Best Collection of New Islamic SMS at Funny SMS
Best collection of
islamic sms and Al-Quran / Al-Hadith(Hadees) of the Day / text messages in roman urdu & english. Yes, you can also see good collection of sms messages related to Islam. Send these
cute Islamic sms messages to your
Muslim friends and brothers. Cool collection of Ramazan sms,
Ramadan month sms. You can also
submit islamic sms here.
Latest Islamic SMS:
-
Naram Mizaaj
Nabi S.A.W said: Dozakh her aise shakhs par Haram hai jo,
Naram Mizaaj,
Naram Guftaar,
Milansaar aur
Hans Mukh ho.
(Tirmizi)
By:
Usama
Send To Mobile
-
Dukh aur Takleef
Jo musalmaan kisi ki takleef ya dukh ko door karta hai,
Allah Pak Qayamat kay roz uski takleef aur dukh ko door karengay.
Reference:(Sunan-Ibn-e-Maja)
By:
Usama
Send To Mobile
-
Aapki dua
Agar ALLAH apki dua qabool kerle,
To iska matlab he k WOH AAPKA iman mazboot ker raha he,
Agar thori der se kare to
Aap k SABAR ko Barha raha he
Laikin
Agar qabool na kare to
aapka iman Azma raha he.
Is liye hamen har Hal mein "ALLAH"
per BHAROSA karna chahiye.
By:
Rashid Safi
Send To Mobile
-
Quran Majeed
Quran Majeed ka naam Allah Pak ne rakha,
Quran ka lafz sab se pehle Surah Muzammil main nazil hua,
Quran ka lafz Quran-e-Majeed main 66 martaba istemaal hua hai,
Quran-e-Majeed main sab se ziyada hurf "ALIF" istemaal hua hai,
Quran-e-Majeed main sab se kam hurf "ZUAA" istemaal hua hai.
By:
Jasper
Send To Mobile
-
Duniya ki Taleem
Duniya ki talim k liay hum apni aadhi zindagi laga dete hain,
Lakin deen ki talim k liay humare pass waqt nahi,
Behooda sms aam karne k liay package lete hain,
Lakin deeni sms per amal nahi, parhte he delete,
Dosto se muskura k baatain,
Maa baap se bus karvi baatain,
3 ghantyfilm dekhna gawara, Adha ghanta Tilawt-e-Quran nagawar,
Hotel, park, cinema k shouqeen, Masjidon se kouson door,
Plz namaz parho always this is reality.
forward it to every muslim.
By:
Jasper
Send To Mobile
-
Aazaan
Aisa konsa kaam hai jis k karnay waly ko Allah Pak bohat pasand karte hain.
Magar woh Kaam Hazrat Muhammad(Sallalah-o-Alaihe Wassalam) ne woh kaam nahi kya?
Answer: Huzooor (Sallalah-o-Alaihe Wassalam) ne kabhi Aazaan nahi di, Agar Aap (Sallalah-o-Alaihe Wassalam) Aazan dete to
Kainaat ki har cheez Masjid main aa jati or Nizaam-e-Kainaat Tabaah ho jata, Subhaan Allah.
By:
Jasper
Send To Mobile
-
Hazrat Aaisha Siddiqa R.A
Haq kar Purstaar kabhi Zaleel nahi hota, chahe sara zamana uske khilaaf ho jaye.
Baatil ka Peeru kabhi izzat nahi pata, chahay Chand uski Paishani pe nikal aaye. (Hazrat Aaisha Siddiqa R.A)
By:
Jasper
Send To Mobile
Submit Your Comments: