Best Collection of New Sad Poetry SMS at Funny SMS
Our
Sad Poetry SMS category offers poetry dealing with the emotional pain and hurt common to all. Sad Poems includes poetry sections on Lost Romance, Lost Friendship, Poems, Loss from Death, Depression and Suicide,
Sad Poetry SMS, and sensitive Social Issues like child abuse. Our collection of Sad Poems includes sad poems, depression poems, sad love poems, death poems as well as sad poems written by teens. You can also
Submit Sad Poetry SMS here.
Latest Sad Poetry SMS:
-
Hum Zamana Bhool Gaye
Teri Chahat Mai Hum Zamana Bhool Gaye,
Tere Baad Kisi ko Apnana Bhool Gaye,
Phir Laga Sara Jahan Veerana Humko,
Jaise Chaman MaiPhool Meheknaa Bhool Gaye,
Tum Se Mohabat hi Bataya Saare Jahan ko,
Yahi Baat Tumko Batana Bhool Gaye,
Hum ne Mita Diya jahan Bhi Likha Tha Naam Tera,
Magar Apne Dil se Mitana Bhool Gaye,
Woh Juda Hue hum Se Muskrate Huye,
Magar apni Palkon se Aansoo Hatana Bhool Gaye.
By:
Decent Kuri
Send To Mobile
-
Hm ne Yaad Kiya Bohat Usse Bhulane K Baad
Hm ne Yaad Kiya Bohat Usse Bhulane K Baad,
Wo Phir Rooth Gaya Mujh Se Mananey K Bad,
Us k Dil Me Thi Adawat Mere Liye,
Main To Khush Tha Usse Apnane K Baad,
Pehle To Krta Thi Bohat Pyar Ki Baatein,
Phir Rolaya B Bohat Us ne Mujhe Hansaney K Baad
By:
SAYYAM
Send To Mobile
-
kis ko keten hain
kabhe daman kabhe palkhen bigona KIS ko kehten hai .
kabhe mujh say pocho k RONA kis ko kehten hain .
kabhe merejagah khud ko rakho phir JAAN jaogey .
k duniya bhar k dukh dil main SIMONA kis ko kehten hain .
meri aankhen mere chehre ko aik din GOOR say dekho .
magar mat pochna WERAN hona kis ko kehten hain .
tumhara dil kabhe piglay agar GUM ki hararat say .
tumhey maloom ho jaega k KHONA kis ko keten hain .
By:
Faisal
Send To Mobile
-
Rootha Jo Pyar Humse
Rootha jo Pyar Humse Dubara Nahi Mila,
Kya Bewafa Tha Shakhs Dubara Nahi Mila,
Ek Baar Aa Gaya tha Sailab Aankh Main,
Darya ko Uske Baad Kinara Nahi Mila,
Mujh ko Bhi Raas Aata Nahi Doosra Koi,
Usko Bhi Mere Jaisa Sahara Nahi Mila,
Barson se Phir Raha tha Main Jiski Talash Main,
Woh Mil Gaya to Usse Sitara Nahi Mila.
By:
Rooman Qamar
Send To Mobile
Submit Your Comments: