Best Collection of New Urdu Love SMS at Funny SMS
A large selection of lovely, romantic, cute, sweet poetic & friendly texts. To send
urdu love sms to your close friends & loved ones. Send good morning loves sms, love poems sms,love poems, love quotes, funny sms, romantic sms, naughty sms, miss you sms, love sms text messages, hate you sms to your soul mates. You can also
submit urdu love sms here. Collection of latest Urdu Poetry and many more. Here on this page you will see the detail of Poetry in urdu. It contains a large collection of very nice Poetry in Urdu, Keep on visiting the site for more latest and nice love Poetry.
Latest Urdu Love SMS:
-
Koi Shikwa Nahi
Koi Shikwa Nahi, Gila Bhi Nahi,
Tu Bichra Nahi, Par Mila Bhi Nahi,
Ik Arsa Hua Teri Awaz Suny Huye.
Ye Bewafai To Nahi, Par Muhabbat Ka Sila Bhi Nahi.
By:
Dhump
Send To Mobile
-
Usay Qadar He Nahi
Usay Qadar He Nahi PYAR Ki, Hum Kya Karen.
Usay Fursat Nahi IQRAR Ki, Hum Kya Karen.
Usay ZINDAGI se Ziyada Hum Chahtay Hain,
Usay AITBAR he Nahi to Hum Kya Karen.
By:
Rehan
Send To Mobile
-
Chaand Ho Jesay
Chaand Ho Jesay Sitaron Say Alag
Aisay Nainon Mein Haya Lagti Hai
Teri Qurbat Mein Juki Si Nazar
Aik Masoom Si Dua Lagti Hai
Marhala Moat Ka Mushkil Magar
Zindgi Is Kay Siva Lagti Hai.
By:
Dapper
Send To Mobile
-
Nazar Jab Tumse
Nazar Jab Tumse Milti Hay,
Main Khud ko bhool jata hon,
Bus ik dharkan dharakti hay,
Main khudko bhool jata hon,
Tumhen milne Se pehle, Main buhat Sajta sanwarta hon,
Mager Jab tum sanwarti ho,
Main khudko bhool jata hon.
Main Aksar Kitaboon pe Tumhara Naam likhta hon,
Mager Kuch Tum jo likhti ho,
Main khudko bhool jata hon.
Main Aksar Yahi kehta hon, Main tumse Pyar Kerta hon,
Mager Jab Tum yeh kehti ho,
Main Khudko bhool jata hon.
By:
Irfan
Send To Mobile
-
Tum Mera Pyaar Ho
Koi Khuahish, Koi Aarzu Puchne se Pehle
Bus Itna Jaan Lo K...
Tum Mera Pyaar Ho, Main Tumhara Aur...
Agar Is Chahat k Baad Koi Arman Hai To Woh Ye Hai K...
Khuda Agar Zindagi Day To Tumhary Sang.
Aur Moat Milay To Tum Se Pehle.
By:
Wasiq Ansari
Send To Mobile
-
In Faaslon ki Fikar
In Faaslon ki Fikar Main kiyun Karoon bhala?
Bohat Door reh ker bhi meray paas hay koi.
Is soch mein Dooba hay bohat dair say mera Dil,
Kiya us kay Dil mein bhi Aisa Ehsaas hay koi?
Uski Nazron se hay bana meri Saanson ka Tasalsul,
Is tarah Meri Zindagi ki aas hay koi!
Uska jo poochna hay to Bas itna Jaan lo,
Bohat khaas, Bohat Khaas, Bohat Khaas hai koi!
ARMAN~ Jo ja rahay ho tou yeh bhi Usay Kehna,
Us kay bina is Sheher mein Udaas hay koi...!
By:
Saima Baloch
Send To Mobile
Submit Your Comments: