Best Collection of New Urdu Poetry SMS at Funny SMS
Looking For Urdu Poetry Sms? Latest Collection of Urdu Poetry SMS And Urdu Poetry SMS Messages Shayari SMS Messages, mohabbat poetry, pyar sms, for Shayari lovers. Urdu poetry sms: all about urdu shero, shayari. We bring this section for urdu poetry lovers.
This category contains Urdu Poetry SMS, which are not suitable to post in Urdu Friendship Poetry, Urdu Sad poetry, Urdu birthday poetry, Urdu Love Poetry. All Urdu Poetry sms messages here are in urdu language, Refering in roman Urdu script, It would be as urdu shayari SMS, Dosti shayari, Urdu pyar / mohabbat ki shayari SMS. Urdu SMS Message and Urdu Poetry SMS with a few Funny Urdu Poems SMS. Cute Nice Friendship Urdu Text Messages for best friends and Urdu Messges Romantic Love Urdu Poetries for lovers.
Latest Urdu Poetry SMS:
-
"+Parveen Shakir+"
.*"LarKiYa Kbhi Be
"+Parveen Shakir+"
.*"LarKiYa Kbhi BeWaFa Nh H0tI"*.
.
Wo t0 majb0ri0n mai lipTi haIn..
.
.
ApNe shIdaT bHarY khaYaLo0n mai..
.
.
.
ApNe anDr chUpi eK aUraT mai..
.
.
.
W0 hUmeSha hi darTi rehTi haIn..
.
.
.
Na to jEeTi haIn na t0 marTi haIn..
.
.
.
LarkiYaan beWaFa nh hoTi..
.
.
.
Per Hamesha hi darTi rehTi hain
.
.
.
Apne reeTi 0r raWaj0on sE..
.
.
.
AnY waLe naYe aZab0on sE..
.
PyaaR kerTi haIn 0r chUpaTi haIn..
.
.
.
LarKiYan BeWaFa nH h0ti..
.
.
.
Ki0n k majb0ri0on mai lepTi haIn..
.
.
.
Or heR lamHa darTi rehTi haIn..
.
.
.
ApnE pYar sE apNe saYe sE..
.
.
.
ApNe riShTo se diL ki dharkan sE..
.
.
.
ApNi khoWaIsh sE apNi kHusHi0on sE..
.
.
.
LaRkiYa BeWaFa nh h0ti..
By:
musarat
Send To Mobile
-
'Mohabbat kar to Li hum ne mohabbat paa
'Mohabbat kar to Li hum ne mohabbat paa nahi saktay.
Bohat kehnay ki khuwahish hai magar bata nahi saktay.
Teri baatein teri yaadien hamara dil dukhati hain,
Bohat takleef hoti hai tujhe suna nahi saktay.
Teray sath chalna hai teri manzil bhi ban'na hai,
Bohat thak gaye hain hum ab Aagey ja nahi saktay,
Suno hum toot jaengay humein kaisy sameto gay,
K Mar k bhi mere dost hum Tujhe Bhula nahi saktey..!'
By:
musarat
Send To Mobile
-
'Mohabbat Karne Wale Toh Kehte Hein ,
'Mohabbat Karne Wale Toh Kehte Hein ,
Keh . .
Mohabbat Zindagi Aur Zindagi Mohabbat Hai ,
Aur Yeh Bhi K ,
Chaand Ki Jag-Maga-Hat , , Taar'on Ki Jhil-Mila-Hat ,,
Phool Ki Muskurahat Aur Kaliy'on Ki Sharmahat ,,
Sub Kuch Mohabbat Hai ,,
( Mohabbat Ke Dum Se Hai )
Magar . . .
Shaam-e-Firaaq Mein Jab Her Shay Pay ,,
Udaasi Chhaii Ho ,,
Toh . . .
Doobta Sooraj Aur Is Ke Baad Tanha Chaand ,,
Kya Yeh Bhi Mohabbat Ka Istaara Nahin . . . ?
Khwab Daikhne Wali Aankh Se ,,
Nikla Aa'nsoo . . .
Wo Bhi Toh Mohabbat Hai ..
Kisi Ko Paa Lena Hi Mohabbat Nahin ,,
Kisi Ko Kho Ker ,,
Her Waqt ,,
Apne Paas Mahsoos Karna ,,
Yeh Bhi Toh Mohabbat Hai ,,
Yeh Bhi Toh Mohabbat hai ,'
By:
musarat
Send To Mobile
-
'Banjaarey hain rishton ki tijarat nahi
'Banjaarey hain rishton ki tijarat nahi karte,
Hum log dikhawey ki Mohabat nahi karte,
Milna hai to aa jeet ley maidaan mein hum ko,
Hum apney Qabeeley se baghawat nahi karte,
Toofan se larney ka tareeqa hai zaroori,
Hum doobney waley ki himayat nahi karte,
Palkon pe sitaarey hain
na shabnam hai
na jugnoo,
Is tarah to dushman ko bhi rukhsat nahi karte,
By:
musarat
Send To Mobile
-
'Kuch Khabar Toh LaYi Hai Baad-e-Bahaara
'Kuch Khabar Toh LaYi Hai Baad-e-Bahaaran Us Ki
Shayad Iss Rah SE Guzrey Gi Sawari Us Ki
Mera Chehraa Hai Faqt us Ki Nazar Say Roshan
Aur Baqi Jo Hai Nazm Mein Nigaari Us Ki
Ankh Uthaa Kar Jo Rawadaar Na Thay Dekhne Ko
Wohi Dil Karta Hai Ab Minaat-o-Zaarii Us Ki
Raat Ki Ankh Mein Hain Halkey Ghulabi Doorey
Neend Say Palkain Hoi Jaatin Hain Bhaari Us Ki
By:
musarat
Send To Mobile
-
Ye aankh ronay ki shiddat se laal thori
Ye aankh ronay ki shiddat se laal thori hai
Malal hai magar itna malal thori hai
Bas apnay waastay he fikar mand hain sab log
Yahan kisi ko kisi ka khayal thori hai
Paron ko kaat dia hai urraan se pehlay
Ye khauf-e-hijr hai
shoaq-e-wisaal thori hai
Maza to jab hai k haar k b hanstay raho
Hamesha jeet hi jana kamaal thori hai
Lagana parti hy dubki ubharne se pehlay
Gharoob honay ka matlab zawaal thorri hai'
By:
musarat
Send To Mobile
-
Aaj udhas hoon to zamana mujhey phochne
Aaj udhas hoon to zamana mujhey phochne aya .
Magar Jis pe tha sadiyon ka bharam woh nahi aya.
Woh to ek khuwaab tha toot gaya bikhar gaya hai.
Ajj udhas lamhon main phir kyon mujhe woh yaad aya.
Zindagi ki musafat ke woh chand din jo guzar chuke hain.
Na hi un pe urooj aya,our na hi un pe zawaal aya.
Bhool na chahta hoon har lamha, har waqt jo guzar gaya hai.
Jitna bhi roka woh waqt utna mere sath chala aya.
Guzra hua kal na tha mera, na hai mera our na ho ga kabhi.
Yeh mein janta hoon magar phir bhi na dil ko karaar aya.
Woh wade teray woh kasmein woh sab yaad hain mujhe.
Magar phir bhi kabhi tum ko mera dil na bhula paya.
Aana paye the tum to khudaar tha main bhi.
Yeh rishta hi humare dermiyan na raas aya.
By:
musarat
Send To Mobile
-
Merey hastey honton ki parchai mein aik
Merey hastey honton ki parchai mein aik dhuwan uth raha tha
Merey apnoo mein se koi na janta tha ke aik janaza uth raha tha
Meri shaukh Muskurahat ko loag Asliat samaj beithey
Kaun janta tha iss muskurahat mein aik chiragh jal raha tha
Meri ankhon ki chamak sirf aik dhoka tha
sab ki nazroo ke samne aik aansu tapak raha tha
Muje shehr ki galion ne khushi se rukhsat kiya
Her Badal phir kyun aik he rut mein garaj raha tha
Meri her hassi aur aah ko kisi ne na pehchana Usman
Wohi Hon ajj mein Jiss ke her kadam se kabhi ujala uth raha tha
By:
musarat
Send To Mobile
Submit Your Comments: