Best Collection of New Urdu Poetry SMS at Funny SMS
Looking For Urdu Poetry Sms? Latest Collection of Urdu Poetry SMS And Urdu Poetry SMS Messages Shayari SMS Messages, mohabbat poetry, pyar sms, for Shayari lovers. Urdu poetry sms: all about urdu shero, shayari. We bring this section for urdu poetry lovers.
This category contains Urdu Poetry SMS, which are not suitable to post in Urdu Friendship Poetry, Urdu Sad poetry, Urdu birthday poetry, Urdu Love Poetry. All Urdu Poetry sms messages here are in urdu language, Refering in roman Urdu script, It would be as urdu shayari SMS, Dosti shayari, Urdu pyar / mohabbat ki shayari SMS. Urdu SMS Message and Urdu Poetry SMS with a few Funny Urdu Poems SMS. Cute Nice Friendship Urdu Text Messages for best friends and Urdu Messges Romantic Love Urdu Poetries for lovers.
Latest Urdu Poetry SMS:
-
muhabbat jhoot lagti hay mujhay
muhab
muhabbat jhoot lagti hay mujhay
muhabbat jhoot lagti hay mujhay
ik khookhla jazba
jisay izhar ki her waqt khuwahish hoo
kahay janay ki
sunanay ki
jisay her pal zaroorat hoo
"mujhay tum say muhabbat hay"
na janay rooz kitnay loog
is jumlay ko sunnnay k liyay baidar hotay hain
ye aisa jhoot hay jis ka sehr
sadioo'n say tari hay
magar janaa'n
muhabbat jab kabhi izhaar ko tersay
koi tum say ager kahday
"mujhay tum say muhabbat hay"
to us ki baat mat sunnana
muhabbat rooh say phootay
muhabbat aks ban jaye
to phir tum ko yaqee'n aye
k main nay sach kaha tum say
muhabbat rooh ban jaye
to phir us ka yaqee'n kerna
wagerna aik jumla koi kitni baar duhraaye
kahay jayee
nahi sunnuna
muhabbat jhoot hay janaa'n
ager izhaar ki is ko zaroorat hoo
By:
PAGALPANTI
Send To Mobile
-
Musafir to bichadte hain , rafaqat kab b
Musafir to bichadte hain , rafaqat kab badalti hai
Mohabbat zinda rehti hai,mohabbat kab badalti hai
Tumhi ko chahte hain hum ,tumhi se pyar karte hain
Yehi barson ki aadat hai aur aadat kab badalti hai
Tumhe jo yaad rakha hai yehi apni ibadat hai
Jo paththar par likhi jaaye ,ibarat kab badalti hai
Kali ka phool banna aur bhikhar jaana
Yehi qaanoon -e- fitrat hai to fitrat kab badalti hai
Jo dil pe naqsh kar jaaye aur aankhon mein simat aaye
Alaamat hai yeh chaahat ki to chaahat kab badalti hai
Use chaaha use pooja yehi tauqeer hai apni
Hamein gumrah mat samjho ibaadat kab badalti hai
Purane zakhm ko ab Bhula dein yahi achcha hai
Na chaahe aap hi koi to qismat kab badalti hai
By:
PAGALPANTI
Send To Mobile
-
Koi Suraj Jagy Dharti Pr
Kuch Aisa Ho Y
Koi Suraj Jagy Dharti Pr
Kuch Aisa Ho Yeh Raat Dhaly,
Koi Hath Me Thamy Hath Mera
Koi Ley K Mujko Sath Chalay,
Koi Bethay Mery Pehlo Me
Mere Hath Pe Apna Hath Dhary,
Or Ponch K Anso Ankhon Se
Wo Dheery Sy Ye Bat Kahy,
Yon Tanha Safar Ab Kat'ta Nhi
Chalo Hum Bhi Tumhary Sath Chalain..!
By:
PAGALPANTI
Send To Mobile
-
Log Mujh Se Mil Kar Bichar Jate Hain,
I
Log Mujh Se Mil Kar Bichar Jate Hain,
Is Liye Main Logon Se Door Rehta Hon,
Mat Samjho K Aate Nahi Adaab-e-Mulaqat Muje,
Khaloos Ka ghulam Hon Aadat Se Majboor Rehta Hon,
Jin Se Barha Mera Rabta Gham Hi Mila,
Ab Rabta Nahi Barhata Bohat Masroor Rehta Hon,
Log Muje Kehte Hain Be'Murawat Or Khud Gharz,
Kitne ache Namon se
Mashoor rehta hon,
Har Wqt Khoya Rehta Hoon Khud Ki Talash Main ''
Buhat Thak Gaya Hoon 'Apno Sy
Door Rehta Hu
By:
PAGALPANTI
Send To Mobile
-
Ye Zamane Ki Wafaen Mere Kaam Ki Nahi,
Ye Zamane Ki Wafaen Mere Kaam Ki Nahi,
Mujhe Uski Wafa Chahiye Kisi Aam Ki Nahi,
Uski To Ek Muskurahat Bhi Anmol Thi,
Ye Tamam Muskurahaten Kisi Daam Ki Nahi,
Mujhe Gham Hai To Uske Chin Jane Ka Hai
,
Parwah Mujh Par Lage Ilzaam Ki Nahi,
Mera Haath Dekh Kar Najumi Ye Bola,
Bohat Si Chahaten Tere Liye Hain Baqi Lekin...?
Tere Haath Main Koi Bhi Lakeer Uske Naam Ki Nahi
By:
PAGALPANTI
Send To Mobile
-
Wo apne chahre me kamal rakhti thi,
Ke
Wo apne chahre me kamal rakhti thi,
Ke sadgi me bhi be misal dikhti thi.
Bada dilkash hai us ka sarapa dosto,
Phir bhi khud pe guman kaha rakhti thi.
Main apne sare dard-o-gam bhul jata tha,
Jab wo apne honto pe muskan rakhti thi.
Ajab hai wo, gar rooth bhi jaye,
To narazgi me bhi mera khayal rakhti thi.
Ye uski chahat hai ya qismat hai meri,
Ek ladki door rah kar bhi mera khayal rakhti thi.
By:
PAGALPANTI
Send To Mobile
-
Kyu Meri Majburiyon Ka FAYDA Uthaya Tumn
Kyu Meri Majburiyon Ka FAYDA Uthaya Tumne?
Kyun Duniya K Saamne Mujhe Jhuthlaya Tumne?
Gairon Ka Haath Kya Khoob Thaama Hai,
Kyun Ek Mujhe Hi Apna Na Banaya Tumne?
Main To 'Tere Ishq' Me BARBAAD Ho Chala Hoon,
kyu Meri Mohabbat Ka MAZAAK Udaya Tumne?
Log To Kehte The Ki Pyaar KHUDA Hai,
Kyu Pyaar Ka Naam MITTI Me Milaya Tumne?
Kabhi Waada Kiya Tha Sath Jeene-Marne Ka,
Kyu Aaj Mujhse Pehle MAUT Ka Sath Nibhaya Tumne..??
By:
PAGALPANTI
Send To Mobile
Submit Your Comments: