Best Collection of New Sad Poetry SMS at Funny SMS
Our
Sad Poetry SMS category offers poetry dealing with the emotional pain and hurt common to all. Sad Poems includes poetry sections on Lost Romance, Lost Friendship, Poems, Loss from Death, Depression and Suicide,
Sad Poetry SMS, and sensitive Social Issues like child abuse. Our collection of Sad Poems includes sad poems, depression poems, sad love poems, death poems as well as sad poems written by teens. You can also
Submit Sad Poetry SMS here.
Latest Sad Poetry SMS:
-
Mar Jane K Baad
Haqiqat K Kareb Aaney Ke Baad
Hum Samjhe Mohabbat Ko Dil Lagane Ke Baad
Mujhe Dukh Apna Nahi Gham Ap ka Hai
Kon Sataye Ga Ap ko Mere Mar Jane K Baad.
By:
SAYYAM
Send To Mobile
-
Dosti Kahan Se Milti
Ajnabi shahar main Dosti Kahan Se Milti
Muhabbat mout hai is main zindagi kahan se milti
Jis pathar ko humne pooja wahi hum par baras para
Is se zyada dushmano ki dushmani kahan se milti
Hm doob rahe the na jane kahan tak beh gaye
In aansuon k samandar main kashti kahan se milti
Tha uske saath chand ka pehra raat bhar
Humain andheri raah main roshni kahan se milti
Log kehte hain k wo tujhe tabah kar k buhat khush hota hai
To is liye khud ko Tabha Karty Gaey warna usy Khushi Kahan Sy milti..
By:
Fuzail
Send To Mobile
-
Main Ab Sone Se Darti Hon
Main Rone Se Darti Hon
Juda hone Se Darti Hon,
Meri AankHain Batati Hain
K main Sone se Darti Hon,
Meri Ungli Pakar Lena
Mujhe tanha nahi Karna,
Ye Duniya Ek Mela hai
Tumhain Khone Se Darti Hon,
Jab Hansti Hon to Kyun
Palkon k Goshe Bheeg Jate Hain
Tumhain Maloom Hai Main
Is tarha Rone Se Darti Hon
Jab se Khawab Dekha Hai
Mujhe Tum Chhor Jao Gey
Main ab Khawbon se Darti Hon
Main ab Sone Se Darti Hon.
By:
Alina Amaan
Send To Mobile
-
Din Ghoote Ghoote, Shamein Dhuaan Dhuaan Ho Gayi
Din Ghoote Ghoote, Shamein Dhuaan Dhuaan Ho Gayi
Aur Raatein, Intezar Ki Tere Dastan Ho Gayi
Kahan Se Dhundhkar Layun Sakoon Dil Ka Apne
Zindagi Jab Dard Ki Ek Dastan Ho Gayi
Bewafa Bankar Kaise Jee Lete Hain Log Hanskar
Is Raj Ko Jaan-ne Mein Hi Hasti Fanna Ho Gayi
Main Kab Tak Bharm Mein Rakhun Khud Ko
Duniya Kehne Lagi Ki Tu To Bewafa Ho Gayi.
By:
Ahmad
Send To Mobile
-
Dukh ki taskeen risaley to nahi kr saktey
Dukh ki taskeen risaley to nahi kr saktey
Ye fasane, ye maqaley to nahi kar saktey
Roshni chahiye lekin isi ik skauk mai ham
Ghar ko sholo’n k hawaley to nhi kr sktey
Noor ki rah mai dewar uthane waley
Qaid suraj k ujaley to nahi kr saktey
Raig e sehra hi sunaye gi safar ki rodad
Guftugu pao’n k chhaley to nahi kr saktey
Kaise aashiq hain k khush hain teri ruswai par
Yun kbi chaney waley to nhi kr sktey
Bad ghuma ham se hain kutch laug to majboor hain ham
Saaf har zehn k jaley to nahi kar saktey
By:
Ahmad
Send To Mobile
-
Door Reh kar kareeb kitnay thay
Door Reh kar kareeb kitnay thay,
Faslay bhi Ajeeb kitnay thay,
Dard-E-Dil ki Dawa nahi warna,
Is jahan mein Tabeb kitnay thay,
Umer bhar Sath jo raha Tere,
Us k Achay Naseb kitnay thay,
Kyun na Aai me Tere sapno mein,
Mere Shikway Ajeeb kitnay thay..!
By:
Ahmad
Send To Mobile
Submit Your Comments: