Best Collection of New Urdu Poetry SMS at Funny SMS
Looking For Urdu Poetry Sms? Latest Collection of Urdu Poetry SMS And Urdu Poetry SMS Messages Shayari SMS Messages, mohabbat poetry, pyar sms, for Shayari lovers. Urdu poetry sms: all about urdu shero, shayari. We bring this section for urdu poetry lovers.
This category contains Urdu Poetry SMS, which are not suitable to post in Urdu Friendship Poetry, Urdu Sad poetry, Urdu birthday poetry, Urdu Love Poetry. All Urdu Poetry sms messages here are in urdu language, Refering in roman Urdu script, It would be as urdu shayari SMS, Dosti shayari, Urdu pyar / mohabbat ki shayari SMS. Urdu SMS Message and Urdu Poetry SMS with a few Funny Urdu Poems SMS. Cute Nice Friendship Urdu Text Messages for best friends and Urdu Messges Romantic Love Urdu Poetries for lovers.
Latest Urdu Poetry SMS:
-
Zara Anjam Hone Do
Abhi Suraj Nahi Dooba Zara Se Shaam Hone Do,
Main Khud He Laot Jaonga Mujhe Nakaam Hone Do.
Mujhe BADNAM Karne K Bahane Dhondte Ho Q?
Main Khud Ho Jaunga Badnam Pehle Naam Hone Do,
Abhi Mujh Ko Nahi Karna Hai Aitraf-E-Shikast,
Main Sub Tasleem Karlonga Ye CHARCHA Aam Hone Do.
Meri Hasti Nahi ANMOL Phir B Bik Nahi Sakta,
Wafain Baich Lena Par Zara NELAM Hone Do.
Naye Aghaz Mein He Hosla Q Torr Bethe Ho?
Sabhi Tum Jeet Jaoge Zara Anjam Hone Do.
By:
Dhump
Send To Mobile
-
Shikwa Na Kia Kar
Uljhay huay Haalat ka Shikwa na Kia kr
Khairaat men khushiyon ki tamanna na kia kr
So baar kaha itni mohabat achi nhi
So baar kaha itna bharosa na kia kr
Halaat hamen aik kbhi hony na dein gy
Aye dost mery meri tamanna na kia kr
Kya jany ye kis morr py ly jaey zamana
Tu mujh ko kisi pal b elehda na kia kr
Mumkin hy kisi roz bichar jaon achanak
Tu mujh sy pyar itna ziyada na kia kr.
By:
Ariese Ansari
Send To Mobile
-
Goya Andaz-e-tazeem hai Ameeron jaisa
Goya Andaz-e-tazeem hai Ameeron jaisa,
Mere Andar ka hai insan Faqeerun jaisa..
Ham ne chehrey pe saja Rakhi hai shehar ki Ronaq,
Mere dil ka Aalam hai Veeran jazeerun jaisa..
Us k Osaf-o-khasaail ne mujhe jeet liya,
Mere mureedon mein tha shakhas wo peerun jaisa..
Is se pehlay thi Aseeri b Rehaai jaisi,
Ab k Aazadi mein hai haal Aseerun jaisa..
Us ko Mohsin ganwa k hain khasarey Ab tak,
Wo jo ik shakhas tha mere sath Heerun jaisa..
By:
SAYYAM
Send To Mobile
-
Aankhon men samaa jate
Aankhon men samaa jate ya dil men utar jaty!
Dono ka bhala hota dono hi sanwar jaty!
Milte to ye acha tha jeevan ki musafat men,
Kuch faasle kam hote kuch roz guzar jaty!
Doori bhi ghaneemat hai ik aas to hai warna,
Jo aas pe jeete hain woh log bikhar jaty!
Kuch roz judai K is haal mein bhi guzre,
Hanste huwe ro dete rote huwe gir jate!
Manzil na thikana hai acha hai nahi kuch bhi,
Rukte to kahan rukte jate to kidar jate?
By:
SAYYAM
Send To Mobile
Submit Your Comments: