Buy PUBG Mobile UC in Pakistan
SMS Categories
Our Community
Facebook Group Facebook Page
Follow Us on Twitter Follow Us on Twitter

Best Collection of New Islamic SMS at Funny SMS

Best collection of islamic sms and Al-Quran / Al-Hadith(Hadees) of the Day / text messages in roman urdu & english. Yes, you can also see good collection of sms messages related to Islam. Send these cute Islamic sms messages to your Muslim friends and brothers. Cool collection of Ramazan sms, Ramadan month sms. You can also submit islamic sms here.

Latest Islamic SMS:

  • 70 Farishtay hote hain
    Allah Pak ne Hazrat Moosa se Farmaya:
    Aye Moosa jab tum mjhse kalaam karte ho to tumhary aur mere beech main 70 Farishtay hote hain.
    Magar jab Hazrat Muhammad(S.A.W) ki ummat mujhse kalaam keregi to unke aur mere beech main koi nahi hoga.
    Ye woh log hain jo Iftaar k waqt mujhse dua mangtay hain, Main unki us waqt ki dua ko qabool kerta hon, aur kabhi radd nahi kerta.
    Send this msg to as many people as you can as it is Sadqa-e-Jariya.


  By: Wasiq Ansari   Send To Mobile
  • Miswaak ka Faida
    Mafhoom-e-Hadees

    Aap Salallaho-Alaihai-Wassallam ne Farmaya: Miswak ka istemaal apnay liye lazim kar lo, kyon k us main mun ki pakeezgi aur Allah ki Khushnoodi hai.
    (Sahi Bukhari)


  By: Rahim Shah   Send To Mobile
  • Islamic Dua
    Aye Allah Main tujhse sab k liye mangta hon.
    Kaamil Eeman,
    Sacha Yaqeen,
    Kushada Rizq,
    Aajizi aur Pyar kerne wala Dil,
    Tera Zikr karne wali Zaban,
    Halal aur Pak Rozi,
    Sachay Dil se Maut se pehle ki Tauba,
    Maut k waqt Kalma aur Aasani,
    Muhammad S.A.W ki Shifa`at
    Tu he Maula hai Tu he Maalik.


  By: Rahim Shah   Send To Mobile
  • Zana ka Azaab
    Zana karne walon par 6 museebaten nazil hongi,
    Jin main se 3 dunya main, aur 3 aakhirat main,
    1. Rizq kam ho jata hai,
    2. Maut qareeb ho jati hai,
    3. Dunya main be aabru hoga.

    Aur Aakhirat main:
    4. Khuda ka Azaab,
    5. Hisaab main sakhti,
    6. Hamesha k liye dozakh ki aag.

    Is msg ko zaroor fwd karen.


  By: Rahim Shah   Send To Mobile
  • DUA
    Aye Allah aaj main tujhse sab k liye mangta hon,
    Kamil Eemaan, Sacha Yaqeen,
    Khushada Rizq, Aajizi aur pyar karne wala Dil,
    Tera Zikr karne wali zabaan,
    Halaal aur Pak rozi,
    Sache dil se maut se pehle ki tauba,
    Maut k waqt kalma aur Aasani,
    Marne k baad Maghfirat,
    Hisaab k waqt Muafi,
    Aur ye sms parhne aur karne wale aur
    Tamaam Aalam-e-Islam k Musalmanon ki bakhshish.
    Aameen


  By: Rahim Shah   Send To Mobile
  • Namaz k 10 Faiday
    "Namaz k 10 Faiday"
    1. Chehray ki Nooraniyat
    2. Dil ka Noor
    3. Jism ki Rahat
    4. Qabar main Sathi
    5. Nuzool-e-Rehmat ka Zarya
    6. Aasmanon ki chabi
    7. Meezan hisab ka wazan
    8. Allah ki Raza
    9. Jannat ki Qeemat
    10. Aag se bachne ka zariya

    Share this msg as you can 4
    *Sadqa-e-Jariya*


  By: Rahim Shah   Send To Mobile
  • Before sleeping read:
    Before sleeping read:

    Surah Ikhlas 3 times
    Surah Fatiha 4 times
    Durud Shareef 10 times
    3rd Kalma 4 times
    Astaghfaar 10 times

    If you are done?
    Congratulations!
    You have done Hajj
    Recited the Whole Quran
    Payed the cost of Jannat
    Solve Quarell between 2 muslims
    And given 4000 Deenars as Sadqa.


  By: Rahim Shah   Send To Mobile
  • Shab-e-Baraat ki ye Raat!
    Rehmaton ki ye raat!
    Namazon ko rakhna sath,
    Manwa lena Rabb se apni baat,
    Duaon main rakhna humko yaad.
    Mubarak ho aapko Shab-e-Baraat ki ye Raat!


  By: Usama   Send To Mobile
  • Hai koi jo naseehat hasil kary?
    Assalam-o-Alaikum!
    "Or hum ne Quran ko naseehat hasil karne k liye aasan kar diya hai, so kya koi naseehat hasil kerne wala hai?"
    (Al-Qamar: 12,22)


  By: Usama   Send To Mobile
  • Sans na rahi to kya karogy?
    Kal fursat na mili to kya karogay?
    Itni mohlat na mili to kya karo gay?
    Roz kehte ho kal parhengy Namaz.
    Kal agar sans na rahi to kya karogy?


  By: Usama   Send To Mobile
Islamic SMS By Page: << 191192 193194195 >>

Submit Your Comments: