Buy PUBG Mobile UC in Pakistan
SMS Categories
Our Community
Facebook Group Facebook Page
Follow Us on Twitter Follow Us on Twitter

Best Collection of New Islamic SMS at Funny SMS

Best collection of islamic sms and Al-Quran / Al-Hadith(Hadees) of the Day / text messages in roman urdu & english. Yes, you can also see good collection of sms messages related to Islam. Send these cute Islamic sms messages to your Muslim friends and brothers. Cool collection of Ramazan sms, Ramadan month sms. You can also submit islamic sms here.

Latest Islamic SMS:

  • Zikre illahi
    Hazrat Abu Mussa (Razi ALLAH Anho) beyan kartay hein k Rasool (Salallah O Wassalm) ny farmaya:

    Jis ghar mein Khuda ka Zikar kia jata hy us ki missal aur Jis ghar mein Khuda ka Zikar nahi kia jata us ki Misaal Zinda Aur Murda ki hy.

    (MUSLIM)
    (USVAE HASNA)


  By: nasirmazhar   Send To Mobile
  • Fwd 2 All muslims
    Azan Hoti Rahi Main Sunta Raha Per Ghafil Raha Namaz Say,

    Ab Kiya Faida Shoq-e-Namaz Ka Jb Ho Rahi Hai Namaz Meri.!

    Fwd 2 All muslims before it gets late.


  By: Rooman Qamar   Send To Mobile
  • Asslam-o-Alaikum
    Asslam"o"Alikum

    Allah me tujse Mangta hon Kamil Eman
    or Sacha Yakin, or Kushada Rizk, Ajazi karne wala Dil,
    or Tera Zikar karne wali Zuban
    or Halal-O-Pak Rozi or
    Sache dil ki Toba, or Mout se Pehle ki Toba
    or Mout k Waqt ka Aram or
    Marne k bad Maghfarat O Rehmat or
    Hisaab k Waqt Muafi.
    Ya Allah Meri Nadanion ko Muaf Farma.
    ya Allah Meri Ye Dua Tmam Musalmano k Haq men Qabol Frma Ameen.

    Forward this DUA

    "Kia pta kis ki Dua qubool hojaye"

    AMEEN.


  By: Rooman Qamar   Send To Mobile
  • Maldaron Ki Daulat
    ALLAH nai maldaron ki daulat mai garibon ka rizk rakha hai,
    lihaza jab b koi faqear(ya insan) bhoka (ya tangdast) ho ga,
    is ka matlab ye hai k dolatmandon nay apni daulat ko samait lia hai aur parwardigar roz-e-qiamat is ka sawal
    zaror karay ga.
    try to understand this.


  By: Rooman Qamar   Send To Mobile
  • (Hadees- e -Pak)
    Jo Shakhs Apne Waliden
    K Liye Dua e Maghfirat Karna Chhor Deta
    Hai Uska Rizq Kam Hojata Hai..!

    (Kanz-ul-Aamaal) Jild 12 Safa 102 Hadees No 8455


  By: Rooman Qamar   Send To Mobile
  • Hamara Libas
    Hamara Libas 8 Gz,
    Hamara Kafan Sirf 2.5 Gz,
    Hmara Ghr 400 Gz,
    Hmara Asal Ghr 2.5 Gz,
    Hmaray Irady 200 saal K,
    Mgar Hmari Zindagi 1 sawalya nishaan??Padaish k wqt AZAAN de jati Hai ,Namaaz nahi parhi jati,
    Maut k waqt Namaz parhi jati Hai,AZAAN nahi de jati,

    Yani "Ye Zindagi, AZAAN SE NAMAAZ TAK KA WAQFA HAI"


  By: Rooman Qamar   Send To Mobile
  • ~BEST SMS~
    ~BEST SMS~
    In Quran-e-Majeed..

    "Aye Bande Agar Kabhi Raat
    Ko Teri Ankh Khule
    or Tu Phir So Jaye
    To Tu Ne Mujhse
    Be-wafai Ki
    or Agar Teri Aankh Khule or
    Tu Ne Wazoo Kiya or
    Meri Ibadat Ki
    Tu Ne Manga or
    Main ne Qabool Na
    Kiya
    To Main ne Tujhse Be-wafai Ki
    Aur May Aisa Nahi
    Karta!


    "Suraha-e-Mulk"
    Ye sms bagair intazar kiye logon ko
    send kerain.


  By: Rooman Qamar   Send To Mobile
  • Namaz Ki Ahemiyat
    Jo Namaz ko Hakeer samjhta hai: Usey marte hue ye 3 saza milti hain.

    1) Woh Zaleel marta hai.
    2) Woh Bhooka marta hai.
    3) Woh Pyaasa marta hai.

    (Agerchay woh tamam samandar ka pani bhi pee le, woh pyaasa hi mare ga...)


  By: Decent Kuri   Send To Mobile
  • Eman
    Apni sochon ko pani ke qatron se ziyada shaffaf rakho

    Kiu ke

    Jis tarah qatron se "Dariya" banta hai

    Usi tarah sochon se "Eman" banta hai...


  By: Decent Kuri   Send To Mobile
  • ALLAH SAYS:
    ALLAH SAYS:

    "A Bande Agr Kabhi Raat Ko Teri Ankh Khule
    or Tu Phir So Jaye
    To Tu Ne Mjhse
    Be-wafai Ki
    or Agr Teri Aankh Khule
    or
    Tu Ne Wazoo Kiya or Meri Ibadat Ki or
    Tu Ne Manga or
    Main ne Qabool Na Kiya Tu Main ne Tjhse
    Be-wafai Ki
    Aur Me Aisa Nahi Krta."

    "Sura-e-Mulk" Para # 29


  By: Rooman Qamar   Send To Mobile
Islamic SMS By Page: << 171172173174175176 177178179180181 >>

Submit Your Comments: