Best Collection of New Urdu Love SMS at Funny SMS
A large selection of lovely, romantic, cute, sweet poetic & friendly texts. To send
urdu love sms to your close friends & loved ones. Send good morning loves sms, love poems sms,love poems, love quotes, funny sms, romantic sms, naughty sms, miss you sms, love sms text messages, hate you sms to your soul mates. You can also
submit urdu love sms here. Collection of latest Urdu Poetry and many more. Here on this page you will see the detail of Poetry in urdu. It contains a large collection of very nice Poetry in Urdu, Keep on visiting the site for more latest and nice love Poetry.
Latest Urdu Love SMS:
-
Tamana le k ulfat ki mere aangan mein wo
Tamana le k ulfat ki mere aangan mein wo aya
MOHABBAT Rog hai Dil ka Usay ye main ne samjaya
Kaha us ne Mohabbat kar shareek-e-Gham bana MUJH ko
Karon ga Main Zamany ki
khushi se Aashna TUM ko
Hua Majboor main yaro kiya Iqraar ulfat ka
Laga di JAAN ki bazi
samaj kar khail Qismat ka
Hui Maloom phir Uski haqeeqat ye Zamany se
Usay taskeen milti hai Kisi ka DIL dukhanay se..
By:
musarat
Send To Mobile
-
What is Love?
1 andhi larki thi jise
What is Love?
1 andhi larki thi jise siwae apny dost k har kisi se nafrat thi,
Dost b boht muhabat karta
tha.
Wo use kehti thi k me tum se tab shadi karun gi jab meri ankhon me roshni aajae gi,
Phir yon hua k us larki ko kisi ne ankhen di,
usey ye dekh k hairat hui k uska dost b andha hy,
Larky ne usse pucha,ab tum muj se shadi karo gi ?
Larki ne inkar kar dia
Larka chala gaya or jatay huway bola,
"meri ankhon ka khayal rakhna".
"This is Love" BYE)
By:
musarat
Send To Mobile
-
Labon ki sersarahat
Labon ki sersarahat se.
badan k choor hony tak.
Main tujh ko is tarah chahoon.
K meri saans ruk jaye.
Khataon par khata'ain hon.
Na ho kuch baat kehne ko.
Main tujh main yoon sama jaoun.
K meri saans ruk jaye.
Na himmat tujh main ho baqi.
Na himmat mujh main ho baqi.
Magar itna qareeb aaoun.
K meri saans ruk Jaye.
Tere honton pe jab rakhoon.
Main apny hont kuch aise.
Ya teri pyaas bujh jaye.
YA MERI SAANS RUK JAYe
By:
rizwan khatri
Send To Mobile
Submit Your Comments: