Best Collection of New Urdu Poetry SMS at Funny SMS
Looking For Urdu Poetry Sms? Latest Collection of Urdu Poetry SMS And Urdu Poetry SMS Messages Shayari SMS Messages, mohabbat poetry, pyar sms, for Shayari lovers. Urdu poetry sms: all about urdu shero, shayari. We bring this section for urdu poetry lovers.
This category contains Urdu Poetry SMS, which are not suitable to post in Urdu Friendship Poetry, Urdu Sad poetry, Urdu birthday poetry, Urdu Love Poetry. All Urdu Poetry sms messages here are in urdu language, Refering in roman Urdu script, It would be as urdu shayari SMS, Dosti shayari, Urdu pyar / mohabbat ki shayari SMS. Urdu SMS Message and Urdu Poetry SMS with a few Funny Urdu Poems SMS. Cute Nice Friendship Urdu Text Messages for best friends and Urdu Messges Romantic Love Urdu Poetries for lovers.
Latest Urdu Poetry SMS:
-
Kabhi is nagar tujhe daikhna
Kabhi us
Kabhi is nagar tujhe daikhna
Kabhi us nagar tujhe dhoondna
Kabi Raat bhar tujhe sochna
Kabi Raat bhar tujhe dhondna
Mera khwab tha k khyal tha
Wo urooj tha k zwaal tha
Teri yaad aye to ro dia
Jo to mil gia tuje kho dia
Mery silsily b ajeeb hy
Tuje chor kr tuje dhondna
Kabi Is Nagr
Kabi Us Nagr
By:
musarat
Send To Mobile
-
Agr hakekat na chupaty to kia krty?
Sac
Agr hakekat na chupaty to kia krty?
Sach ko jhot na btaty to kia krty?
Jesy bhorusa tha humari wafa pe,
osy umeed ka daman na thamaty to kia krty?
ye to malum tha na askye gae lut k,
jhoty wady na krty to kia krty?
chara na tha waqt-e-rukhsat zabty gum k sewa..
Chupa k ashak na muskrty to kia krty!
Jab lekh cuka tha wo mukadar mei bicharna dost,
phr khamoish sy sehry muhabat na chor jaty to kia krty?
By:
musarat
Send To Mobile
-
Kbhi zid main terey ho gae
Kbhi dil n
Kbhi zid main terey ho gae
Kbhi dil ny tujh ko guwa diya..
Isi kashmakash me jiye sanam..
Tu ny yad rukha ya bhula diya..
Kbhi bebasi main hi hans diye..
Kbhi hansi ny hum ko rula diya..
Kbhi ek ko apna na kar sakey..
Kbhi khud ko sub ka buna liya..
Jo mila nahi wo mera huwa
jisey kho diya usey pa liya..
Ye ajeeb khel hen pyar k
ik khayal sy hi nibha liya . . /
By:
musarat
Send To Mobile
-
Chale wo kadam kadam jo sath mere,
To
Chale wo kadam kadam jo sath mere,
To us k sath se pyar ho jaye,
Thamay jo pyar se hath mera,
To apne hath se pyar ho jaye,
Jis raat aaye khwabon main wo,
Us sohani raat se pyar ho jaye,
Jis baat main aaye zikar tera,
To ussi baat se pyar ho jaye,
Jab pukare pyar se naam mera,
To apne hi naam se pyar ho jaye,
Hota hai itna khubsurat ye pyar agar,
To kash tumhai b mere pyar se pyar ho jaye,
By:
musarat
Send To Mobile
-
Ager kabhi kitab Likho
Chahaton k Nam
Ager kabhi kitab Likho
Chahaton k Nam Likhna
Rafaqaton k Nam Likhna
Tumhari Mujh sy Dosti ki
Wo Pehli Pehli Bat Likhna
Payam Likhna Wo Dosti k
Qaboliayat k Mukam Likhna
Wo Hijr Raton ki Bat Likhna
Wo Wasl Din ki Mulakat Likhna
Ikhtatam e kitab Aye to Soch Lena
Yad krna Aur Apna Mera Nam Likhna
By:
musarat
Send To Mobile
-
Wo tuJe azma k chor gye.
mere dil ko du
Wo tuJe azma k chor gye.
mere dil ko dukha k chor gye.
ab kahan muJh ko la k chor gye.
dil se unko dia tha Jo tohfa.
mez pr muskura k chor gye.
unka puchun pta me kis kis se.
wo Jo apna bna k chor gye.
ek diya tha arzuon ka.
hm ise b Jla k chor gye.
dost kaise mile hamain FARAZ gum de k chor gye..
By:
musarat
Send To Mobile
-
agar vo mehrbaaN hota
to meri aankhoN
agar vo mehrbaaN hota
to meri aankhoN me na jhilmilati ye nami hoti
na mere dil ki waadi me khizaaN ka qaafla rukta
meri be-noor aankhoN me sitaaray qaid kar deta
meri zakhmi hatheli per vo koi phool rakh deta
mere hathoN ko apne hathoN me le kar vo ye kehta
mohabbat roshni hai, rung, khushbu hai, sitara hai
qasam mujh ko mohabbat ki, mujhe tu sab se pyara hai
magar aisa vo tab kehta?
agar vo mehrbaaN hota?.
By:
musarat
Send To Mobile
-
kuch mae-kashi k qissay kuch aashqi k qi
kuch mae-kashi k qissay kuch aashqi k qissay
main likh raha hun apni aaw?rgi k qissay
kya zor tha hawa ka bujh gaye chiragh saaray
kis ko sunauN ja kar main roshni k qissay
thora sa muskur?na, phir sar jhuka k rona
kitnay ajeeb se hain ye zindagi k qissay
By:
musarat
Send To Mobile
-
kuch mae-kashi k qissay kuch aashqi k qi
kuch mae-kashi k qissay kuch aashqi k qissay
main likh raha hun apni aaw?rgi k qissay
kya zor tha hawa ka bujh gaye chiragh saaray
kis ko sunauN ja kar main roshni k qissay
thora sa muskur?na, phir sar jhuka k rona
kitnay ajeeb se hain ye zindagi k qissay
By:
musarat
Send To Mobile
Submit Your Comments: