Buy PUBG Mobile UC in Pakistan
SMS Categories
Our Community
Facebook Group Facebook Page
Follow Us on Twitter Follow Us on Twitter

Best Collection of New Urdu Poetry SMS at Funny SMS

Looking For Urdu Poetry Sms? Latest Collection of Urdu Poetry SMS And Urdu Poetry SMS Messages Shayari SMS Messages, mohabbat poetry, pyar sms, for Shayari lovers. Urdu poetry sms: all about urdu shero, shayari. We bring this section for urdu poetry lovers. This category contains Urdu Poetry SMS, which are not suitable to post in Urdu Friendship Poetry, Urdu Sad poetry, Urdu birthday poetry, Urdu Love Poetry. All Urdu Poetry sms messages here are in urdu language, Refering in roman Urdu script, It would be as urdu shayari SMS, Dosti shayari, Urdu pyar / mohabbat ki shayari SMS. Urdu SMS Message and Urdu Poetry SMS with a few Funny Urdu Poems SMS. Cute Nice Friendship Urdu Text Messages for best friends and Urdu Messges Romantic Love Urdu Poetries for lovers.

Latest Urdu Poetry SMS:

  • meri kabar pe aake tum awaaz nahi karna
    meri kabar pe aake tum awaaz nahi karna
    dard ki nayii daastan ka aagaaz nahi karna…

    apni bebassi ko khud hii byaan karega ye
    chehre ko kisi aaine ka mohthaaz nahi karna…

    raaz Jo khud se hii na chhipaa paao tum
    aise raaz mein kisi ko hamraaz nahi karna…

    namumkin hai haqikat ke aasman mein urnaa
    khaabon ke sahare isme parwaaz nahi karna…

    zakham phir zakham hai.N ik roz bhar jaynge
    husan wallon ko inke charasaaz nahi karna…
    khaakh se bane ho khaakh mein mil jaaoge
    kabhi bhoole se bhi khud pe naaz nahi karna..


  By: musarat   Send To Mobile
  • Mein Is Dukh Mein Aur Gi Nhi Sakti ,
    Mein Is Dukh Mein Aur Gi Nhi Sakti ,
    Maaf Kar Mujh Ko Meri Jaan Rehai De Mujhe,

    Janti Houn Tere Dil Mein Meri Dara Nhi Hai,
    Bhane Bana K Har Giz Na Safai De Mujhe,

    Jane Kis Morr Pe Aa Pounche Hein Hum,
    Jis Taraf Deikhoun Faqat Tu Hi Dikhai De Mujhe ,

    Mujh Se Tu Door Bohat Door Jachuka Hai Magar,
    Teri Maanoos Sada Ab Bhi Sunai De Mujhe,

    Mein Ik Moom K Putle Se Hoi Houn Pathar ,
    Kya Hua Hai Mujh Ko Zara Tu Hi Agaahi De Mujhe,

    Ik Faqat Pyar Hi To Manga Tha,
    Kab Kaha Tha Sari Khudai De Mujhe,

    Ab Tujhe Dil Se Bhula Kay Humein Jena Hoga,
    Ab Apni Har Yaad Se Aye Dost Rehai De Mujhe,

    Ik Teri Dosti Mein Ye Haal Hua Hai Mera,
    Teri Baatoun K Siwa Kuch Na Sunai De Mujhe,
    Chalo Ab Pyar K Qisay Ko Yahein Khatam Karein,
    Ab Na Dil K Kisi Jazbe Ki Sachai De Mujhe


  By: musarat   Send To Mobile
  • https://funnysms.pakreseller.com/sms-22896/
    Mein Is Dukh Mein Aur Gi Nhi Sakti ,
    Maaf Kar Mujh Ko Meri Jaan Rehai De Mujhe,

    Janti Houn Tere Dil Mein Meri Dara Nhi Hai,
    Bhane Bana K Har Giz Na Safai De Mujhe,

    Jane Kis Morr Pe Aa Pounche Hein Hum,
    Jis Taraf Deikhoun Faqat Tu Hi Dikhai De Mujhe ,

    Mujh Se Tu Door Bohat Door Jachuka Hai Magar,
    Teri Maanoos Sada Ab Bhi Sunai De Mujhe,

    Mein Ik Moom K Putle Se Hoi Houn Pathar ,
    Kya Hua Hai Mujh Ko Zara Tu Hi Agaahi De Mujhe,

    Ik Faqat Pyar Hi To Manga Tha,
    Kab Kaha Tha Sari Khudai De Mujhe,

    Ab Tujhe Dil Se Bhula Kay Humein Jena Hoga,
    Ab Apni Har Yaad Se Aye Dost Rehai De Mujhe,

    Ik Teri Dosti Mein Ye Haal Hua Hai Mera,
    Teri Baatoun K Siwa Kuch Na Sunai De Mujhe,
    Chalo Ab Pyar K Qisay Ko Yahein Khatam Karein,
    Ab Na Dil K Kisi Jazbe Ki Sachai De Mujhe


  By: musarat   Send To Mobile
  • Kehta He Raha Tujhse K
    Kehta He Raha Tujhse K piyary nahi achay
    Her waqt yeh palkon pe sitare nahi achay

    Us roz se mosam bhi bohat talkh huwa hai
    Jis roz se taiwar yeh tumaray nahi achay

    Un hi se tu abad hai yeh shahar-e-mohbat
    Kehte ho jinhain dard k maray nahi achay

    Es shaher mein tera bhi koi jurm tu hoga
    Ilzaam meri zaat pe saray nahi achay

    Aise tu parindon ki yeh hijrat nahi hai
    Lagta hai k mosam k ishaaray nahi achay.


  By: musarat   Send To Mobile


  By: musarat   Send To Mobile
  • hum ne kab mani thi baat zamanay ki
    hum ne kab mani thi baat zamanay ki
    aaj humare baat manayzamana kyon
    wo jungl kay phoolon per kyon marta hai
    ussko achay lagtay hein veranay kyon
    mohsin jab b chot nae kha leta hoon
    dil ko yaad aatey hein dost poranay kyon,,


  By: musarat   Send To Mobile
  • Sadak ke kinare ek ped sahare khadee hai
    Sadak ke kinare ek ped sahare khadee hai
    aakho me inzaar hai kiska ye kuch pata nahi hai
    bas ek yahee kam hai iska jo roz wo kar rahee hai
    kabhee inzaarkartee hai or lot jatee hai mayoos hokar
    kabhee kush ho jatee hai kisi ka pal bhar ka saath paakar
    kuch pal kaa saath dene wale bhoot mil jate hai
    keemat oos pal kee chukate hai or chale jate hai
    sare bazar kothe pe baitha diya hai jise bikne ke liye
    hazaro tayar kai kurban hone ko par sirf kuch pal ke liye
    n koi apnata hai isko n ghar kee ronak banta hai
    kharid kar fir chorh diya jata hai fir dubara bikne ke liye


  By: musarat   Send To Mobile
  • Tumhary Saray Khuwab Kyon
    Wo Kehti hAy... TumhArAy sArAy khAwAb Q AdhorAy Hain


    Main kehtA hon k meri jaan tum inhAin takmeel dAy Do.


  By: musarat   Send To Mobile
  • Aisa Nahi Ke Hum Ko
    Aisa Nahi Ke Hum Ko Mohabbat Nahi Mili
    Jaisi Chahtey The Hum Ko Woh Ulfat Nahi Mili,

    Milney Ko Zindgi Main Kahin Hum-Safar Miley
    Per Un Ki Tabiyat Se Tabiyat Nahi Mili,

    Chehroon Main Doosroo Ke Tumhain Doondtey Rahey
    Surat Nahi Mili Kahin Seerat Nahi Mili,

    Bohat Dair Se Aaya Tu Mere Paas Kiya Kahoon
    Alfaaz Doondney Ki Bhi Mohalat Nahi Mili,

    Tujh Ko Gilla Raha Ke Tawajja Na Di Tujhey
    Laikin Humain Khud Apni Rafaqat Nahi Mili,

    Her Shaks Zindgi Main Bohat Dair Se Mila
    Koi Bhi Cheez Waqt-e-Zaroorat Nahi Mili........ ..!


  By: musarat   Send To Mobile
  • Kabhi woh hum pe jaan diya karte thay
    Kabhi woh hum pe jaan diya karte thay,
    jo kehtay thay wo maan liya karte thay
    Aaj anjaan samajh kar qareeb se guzar gaye
    Jo door se hi pechaan lia kartay thay,


  By: musarat   Send To Mobile
Urdu Poetry SMS By Page: << 224225226227228229 230231232233234 >>

Submit Your Comments: