Buy PUBG Mobile UC in Pakistan
SMS Categories
Our Community
Facebook Group Facebook Page
Follow Us on Twitter Follow Us on Twitter

Musafir to bichadte hain , rafaqat kab b



Musafir to bichadte hain , rafaqat kab badalti hai
Mohabbat zinda rehti hai,mohabbat kab badalti hai

Tumhi ko chahte hain hum ,tumhi se pyar karte hain
Yehi barson ki aadat hai aur aadat kab badalti hai

Tumhe jo yaad rakha hai yehi apni ibadat hai
Jo paththar par likhi jaaye ,ibarat kab badalti hai

Kali ka phool banna aur bhikhar jaana
Yehi qaanoon -e- fitrat hai to fitrat kab badalti hai

Jo dil pe naqsh kar jaaye aur aankhon mein simat aaye
Alaamat hai yeh chaahat ki to chaahat kab badalti hai

Use chaaha use pooja yehi tauqeer hai apni
Hamein gumrah mat samjho ibaadat kab badalti hai

Purane zakhm ko ab Bhula dein yahi achcha hai
Na chaahe aap hi koi to qismat kab badalti hai



Send To Mobile  

<<< Read Previous | Read Next >>>



Submit Your Comments:



Related SMS to "Musafir to bichadte hain , rafaqat kab b"

  1. Koi Suraj Jagy Dharti Pr Kuch Aisa Ho Y  By: PAGALPANTI
    Koi Suraj Jagy Dharti Pr Kuch Aisa Ho Yeh Raat Dhaly, Koi Hath Me Thamy Hath Mera Koi Ley K Mujko Sa...

  2. Log Mujh Se Mil Kar Bichar Jate Hain, I  By: PAGALPANTI
    Log Mujh Se Mil Kar Bichar Jate Hain, Is Liye Main Logon Se Door Rehta Hon, Mat Samjho K Aate Nahi A...

  3. Charchaon mein waqt purana achha lagta   By: PAGALPANTI
    Charchaon mein waqt purana achha lagta he Kabhi kabhi ye naya zamana achha lagta he Kuchh logon ka...

  4. "aeSOHAIL" Aapke Naam Ki Tarah Chand Hi  By: PAGALPANTI
    "aeSOHAIL" Aapke Naam Ki Tarah Chand Hi Dharti Ko Dulhan Banata Hay Sindur Hi Naari Ki Maang Ko Suha...

  5. "aeSOHAIL" Aapke Naam Ki Tarah Chand Hi  By: PAGALPANTI
    "aeSOHAIL" Aapke Naam Ki Tarah Chand Hi Dharti Ko Dulhan Banata Hay Sindur Hi Naari Ki Maang Ko Suha...

  6. Ye Zamane Ki Wafaen Mere Kaam Ki Nahi,   By: PAGALPANTI
    Ye Zamane Ki Wafaen Mere Kaam Ki Nahi, Mujhe Uski Wafa Chahiye Kisi Aam Ki Nahi, Uski To Ek Muskurah...

  7. Wo apne chahre me kamal rakhti thi, Ke   By: PAGALPANTI
    Wo apne chahre me kamal rakhti thi, Ke sadgi me bhi be misal dikhti thi. Bada dilkash hai us ka sar...

  8. Kyu Meri Majburiyon Ka FAYDA Uthaya Tumn  By: PAGALPANTI
    Kyu Meri Majburiyon Ka FAYDA Uthaya Tumne? Kyun Duniya K Saamne Mujhe Jhuthlaya Tumne? Gairon Ka H...

  9. *BETIYA* Oos Ki ßundo Si Hoti He "ße  By: PAGALPANTI
    *BETIYA* Oos Ki ßundo Si Hoti He "ßetiya", Parijano Ke Dukho Me Roti He "ßetiya", RoShan Krega Ã...

  10. Kissi ko mohabbat ki sachai mar dalegi,   By: PAGALPANTI
    Kissi ko mohabbat ki sachai mar dalegi, Kissi ko mohabbat ki gehrai mar dalegi, Kar ke mohabbat koi ...

  11. Udass lamhon ka na koi malal rakhna,   By: PAGALPANTI
    Udass lamhon ka na koi malal rakhna, Tufan mein bhi wajood Sambhal rakhna, Kisi k liye shart-e-zin...

  12. Koi had b usko yad nahi,Koi baat b usko   By: PAGALPANTI
    Koi had b usko yad nahi,Koi baat b usko yaad nahi Ik shakhs ne usko chaha tha,Wo zat b usko yaad na...

  13. Kaho ab kia kahun tmse? btao kia likh  By: PAGALPANTI
    Kaho ab kia kahun tmse? btao kia likhon tmko? mjy tamheed do koi,mjy umeed do koi! naya ik lafz h...

  14. Teri barat chali, meri mayat uthi,   By: PAGALPANTI
    Teri barat chali, meri mayat uthi, phool tujh pa bhi tha, phool mujh pa bhi tha, farq itna tha k...

  15. Kaha us ne bharosa Dil pe etna nai krte   By: PAGALPANTI
    Kaha us ne bharosa Dil pe etna nai krte kaha mene Muhbt me kabi socha nai krte kaha us ne khush ra...