Buy PUBG Mobile UC in Pakistan
SMS Categories
Our Community
Facebook Group Facebook Page
Follow Us on Twitter Follow Us on Twitter

Best Collection of New Urdu Poetry SMS at Funny SMS

Looking For Urdu Poetry Sms? Latest Collection of Urdu Poetry SMS And Urdu Poetry SMS Messages Shayari SMS Messages, mohabbat poetry, pyar sms, for Shayari lovers. Urdu poetry sms: all about urdu shero, shayari. We bring this section for urdu poetry lovers. This category contains Urdu Poetry SMS, which are not suitable to post in Urdu Friendship Poetry, Urdu Sad poetry, Urdu birthday poetry, Urdu Love Poetry. All Urdu Poetry sms messages here are in urdu language, Refering in roman Urdu script, It would be as urdu shayari SMS, Dosti shayari, Urdu pyar / mohabbat ki shayari SMS. Urdu SMS Message and Urdu Poetry SMS with a few Funny Urdu Poems SMS. Cute Nice Friendship Urdu Text Messages for best friends and Urdu Messges Romantic Love Urdu Poetries for lovers.

Latest Urdu Poetry SMS:

  • Bechain palon me sukoon hun, Jo had s
    Bechain palon me sukoon hun,

    Jo had se guzar jaye wo junoon hun,

    Rishton ka ehasaas hun,
    Kabhi benaam hun,

    par fir bhi khaas hun main!

    Haath uthen to main ibaadat,

    Jhukti palkon ki main haya,

    Alhad atkheliyan aur shararat,

    Kaise koi mujhe kare bayaan,


  By: musarat   Send To Mobile
  • SURKH GULAB k sarey mousam TERE NAAM, H
    SURKH GULAB k sarey mousam TERE NAAM,
    Har subho ka pehla ujala TERE NAAM,

    Teri yad ka behta derya mere liye,
    Behti jheel main phool kanwal ka TERE NAAM,

    Jitne khawab khuda ne mere naam likhay,
    Un khawabon ka resha resha TERE NAAM,

    Tere bina jo umr beeti beet gai,
    Ab iss umr ka baqi hisa TERE NAAM?.!


  By: musarat   Send To Mobile
  • SURKH GULAB k sarey mousam TERE NAAM, H
    SURKH GULAB k sarey mousam TERE NAAM,
    Har subho ka pehla ujala TERE NAAM,

    Teri yad ka behta derya mere liye,
    Behti jheel main phool kanwal ka TERE NAAM,

    Jitne khawab khuda ne mere naam likhay,
    Un khawabon ka resha resha TERE NAAM,

    Tere bina jo umr beeti beet gai,
    Ab iss umr ka baqi hisa TERE NAAM?.!


  By: musarat   Send To Mobile
  • Dosron ko hamari sazaen na dy, chandn
    Dosron ko hamari sazaen na dy,

    chandni raat ko bad duaen na dy,

    phol sy Aashqi ka hunar sekh ly,

    titliyaan khod ruken gi sadaen na dy,

    sub gunahon ka IQrar krny lagen,

    is Qadar khubsorat sazaen na dy,

    Main bikhar jaonga aanso ki trha,

    is Qadar pyar sy bad duaen na dy.


  By: musarat   Send To Mobile


  By: musarat   Send To Mobile
  • Hum to moojod thy raton me ujalon ki tar
    Hum to moojod thy raton me ujalon ki tarah!
    Log nikle hi nhi dhondne walon ki tarah,
    Dil to kia hm roojh me b utar jaty,
    Us ne chaha hi nhi chahne walon ki tarah


  By: musarat   Send To Mobile


  By: musarat   Send To Mobile


  By: musarat   Send To Mobile
  • Beetay pal wapas la nahi sakte Sukhe ph
    Beetay pal wapas la nahi sakte
    Sukhe phool wapas khila nahi sakte
    Kabhi kabhi lagta hai aap hamein bhul gaye
    par dil kehta hai ke aap hamein bhula nai sakte.,


  By: musarat   Send To Mobile
  • Phir kisi yad nay shab bhar hay jagaya m
    Phir kisi yad nay shab bhar hay jagaya mujh ko
    Kiya saza di hay mohabat nay khudaya mujh ko

    Din ko aaram hay na rat ko hay chain kabhi
    Janay kis khaak say qudrat nay banaya mujh ko

    Dukh to yeh hay keh zamanay main milay ghair sabhi
    Jo mila hay woh mila ban kay paraya mujh ko

    Jab koi bhi na raha kandha meray ronay ko
    Ghar ki deewaron nay seenay say lagaya mujh ko

    Youn to umeed-e-wafa tum say nahein hay koi
    Phir charaghon ki tarah kis nay jalaya mujh ko

    Bewafa zindagi nay jab chorh diya hay tanha
    Maut nay payar say pehloo main bithaya mujh ko

    Woh diya hoon jo mohabat nay jalaya tha kabhi
    Gham ki andhi nay sar-e-sham bujhaya mujh ko

    Kaisay bhoolon ga wohi wasl kay lamhay
    Yad aata raha zulfon ka hi saya mujh ko!!


  By: musarat   Send To Mobile
Urdu Poetry SMS By Page: << 182183184185186187 188189190191192 >>

Submit Your Comments: