Kuch Panchhi Jhund me Urty Hon
Kuch Panchhi Jhund me Urty Hon,
Aur Rasta Bhi Kuch Mushkil Ho,
Kuch Door Ufaq Pe Manzil Ho,
Ik Panchhi Ghayal Ho Jaye,
Aur Be-Dam Ho Ker Gir Jaye,
To Rishty-Naaty Piyary Sab,
Kab Uski Khatir Rukty Hen?
Is Duniya Ki Hai Reet Yehi,
Jo Sath Chalo To Sath Bohat,
Jo Ruk Jao To Tanha Ho..!!
Send To Mobile
<<< Read Previous |
Read Next >>>
Submit Your Comments:
Related SMS to "Kuch Panchhi Jhund me Urty Hon"
- Tum To By: Adnan Shalmani
.* Tum To Nazdeek Rag-e-Jaan Thay Tumhein Kia Kehta.. . . Main Ne Dushman Ko Bhi Dushman Nahi Samjha...
- Guzar By: Adnan Shalmani
.* Kaisi Guzar Rahi Hai, Sab Hi Pochte To Hain.. . . Kaisay Guzaarta Hoon, Koi Pochta Nahi. !...
- Jahan Me Ho Jaye By: Asad
Rutba Kuch Bhi Jahan Me Ho Jaye,, Paaun Sab k Zameen Pe Hoty Hen..!...
- Zaruri Hai By: Asad
Ye Zaruri Nahi k Her Baat Wo meri Samjhy, Magar Zaruri Hai k Wo Mujhy kuch To Samjhy..!...
- Kitab Band Na Kerta To By: Maha Abro
Jo Meri Baat Ka Us Tak Asar gaya Hota Khuda Gawah Hai Chehra Utar Gaya Hota Ajab Qism Ki Shakal Ub...
- Fasany Ko By: Maha Abro
Ab Agay Is Me Tumhara Bhi Naam Aaye ga,, Jo Hukm Ho To Yahin Chorr Dun Fasany Ko..!...
- Meri Hasraten By: Husnain Nawaz
Teri Ghaflaton ko Khabar Kahan? Meri Hasraten Hen Urooj Per..!...
- Sari Dunia By: Adnan Shalmani
.* Sari Dunia Ki Ki Nazron Sy Gira Hy AZAAD.. . . Tab Kahin Jaa K Teray Dil Main Jagah Paaii Hy....
- Wafa Ka By: Adnan Shalmani
.* Wafa Ka Zakham Hai Gehra, Tu Koi Baat Nahi.. . . Laga'o Bhi Tu Humain UnSe Intiha Ka Tha. !...
- Ghazab By: Adnan Shalmani
.* Ghazab Aaya,Sitam Toota,Qayamat Ho Gai Barpa.. . . Faqt Itna Hi Pocha Tha K Tum Mujh Se Khafa Q ...
- Jany Kon Si Siyahi Thi By: Maha Abro
Usne ek din meri hatheli pe, Badi masumiyat se apni Nazuk si ungliyo se likha, "Muje pyar hai tum...
- Dopatta By: Asad
Jis Larki Se Apny Sar ka Dopatta Na Sambhal saky, "IQBAL" Wo Kiya Khaak Sambhaly gi Tere Ghar...
- Teri Chahat By: Husnain Nawaz
Tum ny to Phir Bhi Seekh liya Zamany k Sath Jeena,, Hum to kuch Bhi Na Ker Sake Tujhy Chahny k Siwa...
- Pani Hai By: Husnain Nawaz
Bethy hen Sunehri Kashti me Aur Samnay Neela Pani Hai,, Wo Hansti Aankhen puchti hen Ye Kitna Gehra...
- Mizaaj By: Husnain Nawaz
Badal Gaye Q Mizaaj Tere Kuch hi Muddat me,, Tum to Kehty thy k, Badalny Waly Log Mujhy Achay Nahi...