Buy PUBG Mobile UC in Pakistan
SMS Categories
Our Community
Facebook Group Facebook Page
Follow Us on Twitter Follow Us on Twitter

Best Collection of New Urdu Poetry SMS at Funny SMS

Looking For Urdu Poetry Sms? Latest Collection of Urdu Poetry SMS And Urdu Poetry SMS Messages Shayari SMS Messages, mohabbat poetry, pyar sms, for Shayari lovers. Urdu poetry sms: all about urdu shero, shayari. We bring this section for urdu poetry lovers. This category contains Urdu Poetry SMS, which are not suitable to post in Urdu Friendship Poetry, Urdu Sad poetry, Urdu birthday poetry, Urdu Love Poetry. All Urdu Poetry sms messages here are in urdu language, Refering in roman Urdu script, It would be as urdu shayari SMS, Dosti shayari, Urdu pyar / mohabbat ki shayari SMS. Urdu SMS Message and Urdu Poetry SMS with a few Funny Urdu Poems SMS. Cute Nice Friendship Urdu Text Messages for best friends and Urdu Messges Romantic Love Urdu Poetries for lovers.

Latest Urdu Poetry SMS:

  • Waqt ki dhund main yeh pyar bhi chup
    Waqt ki dhund main yeh pyar bhi chup jaye ga,
    dil ko behla ke teri yaad se thak jaoun ga,
    tu bhi gher apne chali jaye gi dulhan ban ke,
    main bhi ro dho ke kisi kam pe lag jaoun ga,
    phir humen koi bhi shikwa na shikayat hogi,
    aur ager hogi bhi to kya is ki haqeqat hogi,
    umer dhal jaye gi halat badal jayen ge,
    waqt ke sath yeh din raat badal jayen ge,,


  By: musarat   Send To Mobile
  • Pathar ki hai dunia jazbat nahi samajti
    Pathar ki hai dunia jazbat nahi samajti,
    Dil main hai kia baat,Wo baat nahi samajti,
    Tanha to chand b hai sitaro k beech ,,
    magar chand ka dard yeh raat nahi samjhti.


  By: musarat   Send To Mobile
  • Main Yeh SOch Kar us kay Dar Say Chala
    Main Yeh SOch Kar us kay Dar Say Chala the,
    Kay wo Rok lay gi mana lay gi mujh ko,
    Hawaon Main Lahrata ata tha Daman,
    Kay Daman Pakar Kay Bitha lay gi mujh ko,
    Qadam Aisay Zindagi Main Uth Rahay thay,
    Kay Awaz Day kay Bula lay gi mujh ko,
    Magar us nay na Roka na Mujh ko Manaya,
    Na hi Awaz di na Wapis Bulaya,
    MAin Ahista Ahista Chalta hi Aya,
    Yahan Tak us Say Juda ho Gaya Main


  By: musarat   Send To Mobile
  • Raqeebo ki mehfil me humare yaar mile
    Raqeebo ki mehfil me humare yaar mile,
    Zinda rehne me hume maut ke aasaar mile.

    Milne ko hume yahaa log besumaar mile,
    Par mehfil me sab tanhaai ke shikaar mile.

    Muddate guzri is talaas me,koi bataaye,
    ki kahaaN is jahaaN me saccha pyar mile?

    Aashiqon ki anjuman me ajeeb manjar hue,
    Ishq na mila,nafrat bhare dil hazaar mile.

    Is dard-e-jigar ki v intehaa ho agyi yaaro,
    Jo dosto ki baaho me humse dildaar mile.

    Khushiyo ki khwaish kyun karte ishq me?
    Kaanto ke chaman me kaise bahaar mile.
    Sanam ki galiyo me jo aahat si hui humari,
    “GHAYAL” karne ko hume sab taiyaar mile.


  By: musarat   Send To Mobile
  • Kitni Azziyat Say Uss Ne Mujh Ko
    Kitni Azziyat Say Uss Ne Mujh Ko Bhulaaya Hoga
    Meri Yadoon Ne Ussay Khoob Rulaaya Hoga

    Baat Be-Baat Aankh Uss Ki Jo Chhalkee Hogi
    Uss Ne Chehre Ko Baazuon Main Chupaaya Hoga

    Socha Ho Ga Uss Ne Din Main Kaee Baar Mujhay
    Naam Hatheli Par Bhi Likh Likh Kay Mitaaya Hoga

    Jahan Uss Nay Mera Zikkr Suna Hoga Kisi Say
    Uss Ki Aankhon Main Koi Aansoo Tou Aaya Hoga

    Raat Ke Bheetnay Tak Neend Na Aai Hogi Tujhay
    Tunay Takkiye Ko Bhi Seenay Se Lagaaya Hoga

    Hokay Nidhaal Meri Yadoon Se Tunay Jaana
    Meri Tasveer Pe Sar Apna Tikaaya Hoga
    Poocha Hoga Jo Kisi Ne Tere Halaat Ka Sabbab
    Tunay Baaton Main Khoob Uss Se Chupaaya Hoga.


  By: musarat   Send To Mobile
  • Badi lambi kahani hai
    Badi lambi kahani hai, tuhmhey leikin sunani hai
    tera ghum jaan leva par teri yadeein suhani hain
    ghamoon ko chor hum deitey,sakoon ko tham hi leitey
    ghamoon sey kya karein leikin, bari yari purani hai
    zameen ko cheera chahey, hawa ko thamna chahey
    badi pagal sahi leikin, yahi yaro jawani hai
    ae gham tu door hi rehna, samandar ansoon ka hai
    baha le jaye na tujh ko, ye lehri bhi dewani hain
    mohabbat bhol bhi jatey, sanam pey youn na hum martey
    magar ‘ijaz’ baibas hain ye afat asmani hai.


  By: musarat   Send To Mobile
  • Woh Ankhoon Key Rastey Nikalta Q Hai
    “Yeh Dil Mahobbat Karta Q Hai
    Jo Karta Hai Tu Phir Tarapta Q Hai

    Jo Beth Gaya Hai Dil Main Pyar Ka Dard Ban Key
    Woh Ankhoon Key Rastey Nikalta Q Hai

    Main Terey Sath Hun Har Rah Main Mujhsey Kehte The Woh
    Tu Phir Aaj Yeh Rasta Mujhey Sunsan Lagta Q Hai
    Main Dharkan Hon Us Key Dil Ki Woh Kehte The Mujhsey
    Phir Aaj Us Ka Dil Merey Bina Dharakta Q Hai

    Woh Mere Nahi Hai Yeh Janta Hon Main Phir Bhi
    Kisi Or Key Sath Dekh Key Us Ko Dil Machalta Q Hai
    Yeh Dil Bhi Ajeeb Hota Hai Dostoon
    Kabhi Kehta Hai Ja Tham Ley Us Key Hathoon Ko
    Phir Reh Reh Key Sambalta Q Hai,,


  By: musarat   Send To Mobile
  • Nazar Main Zakhm-e-Tabbasum Chupa Chupa
    Nazar Main Zakhm-e-Tabbasum Chupa Chupa k mila
    Khafa To Tha Wo Magar Mujhse Muskura k Mila

    Wo Humsafar K Mere Tanz Pe Hansta Tha Bohat
    Sitam Zareef Muje Aaina Dikha Ke Mila

    Mere Mizaj pe Hairan Hai Zindagi Ka Shaoor
    Main Apni Moat Ko Aksar Gale Laga K Mila

    Main Us Se Mangta Kia Khoon Baha Jawani Ka
    K Wo Bhi Aaj Muje Apna Ghar Luta k mila

    Main jisko Dhoond Raha Tha Nazar Ke Raste Main
    Mujhe Mila Bhi Tou Zalim Nazar Jhuka K Mila
    Main Zakham-e-Zakham Badan Le K Chal Dia
    Wo Jab Bhi Apni qabar Per Kanwal Saja K mila,


  By: musarat   Send To Mobile
  • Zindagi mein har khushi mil jaye to koi
    Zindagi mein har khushi mil jaye to koi gham na rahe
    bedard zamane mein aaias ho jaye to koi gham na rahe
    mohabat ki khushiyaan to naseeb mein nahi hai mere
    mager ager kisi ka toda sa bhi pyaar mil jaye to koi gham na rahe..


  By: musarat   Send To Mobile
  • yeh kaisi chahat ho gayi hai
    yeh kaisi chahat ho gayi hai
    tanhai se mohabbat ho gayi hai
    koi mile to garehan guzarta hai
    akelepan se ulfat ho gayi hai
    hal-e-dil bhi kehti hoon dewaro se
    bahuth ajeeb apni halat ho gayi hai
    hamesha diya hai apno ne daga mujhey
    isliye apno se adawat ho gayi hai
    tu na mile to sukoon rehta hai,
    tera milna qayamat ho gayi hai
    tujhey bhula ke hi dam lenge
    is trah dil se bagawat ho gayi hai
    chalo kahin aur kar lein basera
    is sahar se bhi nafrat ho gai hai…


  By: musarat   Send To Mobile
Urdu Poetry SMS By Page: << 234235236237238239 240241242243244 >>

Submit Your Comments: