Best Collection of New Urdu Poetry SMS at Funny SMS
Looking For Urdu Poetry Sms? Latest Collection of Urdu Poetry SMS And Urdu Poetry SMS Messages Shayari SMS Messages, mohabbat poetry, pyar sms, for Shayari lovers. Urdu poetry sms: all about urdu shero, shayari. We bring this section for urdu poetry lovers.
This category contains Urdu Poetry SMS, which are not suitable to post in Urdu Friendship Poetry, Urdu Sad poetry, Urdu birthday poetry, Urdu Love Poetry. All Urdu Poetry sms messages here are in urdu language, Refering in roman Urdu script, It would be as urdu shayari SMS, Dosti shayari, Urdu pyar / mohabbat ki shayari SMS. Urdu SMS Message and Urdu Poetry SMS with a few Funny Urdu Poems SMS. Cute Nice Friendship Urdu Text Messages for best friends and Urdu Messges Romantic Love Urdu Poetries for lovers.
Latest Urdu Poetry SMS:
-
Usy Kehna ye Dunya Hai
Usy Kehna ye Dunya Hai,
Yahan her Morr pe aisy Bahut se Log Milte hain,
Jo Ander tak Uterty Hain,
Abad tak Saath Rehne ki,
Ikathhy Dard Sehny ki,
Hamesha baat Karte hain,
Usy kehna ye Dunya hai,
Yahan her Shakhs Matlab ki.
Hadoon tak sath Chalta hai,
Joonhi mosam Badalta hai,
Muhabat k Sabhi daawy,
Sabhi Qasmein, Sabhi waady,
Achaanak Toot Jaty hain,
Usy kehna ye Dunya hai,
Yahaan her Morr pe Apni
Sada Aankhein Khuli Rakhna.
By:
Rooman Qamar
Send To Mobile
-
Farmahbardar Beti Hoti To
Kash Mein.
Farmahbardar Beti Hoti To
Maa Baap Ke Sath Fareb Nahi Karti.
Kash Mein.
Mein Na Hoti To
Aaj Tumari Zindagi Mein Nahi Aati.
Kash Mein Aur Tum.
Sath Hote To
Aaj Hum Itne Pareshan Nahi Hote...
By:
Rehan
Send To Mobile
-
Main tumhaarey begair
Paas reh kar judaa see lagti hai,
Zindagi be-wafaa see lagti hai,
Main tumhaarey begair bhi jee loon,
Yeh dua , badd-dua see lagti hai,
Naam uss kaa likha hai aankhon par,
Aansuuon kee khataa see lagti hai,
Voh abhi iss taraf say guzra hai,
Yeh zameen aasmaan see lagti hai,
Pyaar karna bhi jurm hai shayad,
Aaj duniyaa khafaa see lagti hai,
By:
m faheem
Send To Mobile
-
Tanha
Mere pyar ko koi samazh na paya,
rehta tha tanha koi mere sath na aaya,
mita diya khud ko uske pyar me,
aur log kahte hai, mujhe pyar karna na aaya.
By:
m faheem
Send To Mobile
Submit Your Comments: