Best Collection of New Sad Poetry SMS at Funny SMS
Our
Sad Poetry SMS category offers poetry dealing with the emotional pain and hurt common to all. Sad Poems includes poetry sections on Lost Romance, Lost Friendship, Poems, Loss from Death, Depression and Suicide,
Sad Poetry SMS, and sensitive Social Issues like child abuse. Our collection of Sad Poems includes sad poems, depression poems, sad love poems, death poems as well as sad poems written by teens. You can also
Submit Sad Poetry SMS here.
Latest Sad Poetry SMS:
-
Piyar Ki Barsat
Kab Hui Piyar Ki Barsat Humain
Yaad Nahi
Khof Mein Doobi Mulakat Humain Yaad Nahi,
Hum To Madhosh Thy Kuchh Itna Us Ki Chahat Mein
Us Ne Kab Chhor Diya Sath Humain Yaad Nahi,
Zindgi Jabr-E-Musalsal Ki Tara Kati Hai
Jany Kis Juram Ki Paie Hai Saza Yaad Nahi,
Main Ne Palkon Se Dar-E-Yaar Pe Dastak Di Hai
Main Wo Sayel Hoon Jisy Koi Sada Yaad Nahi,
Aao Ek Sajda Karain Aalm-E-Madhoshi Mein
Log Kehty Hain Keh" Sagar Ko Khuda Yaad Nahi !
By:
musarat
Send To Mobile
-
kaise keh diya alvida
jaane kis taraf kis ghadi
aage badh gaye hamse raahon mein
par tum toh abhi the yahin
kuchh bhi na suna, kab ka tha gila
kaise keh diya alvida
sunle bekhabar, yun aankhein pher kar aaj tu chali ja
dhundegi nazar humko hi magar har jagah
aisi raaton mein leke karvate, yaad hamein karna
aur phir soch kar kehna rona aur karna yaad phir magar kyun sochna phr mgr keh diya alvida
koi puchhe toh zara, kya socha aur kaha alvida?
tumse hai khafa, hum naaraaz hai, dil hai pareshaan
socha na suna tune kyun bhala keh diya alvida?
By:
musarat
Send To Mobile
-
BicHaR K Tum Se Zindagi Saza Lgti He
BicHaR K Tum Se Zindagi Saza Lgti He..
¥eH Saan$ BHi Jai$e MujH Se KHFa Lgti He..
Tarap UtHte Hen Dard K Maare...
ZaKHmon Ko JB Tere SHeHaR Ki Hawa Lgti He..
Agr Umeed-e-WaFa Karon To Ki$ Se Karon...
MujH Ko To MeRi Zindagi BHi
Be-Wafa Lgti He.
By:
musarat
Send To Mobile
-
Geeley kaghaz ki
Geeley kaghaz ki tarah hai zindagi apni"
"Koi likhta b nahi or jalata b nahi"
"Is qadar akeley ho gaye hain aaj kal"
"Koi satata b nahi or manata b nahi.
By:
musarat
Send To Mobile
Submit Your Comments: