Buy PUBG Mobile UC in Pakistan
SMS Categories
Our Community
Facebook Group Facebook Page
Follow Us on Twitter Follow Us on Twitter

Best Collection of New Islamic SMS at Funny SMS

Best collection of islamic sms and Al-Quran / Al-Hadith(Hadees) of the Day / text messages in roman urdu & english. Yes, you can also see good collection of sms messages related to Islam. Send these cute Islamic sms messages to your Muslim friends and brothers. Cool collection of Ramazan sms, Ramadan month sms. You can also submit islamic sms here.

Latest Islamic SMS:

  • Allah's Replies
    Allah replies in 3 ways

    1. says YES and gives u what u want

    2. say No and gives u some thing better

    3. Says Wait and gives u best at right time.


  By: wahabi   Send To Mobile
  • Ya Allah hum par Reham Farma
    Ya Allah hum par Reham Farma,
    Be shak tu Raheem hai.

    Hamaray Gunaah muaf Farma,
    Be shak tu Rehmaan hai.

    Hamara Rizq Kushada Farma,
    Be shak tu Raziq hai.

    Hamaray Walidain pe Reham Farma,
    Be shak tu Kareem hai.

    Aameen...


  By: Farida Jalal   Send To Mobile
  • FARIDAY SMS
    * *FARIDAY SMS* *

    Hazrat Moosa (A.S) ne Ek dafa Allah se poocha:
    "AY ALLAH JAB TU KHUSH HOTA HAY TO KIA KERTA HAY?"

    Allah ne farmaya:
    "JAB MAIN KHUSH HOTA HOON TO BARISH KERTA HOON"

    Hazrat Moosa A.S:
    Tu aur ziyada khush ho to?
    Allah:
    "Tab main betiyan paida kerta hoon"

    Hazrat Moosa A.S:
    Jab Tu aur khush ho?
    ALLAH NE FARMAYA:
    Jab Main sab Se Ziyada KHUSH Hota hoon to "MAiN MEHMAN BHEJTA HOON."


  By: Pieces   Send To Mobile
  • Qimiti gift
    Qurani surton ki khasosiyat:Sur-e-Fatiha Allah k azab sy bachati hy

    Sur-e-Yaseen qayamat k din pyas sy bachati hy

    Sur-e-Waqia fikar-o-fakay sy bachati hy

    Sur-e-Mulk azab-e-qabar sy bachati hy

    Sur-e-Kosar dushmanon ki dushmani sy bachati hy

    Sur-e-Kafron mout k waqat kufar sy bachati hy

    Sur-e-Ikhlas munafqat sy bachati hy

    Sur-e-Falaq haadsoon sy bachati hy

    Sur-e-Naas waswasoon sy bachati hy

    Qimiti gift hay. Dosron ko bhi gift karen.


  By: Pieces   Send To Mobile
  • Most humble statement
    The most humble statement we can say is,
    "I am nothing without ALLAH."

    And the most powerful statement is,
    "With ALLAH, nothing is impossible...!!!"


  By: Pieces   Send To Mobile
  • Hazrat MOHAMMAD (S.A.W)
    "Logon ki haibat mein aa kar Haq-e-Goi se na rukna,

    Yaad Rakho!

    Na to koi Maut ko qareeb kar sakta hai,

    Aur na Rizq ko door kar sakta hai.."


    Hazrat MOHAMMAD (S.A.W)


  By: Farida Jalal   Send To Mobile
  • Namaz ke 10 Faide.
    Namaz ke 10 Faide.

    1) Chehre ki Nooraniyat.

    2) Dil ka Noor.

    3) Jism ki Rahat.

    4) Qabar mein Saathi.

    5) Nuzool-e-Rehmat ke zaryaa.

    6) Aasmano ki Chaabi.

    7) Mizan-e-Hisab ka wazan.

    8) ALLAH ki raza .

    9) Jannat ki Qeemat.

    10) Aag se bachao ka zarya.

    Namaz ko mat kahein mujhe kaam karna hai,

    Kaam ko kahein mujhe Namaz parhni hai..


  By: Farida Jalal   Send To Mobile
  • Jo shaks naik baat ki sifaarish kare,
    Jo shaks naik baat ki sifaarish kare,

    To is ko is mein se hissa mile ga..

    Aur jo buri baat ki sifaarsih kare,

    Is ko bhi is mein se hissa mile ga..

    Aur ALLAH Pak her cheez per Qudrat rakhta hai..

    (Al-Nisa)
    (Verse 85)


  By: Farida Jalal   Send To Mobile
  • GOD BLESS U

    *=*=* =*=*
    * w *
    *cl_l_l I *
    *=*=* =*=*

    U r Under His care
    Bcauz it's My Prayer For u. May U'll be Hapy Always
    "Ameen"
    GOD BLESS U


  By: Rooman Qamar   Send To Mobile
  • 10 baatein
    "10" baatein
    "10" baaton ko khatam kar deti hain


    1. Tauba - Gunah ko

    2. Dukh - Zindagi ko

    3. Ghussa - Aqal ko

    4. Sadqa - Musibat ko

    5. Chugli - Dostee ko

    6. Namaz - Be-Hayaee ko

    7. Neki - Badi ko

    8. Jhooth - Rizq ko

    9. Zulm - Insaaf ko

    Aur
    10. Takabur - Aamal ko

    Achi bat phelana sadqa jaria hai.


  By: Rooman Qamar   Send To Mobile
Islamic SMS By Page: << 174175176177178179 180181182183184 >>

Submit Your Comments: