Buy PUBG Mobile UC in Pakistan
SMS Categories
Our Community
Facebook Group Facebook Page
Follow Us on Twitter Follow Us on Twitter

Best Collection of New Urdu Poetry SMS at Funny SMS

Looking For Urdu Poetry Sms? Latest Collection of Urdu Poetry SMS And Urdu Poetry SMS Messages Shayari SMS Messages, mohabbat poetry, pyar sms, for Shayari lovers. Urdu poetry sms: all about urdu shero, shayari. We bring this section for urdu poetry lovers. This category contains Urdu Poetry SMS, which are not suitable to post in Urdu Friendship Poetry, Urdu Sad poetry, Urdu birthday poetry, Urdu Love Poetry. All Urdu Poetry sms messages here are in urdu language, Refering in roman Urdu script, It would be as urdu shayari SMS, Dosti shayari, Urdu pyar / mohabbat ki shayari SMS. Urdu SMS Message and Urdu Poetry SMS with a few Funny Urdu Poems SMS. Cute Nice Friendship Urdu Text Messages for best friends and Urdu Messges Romantic Love Urdu Poetries for lovers.

Latest Urdu Poetry SMS:

  • Tere Siwa Kisi Ke Talabgar Hum Nahi P
    Tere Siwa Kisi Ke Talabgar Hum Nahi

    Phir B Teri Nazar Me Wafadar Hum Nahi

    Na Jane Kis Bat Pe Hy Tu Khafa Khafa?

    Ye Dil Ka Mamla Hy Gunaghar Hum Nahi.


  By: musarat   Send To Mobile


  By: musarat   Send To Mobile
  • Chaha He Tmhe Is Liye Shikwa Nhi Kya
    Chaha He Tmhe Is Liye Shikwa Nhi Kya

    Hm ne To Kbi Tmko Ruswa Nhi Kiya

    Smjha He Teri bat Ko Hr Bat Se Barh Kr

    Bhol Jæn Tmko Rab Ne Hume Wo Dil Hi Nhi dia....!


  By: musarat   Send To Mobile
  • Kisi Ki Chahat Mai Itne Pagal Na Ho H
    Kisi Ki Chahat Mai Itne Pagal Na Ho

    Ho Sakta Hai Wo Tmhari Manzil Na Ho

    Us Ki Muskurahat Ko Izhar-e-Mohabbat Na Samajhna

    Kahin Ye Muskurana Us Ki Adat Na Ho.


  By: musarat   Send To Mobile
  • Nazron Ko Tere Piyar Se Inkar Nhi Ha,
    Nazron Ko Tere Piyar Se Inkar Nhi Ha,

    Ab Muj Ko Kisi or Ka Intizar Nhi Ha,

    Khamosh Agar Hon To Ye Andaz Ha Mera,

    Tum Ye Na Samajna K Tum Se Piyar Nhi Ha.


  By: musarat   Send To Mobile
  • Aap se Dil ki bat kahon kis trha? Aa
    Aap se Dil ki bat
    kahon kis trha?

    Aap meri jan hy
    Apko btaon kis trha?

    Aap anjan hy
    ya ban rahi ha?

    Ye andaza lagaon kis trha?

    Muqadar se muqadar milna to dor ki bat,

    Aap se dil se dil milaon kis trha?

    Aap milo na milo ye qismat ki bat hy mgr,

    Apko dil se chaha hy apko bhol jaon kis trha


  By: musarat   Send To Mobile
  • Kisi Ki Baat Mein Aa Kar Kisi Ka Piya
    Kisi Ki Baat Mein Aa Kar

    Kisi Ka Piyaar Tum Paa Kar
    Mujhe Tum Bhool Na Jana

    Kisi Ki Soch Mein Bas Kar

    Kisi Ki Aas Tum Ban Kar

    Mujhe Tum Bhool Na Jana

    Tumhare Bin Kabhi Aik Pal

    Guzarta Hi Nahi Mera

    Magar Tum Yaad Rakh Lena

    Mujhe Tum Bhool Na Jana.


  By: musarat   Send To Mobile
  • Tu jahan rahe wahan ("*"PYAR"*") Ho=
    Tu jahan rahe wahan
    ("*"PYAR"*")
    Ho=

    Tere har qadam pr
    ("*"BAHAR"*")
    Ho=

    Teri aankhon me kabhi
    ("*"NAMI"*")
    Na ho=

    Kisi shey ki tjko
    ("*"KAMI"*")
    Na ho=

    Tje jo lage wo
    ("*"NAZAR"*")
    Na ho=

    Kisi dukh ko teri
    ("*"KHABAR"*")
    Na ho=

    Teri rah me
    ("*"QOS-E-QAZA"*")
    Rahe=

    Razi tjse
    ("*"RUB"*")
    Ki raza rah jao,

    Bano jo "HUSN"

    To pakeeza haya ho jao,

    Bano jo "JAAN"

    To phir jaan-e-wafa ho jao,

    Bano jo "kisy k"

    To duniya se khafa ho jao.....


  By: musarat   Send To Mobile
  • Tere khayal me rat guzr jati he Bebas
    Tere khayal me rat guzr jati he

    Bebasi k haal me rat guzr jati he

    Tu mujhe yad krta he k nhi

    Isi sawal me rat guzr jati he

    Tere chehry ka aks zehan me banaty hen

    Taswar-e-hilaal me rat guzr jati he

    Tumhen chand kahon ya chand jesa kahon

    Sochon k jaal me rat guzr jati he

    Kash k tu hr waqt mere sath rhe

    Khwahish-e-kamal me rat guzr jati he

    Baghair qismat k kuch b nhi milta


    Bas isi malal me rat guzr jati he... . . . .


  By: musarat   Send To Mobile


  By: musarat   Send To Mobile
Urdu Poetry SMS By Page: << 132133134135136137 138139140141142 >>

Submit Your Comments: