Categories
Buy PUBG Mobile UC in Pakistan
SMS Categories
Our Community
Facebook Group Facebook Page
Follow Us on Twitter Follow Us on Twitter

Koi Kandha Nahi Deta



*((GHAZAL))*

Safar me Zindagani k Koi Rasta Nahi Deta,
Zameen Waqif Nahi Banti Falak Saya Nahi Deta..

Khushi Aur Dukh k Mosam Sab k Apny Apny Hoty Hen,
Kisi Ko Apnay Hissay ka Koi Lamha Nahi Deta..

Udaasi Jis K Dil Me Ho Usi Ki Neend Urti Hai,
Kisi Ko Apni Aankhon Ka Koi Sapna Nahi Deta..

Uthana Khud Hi Parta Hai Thaka Toota Badan Apna,
K Jab Tak Saans Chalti Hai Koi Kandha Nahi Deta..!



Send To Mobile  

<<< Read Previous | Read Next >>>



Submit Your Comments:



Related SMS to "Koi Kandha Nahi Deta"

  1. MERI AAS  By: Tanmay Sharma
    MERI NAMM HUI AANKHO KO MILA NAA SUKOON ROTIN RAHI SAVEERE TAK KE BEH GAYA INSE KHOON, EK DARD BHAR...

  2. Koi Ek Shakhs  By: Naila Soomro
    Koi Ek Shakhs To Yun Milay,, K Wohi Milay To Sukoon Milay..!...

  3. Mat Kehna  By: Sumaira Malik
    Bhool Ker Bhi Apny Dil Ki Baat Kisi se Mat Kehna,, Ye Kaghaz Bhi Zara Si Dair me Akhbaar Ban Jata H...

  4. Mohabbat K Naam  By: Adnan Shalmani
    * Ibaadaton ki tarah Me ye kaam karta hun, Mera usool hai pehle Salaam karta hun. Mukhaalifat se Me...

  5. Ley dey  By: Adnan Shalmani
    .* Ley dey k wohi shakhs hai is sheher mein apna,, . . Duniya kahin usko bhi samajhdaar na kar dey. ...

  6. Main Apni  By: Adnan Shalmani
    .* Main Apni Khaawahishain Mehdood Ker K G Loo'n Ga.. . . Tu Apnay Aap Ko Mera Khuda Na Samjha Ke...

  7. Mujhy Ye Zid Nahi  By: Husnain Nawaz
    Mujeh Ye Zid nahi mere Galay ka Haar ho jao Akhela Chor dena , tum jahaan Be-zaar ho jao Bohat Jal...

  8. Tamasha  By: Naila Soomro
    Tanhaai Me Ajeeb Zamane Ki Wafa Dekhta Raha, Umar Bhar Apna Ghar Tanha Dekhta Raha. Kahin Na Kahin ...

  9. Tere Bin ab Jeena kya  By: Naila Soomro
    Tere Bin ab Jeena kya, Manzil kesi Safeena kya, Guzri zindagi Barsat me, Ab nahi janti meena kya, Ro...

  10. Kuch Panchhi Jhund me Urty Hon  By: Sumaira Malik
    Kuch Panchhi Jhund me Urty Hon, Aur Rasta Bhi Kuch Mushkil Ho, Kuch Door Ufaq Pe Manzil Ho, Ik Pa...

  11. Tum To  By: Adnan Shalmani
    .* Tum To Nazdeek Rag-e-Jaan Thay Tumhein Kia Kehta.. . . Main Ne Dushman Ko Bhi Dushman Nahi Samjha...

  12. Guzar  By: Adnan Shalmani
    .* Kaisi Guzar Rahi Hai, Sab Hi Pochte To Hain.. . . Kaisay Guzaarta Hoon, Koi Pochta Nahi. !...

  13. Jahan Me Ho Jaye  By: Asad
    Rutba Kuch Bhi Jahan Me Ho Jaye,, Paaun Sab k Zameen Pe Hoty Hen..!...

  14. Zaruri Hai  By: Asad
    Ye Zaruri Nahi k Her Baat Wo meri Samjhy, Magar Zaruri Hai k Wo Mujhy kuch To Samjhy..!...

  15. Kitab Band Na Kerta To  By: Maha Abro
    Jo Meri Baat Ka Us Tak Asar gaya Hota Khuda Gawah Hai Chehra Utar Gaya Hota Ajab Qism Ki Shakal Ub...