Best Collection of New Urdu Love SMS at Funny SMS
A large selection of lovely, romantic, cute, sweet poetic & friendly texts. To send
urdu love sms to your close friends & loved ones. Send good morning loves sms, love poems sms,love poems, love quotes, funny sms, romantic sms, naughty sms, miss you sms, love sms text messages, hate you sms to your soul mates. You can also
submit urdu love sms here. Collection of latest Urdu Poetry and many more. Here on this page you will see the detail of Poetry in urdu. It contains a large collection of very nice Poetry in Urdu, Keep on visiting the site for more latest and nice love Poetry.
Latest Urdu Love SMS:
-
Usay pehli baar maine dekha tha...
Wo
Usay pehli baar maine dekha tha...
Wo mere samny wali seat pr bethi thi...
Wo bar bar mujy sir se paon tk dekh rhi thi...
Akhir us ne mjy ishara kia...
Mein moqa dekh k us k pas gya or ahista se poocha
G Farmayen..
Usne sharmaty hue kaha..
"ada salwar ubati pati athai
By:
musarat
Send To Mobile
-
Nigah_e_Yaar K Pardon Me Pinhaan Hy
Ada
Nigah_e_Yaar K Pardon Me Pinhaan Hy
Ada Kesi
Sitam Kesa,
Karam Kesa,
Jafa Kesi,
Wafa Kesi
Ye Jo Tofaan Smandar Hain,
Ye Sb Hsti K Mnzr Hain
Agr Qismat Me JaLna Ho,
Dawa Kesi,
Dua Kesi
Sunay Ga Kon
Ab MujhSe,
TERE Behroop K Qissay
Mujhe B Maar K Kr Di
Karam Ki Inteha Kesi
Agr Dil Haar Hi Bethe
Mere Hmdam Mohabt Me
Fana Kesi,
Baqa Kesi,
Saza Kesi,
Jaza Kesi
Bohat Muddat Se Hm Apne
Muqabil Se Nhi Haaray
Bula Le,
Hm B Dekhein Ge K Hy
Sham_e_Qaza Kesi
By:
Zubair Anjum
Send To Mobile
-
Chashm-e-saqi ne ye kya khail racha rakh
Chashm-e-saqi ne ye kya khail racha rakha hay..
Koi Zahid,Koi may-khwaar bana raka hay..
Jo phansa,Phir na Kabi us ne rehai mangi..
Teri Zulfon ne Ajab Jaal Bicha Rakha hay..
Husan Ho,Ishq Ho,Dono Ka Asar Yaksaan hy..
Cheez Hai Aik Mgar Naam Juda Raka hy..
"choom leti hy latak kr kbi chehra kbi lab..
Tum Ne Zulfon Ko Bohat sar pe Charha Rakha hy"..
Teri makhmoor Nigahon Se hy Ronak Sari..
Warna Saqi Tere May-khaney Me kya Rakha hy.
By:
Zubair Anjum
Send To Mobile
-
Mujhe har mor per, kiyu mil rahe hain, k
Mujhe har mor per, kiyu mil rahe hain, khoobsoorat log.
Karun kiya, raah main, haail rahe hain khoobsoorat log...
Gulabon ka nahin mausam, Mager sehn-e-gulistaan main,
Mere atraaf her soo, khil rahe hain, khoobsoorat log...
Main tasleem o Raza ki, bandagi ki baat kerta hun
Mager phir bhi, mere qatil rahe hain, khoobsoorat log...
Munir o Qasmi..., kal tak hamare darmiyaa hi the
Khuda mehfooz rakhe, hil rahe hain, khoobsoorat log...
Sitaare chaar janib, chand chehra darmiyaa rakhna,
Hamesha ronak-e-mehfil rahe hain, khoobsoorat log...
Ager ab doob bhi jaaun, AYAZ itni tasalli hai,
Meri khatir lab-e-sahil rahe hain, khoobsoorat log...
By:
Zubair Anjum
Send To Mobile
Submit Your Comments: