kg of silver and dyed black. About 120 kg of pure gold and 50 kg of silver is used in writing the Quranic verses over the cloth.
    The total area of the cloth is 658 sqr m.


  By: Wasiq Ansari   Send To Mobile
  • Khushi aur Ghussa
    2 cheezen sari zindagi kaam aayen gi.

    1. Gussay ki Halat main Faisla mat karo.

    2. Khushi ki Halat main koi Wada mat karo.
    (Hazrat Ali R.A)


  By: Wasiq Ansari   Send To Mobile
Islamic SMS By Page: << 191192193194195  

Submit Your Comments: