Buy PUBG Mobile UC in Pakistan
SMS Categories
Our Community
Facebook Group Facebook Page
Follow Us on Twitter Follow Us on Twitter

Best Collection of New Islamic SMS at Funny SMS

Best collection of islamic sms and Al-Quran / Al-Hadith(Hadees) of the Day / text messages in roman urdu & english. Yes, you can also see good collection of sms messages related to Islam. Send these cute Islamic sms messages to your Muslim friends and brothers. Cool collection of Ramazan sms, Ramadan month sms. You can also submit islamic sms here.

Latest Islamic SMS:

  • Intresting information in Quran
    Intresting information in Quran

    Quran main LIFE ka zikar 145 bar aya
    hai aur DEATH ka zikar b 145 bar

    Angels ka zikar 88 bar aur evils ka zikar b 88 bar

    Dunya ka zikar 115 bar aur akhrat ka zikar b 115 bar

    Insano ka zikar 50 bar aur Rasoolon ka zikar b 50 bar

    Iblees ka zikar 11 bar aur us se panah ka b 11 bar

    Musibat ka zikar 75 bar aur shukar ka b 75 b bar

    Sadqa ka zikar 73 bar aur sakoon ka zikar b 73 bar hai fwd it as a sadq e jariya...


  By: Rooman Qamar   Send To Mobile
  • Islamic Poem
    Thori se ibadat bht
    sila deti hy,

    Gulab ki trha chehra
    khila deti hy,

    Allah ki yaad ko dil se
    Na jany dena,

    Kbi kbi chuti c dua b
    ARSH hila deti hy.


  By: wahabi   Send To Mobile
  • Allah ke zat
    Allah ki zaat pr bharosa karne wala
    Kbi nakam nhi hota

    Kisi ka raaz talash na kro
    Agr malom ho jae to fash Na kro

    Koi bhi musibt prne pr Mot
    Ke tamana na kro

    Insaan ka sb se bra dushman
    Us k bure dost hy

    Kse ko acha dost bnana
    Allah ka tohfa hy.


  By: wahabi   Send To Mobile
  • Allah
              |         
    w
    .+'"; : ; :
    '+.+; : : |
    '+..+"+..; ;


    Ap ko apni Hifz o Aman me Rkhe
    Ameen.


  By: wahabi   Send To Mobile


  By: Farida Jalal   Send To Mobile
  • Golden Sms
    Golden Sms

    Aap S.A.W.W ke pyare betay ki wafat per Aap S.A.W.W bohot ghamgeen thay.

    Bibi Ayesha R.A ne Aap S.A.W.W se arz kiya ke ALLAH ne nabi ko ye darja ata kiya hai ke woh apni zindagi mein koi aik dua maang sakte hein jo foran qabool ki jaye gi,

    To Aap S.A.W.W apne betay ki dobara zindagi ki dua kiu nahi maang lete,

    ALLAH qabool karne wala hai.

    Aap S.A.W.W ne farmaya ke woh dua mein ne akhrat mein apni ummat ke liye sanbhal rakhi hai.

    "Subhan Allah"


  By: Farida Jalal   Send To Mobile
  • Hadees-e-Pak
    Hadees-e-Pak

    Hazrat Abu Hurera R.A ne kaha ke "Huzoor S.A.W" ne farmaya ke:

    Tum mein koi "Moat" ki arzoo ma kare (Isi liye ke) Woh ya tu "Nekokar" hoga,

    To mumkin hai is ke naik amal mein "Ziyadti" ho jaye aur ya "Badkar" hoga,

    To ho sakta hai ke "Aainda" toba kar ke ALLAH ki "Khushnoodi" hasil karle..


    (Bukhari Shareef)

    Ba Hawala

    (Anwar-ul-hadees, page number 226)


  By: Farida Jalal   Send To Mobile
  • Kia aap jante hain??
    Kia aap jante hain Jab Chhenk aati hai to SHUKAR ALHAMDULILLAH kun kehte hain?

    Nhn jante na?

    Wo is liye kehte hai kun k Hamare dil
    ki dharkan chand lamh0n k lye ruk jati hain chhenk k doran is lye hum Allah
    ka shukar ada karte hai
    Plz ye bat or0n ko B btaen ta k wo b Allah ka shukar ada kar sake.


  By: Pieces   Send To Mobile
  • >¤ QURAN PAK MAI ¤<
    >¤ QURAN PAK MAI ¤<

    "ALEF" 48872 itni baar aya hai

    "BA"11228

    "TA"1199

    "SA"1276

    "JEEM"3273

    "HA"973

    "KHA" 2416

    "DAAL" 5642

    "ZAAL" 4697

    "RA" 1179
    "LAAM" 3432

    "MEEM" 26535

    "NOON" 26560

    "WAO" 2556

    "HA" 1907

    "LAM ALEF" 3720

    "HAMZA" 4115

    "YAA" 25919
    Send this great information 2 all ur friends.


  By: Pieces   Send To Mobile
  • Read carefully and think seriously..
    Read carefully and think seriously..

    "Duniya ke luye itni mehnat kar jitna tujhe yahan rehna hai".

    Aakhrat ke liye itni mehnat kar jitna tujhe wahan rehna hai,

    ALLAH ki raza ke liye itni koshish kar jitna tu us ka mohtaj hai,

    Gunah itna kar jitna tujh mein azaab sehne ki taqat hai,

    Sirf usi zaat se maang jo dusron ko mohtaaj nahi hai,

    Jab tu ALLAH ki nafarmani kare to wahan ja jahan tujhe woh na dekhe..


  By: Farida Jalal   Send To Mobile
Islamic SMS By Page: << 176177178179180181 182183184185186 >>

Submit Your Comments: