Best Collection of New Urdu Poetry SMS at Funny SMS
Looking For Urdu Poetry Sms? Latest Collection of Urdu Poetry SMS And Urdu Poetry SMS Messages Shayari SMS Messages, mohabbat poetry, pyar sms, for Shayari lovers. Urdu poetry sms: all about urdu shero, shayari. We bring this section for urdu poetry lovers.
This category contains Urdu Poetry SMS, which are not suitable to post in Urdu Friendship Poetry, Urdu Sad poetry, Urdu birthday poetry, Urdu Love Poetry. All Urdu Poetry sms messages here are in urdu language, Refering in roman Urdu script, It would be as urdu shayari SMS, Dosti shayari, Urdu pyar / mohabbat ki shayari SMS. Urdu SMS Message and Urdu Poetry SMS with a few Funny Urdu Poems SMS. Cute Nice Friendship Urdu Text Messages for best friends and Urdu Messges Romantic Love Urdu Poetries for lovers.
Latest Urdu Poetry SMS:
-
(Meri MOUT)
Meri Mayat pr Kafan na dalo
(Meri MOUT)
Meri Mayat pr Kafan na dalo
Muje aadat ha Muskurane ki,
Mere Janaze ko na le jao
Umeed ha mere dost k ane ki,
Dyr hojaye tu kuch na kehna
Usay adat ha mujhe Satane ki,
Agr ho Naraz tu Ay yaro!
Koshish krna usay Manane ki,
Jab dekh kr chala jaye meri Mayat,
Phir tayari krna mujhe jaldi Dafnane ki,
q k,
agr woh palat aya aur muje dekh kr roo para, to meri sansaen wapis na aa jaen q k meri adad hy usy chup karane ki.
By:
musarat
Send To Mobile
-
Tera naam har pal dil mein aata raha
Di
Tera naam har pal dil mein aata raha
Dil har pal khud par ilzaam lagata raha
Bin tere dil nahin lagta ik pal
Tera pyar har pal dil ko tadpata raha
Tere pyar mein intezaar karti rahi ye aankhein
Tera pyar in ankhon ko rulata raha
Kya bebasi thi, jo pyar ke waade toot gaye,
Wo wafa, wo ulfat, wo zindgi ke mahal toot gaye
Tu nahin sanam, teri yaadein sahi,
Wo chandni raaton mein, pyar ki baatein sahi
Tootega lekin, bhoolega kabhi nahin ye dil tujhko
Mar ke bhi har pal, main yaad aaoonga tujhko.
By:
musarat
Send To Mobile
-
wo pani ki lehron pay kya likh rahi thi
wo pani ki lehron pay kya likh rahi thi
khuda janay, harf-e-dua likh rahi thi
likha jis nay nawal wafa ka adhora
wohi pyar ki ,inteha likh rahi thi
bhala kartay kartay guzari jawani
magar pir bi khud ko ,bura likh rahi thi
muhabbat mai nafrat mili thi usay bi
jo har shakas ko ,bewafa likh rahi thi
zara uski ankhoon se ansoo na niklay
wo jis waqat lafz ,saza likh rahi thi
namaz-e-muhabbat mai wo apnay
hoay thay jo sajjday, kaza likh rahi thi
By:
musarat
Send To Mobile
Submit Your Comments: