Best Collection of New Sad Poetry SMS at Funny SMS
Our
Sad Poetry SMS category offers poetry dealing with the emotional pain and hurt common to all. Sad Poems includes poetry sections on Lost Romance, Lost Friendship, Poems, Loss from Death, Depression and Suicide,
Sad Poetry SMS, and sensitive Social Issues like child abuse. Our collection of Sad Poems includes sad poems, depression poems, sad love poems, death poems as well as sad poems written by teens. You can also
Submit Sad Poetry SMS here.
Latest Sad Poetry SMS:
-
A SAD STORY
A SAD STORY
eK LARKI KO RING CHAHIYE THI nd LARKE NE USKO TEDDY BEAR DIA LARKI NE GHUSSE SE USE ROAD PER PHENK DYA LARKA WOH TEDDY BEAR LE HI RAHA THA K eK CAR K BEECH A GAYA nd MAR GAYA LARKI NE RO KAR TEDDY BEAR KO GALE LAGAYA TO TEDY BEAR ME SE AWAZ AYE WILL u MARRY ME? "THE RING IS IN MY POCKET" =P
By:
musarat
Send To Mobile
-
Dua hoon
Dua hoon-
Dard hoon-
Saaz hoon-
Aawaz hoon-
Main jo kuch hoon
Jo koi bhi hoon-
Jahan kahin bhi hoon
Bin AAP k "udaas" hoon..!
By:
musarat
Send To Mobile
-
Sahil UDDAS tha kay SAMANDAR udass tha
Sahil UDDAS tha kay SAMANDAR udass tha, Lagta tha jese sara he MANZAR udass tha. Lotte FALAK say to Bari DILL-GEER the DUAA, Ek KHAWAB totne par MUQADDAR udass tha. Phir CHAND kolaga kar galay roo parey GHATTAN, Aesa laga TUFAN bhe FALAK par udass tha.
By:
musarat
Send To Mobile
-
Kisi Baat per mai
Kisi Baat per mai kisi se khafa hon, Mai Zinda hon per zindagi se Khafa hon….. Mujhe Dostow se Shikayat ha shayad, Mujhe Dushmano se Mohabbat ha Shayad, Mai Is Dosti Dushmani Se khafa hon, Mai Zinda hon per Zindagi se Khafa hon
By:
musarat
Send To Mobile
-
harf e ranjish
harf e ranjish pe koi bat b ho sakti hy
ain mumkin hy mulaqat b ho sakti hy
zindagi phol hy khushbu hy magar yad rahay
zindagi gardish e halat b ho skti hy
hum ne ye soch rakha tha qadam gulshan
lala o gul me teri zaat b ho skti hy
chaal chaltay huay shatranj ki bazi k asool
bhool jao gay to phr maat b ho skti hy
aik to chat bina ghar hy hamara MOHSIN
us pe ye khouf ki barsat b ho skti hy.
By:
HASSAN
Send To Mobile
-
Bohat Umeed Rakhna
Bohat Umeed Rakhna aur Phir Be-aas hona bi
Bashar ko Maar deta hai bohat Hassaas hona bi
Suno ik Kaan sy aur dusry sy Phaink do baahir
Bohat Takleef-deh hai Sahib-e-Ehsaas hona bi
Yunhi to Abr-e-Rehmat ki Talab karta nahi koi
Zaruri hai muqaddar main Zara si Pyaas hona bi
Bohat sy Qalb Ruk jaty hain Khushiyon ki Khabar paa kr
Hamain to Khoob Jachta hai Ghamon ka Raas hona bhi.
By:
SAYYAM
Send To Mobile
Submit Your Comments: