Best Collection of New Urdu Poetry SMS at Funny SMS
Looking For Urdu Poetry Sms? Latest Collection of Urdu Poetry SMS And Urdu Poetry SMS Messages Shayari SMS Messages, mohabbat poetry, pyar sms, for Shayari lovers. Urdu poetry sms: all about urdu shero, shayari. We bring this section for urdu poetry lovers.
This category contains Urdu Poetry SMS, which are not suitable to post in Urdu Friendship Poetry, Urdu Sad poetry, Urdu birthday poetry, Urdu Love Poetry. All Urdu Poetry sms messages here are in urdu language, Refering in roman Urdu script, It would be as urdu shayari SMS, Dosti shayari, Urdu pyar / mohabbat ki shayari SMS. Urdu SMS Message and Urdu Poetry SMS with a few Funny Urdu Poems SMS. Cute Nice Friendship Urdu Text Messages for best friends and Urdu Messges Romantic Love Urdu Poetries for lovers.
Latest Urdu Poetry SMS:
-
CUT GAI HO JO ZUBAN
CUT GAI HO JO ZUBAN HONT HILATE REHNA, APNE HONE KA TO EHSAS DILATE REHNA, YE NA HO SHEHER ME TANHAI K MUJRIM THERO, DIL MILE NA MILE HATH MILATE REHNA......
By:
musarat
Send To Mobile
-
Pyaar or dosti
Pyaar or dosti mai itna farq hai
Pyaar ne sahara to dosti ne saath nibhaya hai..
kis rishte ko gehra kahon?
Ek ne zindagi di to dosre ne jeena sikhaya hai.!
By:
musarat
Send To Mobile
-
Chehre ki hansi se
Chehre ki hansi se har gham ko chuapaoo,
Bohat kuch bolo par kuch na bataoo,
Khud na routho kabhi par sabko manaoo,
YEh RAAZ hai zindagi ka bas jeete chaale jaoo.
By:
musarat
Send To Mobile
-
Chehre ki hansi se
Chehre ki hansi se har gham ko chuapaoo,
Bohat kuch bolo par kuch na bataoo,
Khud na routho kabhi par sabko manaoo,
YEh RAAZ hai zindagi ka bas jeete chaale jaoo.
By:
musarat
Send To Mobile
-
faqat
'~ Faqat Mera ~' Wo Muj Se Be-Sabab Uljha nhi tha, Wo Pehlay to kbi Aisa nhi tha... Bohat Aala tha Us ka Zarf Lakin, Wo Meri Zaat ko Smjha nhi tha Wo Jitni Be-Rukhi Se Chal dia tha, Main Itna bhi Gaya-Guzra nhi tha... Usay Mein kion Bura Thehraaon Yaaro, Wo Achha tha....! Faqat Mera nhi tha.
By:
musarat
Send To Mobile
-
ALLAH ki qudrat
ALLAH ki qudrat "PANI" Oper ko uthey to "BHAAP" Oper se girey to "BARISH" Jam ke grey to "OLA" Gir ke jame to "BARAF" Phol pe girey to "SHABNAM" Phol se nikley to "ARQ" Ankh se nikley to "ASHK" Bahe to "DARYA" Qadm-e-Ismail se nikley to "ZAMZAM" NABI(S.A.W.W) ki unglion se nikley to "KOUSAR.
By:
musarat
Send To Mobile
Submit Your Comments: