Best Collection of New Urdu Poetry SMS at Funny SMS
Looking For Urdu Poetry Sms? Latest Collection of Urdu Poetry SMS And Urdu Poetry SMS Messages Shayari SMS Messages, mohabbat poetry, pyar sms, for Shayari lovers. Urdu poetry sms: all about urdu shero, shayari. We bring this section for urdu poetry lovers.
This category contains Urdu Poetry SMS, which are not suitable to post in Urdu Friendship Poetry, Urdu Sad poetry, Urdu birthday poetry, Urdu Love Poetry. All Urdu Poetry sms messages here are in urdu language, Refering in roman Urdu script, It would be as urdu shayari SMS, Dosti shayari, Urdu pyar / mohabbat ki shayari SMS. Urdu SMS Message and Urdu Poetry SMS with a few Funny Urdu Poems SMS. Cute Nice Friendship Urdu Text Messages for best friends and Urdu Messges Romantic Love Urdu Poetries for lovers.
Latest Urdu Poetry SMS:
-
Koi poche yun badlne ki wajha kya thi
(¤Ghazal¤)
Koi poche yun badlne ki wajha kya thi??
Koi poche yun dosti ko majburi dekha ne ki wajha kya thi??
Koi poche yun wo ajnabi ban k milney lagey hum se akhir yun mizaj badlney ki wajha kya thi??
Tha koi gila tou kie kuyn nahin osko tou adat chup rehney ki nahin thi??
Khushi si milti us shakhs ko jo os se milta gham dene ki adat tou usko na thi??
Tanhi kya hoti hai osko khabar tak na hoti thi yun andheron mai bethna pehle tou oski yeh adatein na thi??
Koi poche unsey faraz badlne ne ki waja kya hui??
By:
musarat
Send To Mobile
-
ABI GHAR NA JANA
"ABI GHAR NA JANA"
Ye Bikhri Si Zulfein,
Ye Phela Sa Kajal,
Ye Bechain Aankhein,
Ye Simta Sa Aanchal,
Tere Haal Se Log Pehchan Lein Ge,
Tujhe Dekh Ker Sab Mujhe Jan Lein Ge,
Ye Behke Qadam
Larkhrati Jawani
Ye Betaab Dil Or Muhabbat Diwani
Shafak Jaise Galon Pe Ubhri Hui Hei
Mry Honton Ki Ik Mehekti Nishani
Tere Jism Se Urrti Mri Ye Khushbo
Suna De Gi Her Ik Ko Sari Kahani
Na Ban Jaye Apna Milan Ik Fasana
Suno Jan-e-Jana
"ABI GHAR NA JANA"
By:
Zubair Anjum
Send To Mobile
-
Thaam lo dil mera,seeny sy laga lo mujhk
Thaam lo dil mera,seeny sy laga lo mujhko,
Main bikhar jane ko hoon,aao sambhalo mujh ko.
Baad mudat k baray shok sy rotha hoon main,
Maan bhi jao,kisi tarha manaa lo mujhko.
Ye to sach hy k main apna nhi, begana hoon,
Ban k anjaan kbhi apna bana lo mujhko.
Main zara aankh sy ojhal hoon mgr hoon to sahi,
De k awaz kisi waqt bula lo mujh ko.
Main kabhi ashk-e-nadamat,kbhi soz-e-ulfat,
Kbhi palkoon mein,kabhi dil mein chupa lo mujhko..
By:
Zubair Anjum
Send To Mobile
Submit Your Comments: