Buy PUBG Mobile UC in Pakistan
SMS Categories
Our Community
Facebook Group Facebook Page
Follow Us on Twitter Follow Us on Twitter

Best Collection of New Ramadan Day SMS at Funny SMS

The Holy Month of Ramadan is the most superior month in Islamic Calendar. It’s always a pleasure to send and receive compliments in regards of welcoming Ramdan, so we have compiled a nice list of ramadan sms messages in roman urdu & english. Rush now, and be the first to send Ramadan SMS Greetings or Ramadan Mubarak sms to your friend, family, near and dear ones.
Here is very cool and latest collection of Ramadan Day SMS. You can also Submit Ramadan Day SMS here. There are variety of spelling for the term Ramadan i.e Ramzan as well as Ramazan. Wish All Of your Friends and family A very Happy Month Of Ramadan. Send these New/Latest Ramadan Sms, Ramazan Messages, Ramdan Sms Messages to your Muslim And Religious friends.

Latest Ramadan Day SMS:

  • As the Fajar Aazan Begins
    As the Fajar Aazan Begins
    And the 1st holy fast begins.
    May Allah bless you with Happiness
    And Grace your home with Warmth & Peace.


  By: musarat   Send To Mobile
  • Rozadaar Ka Sona Ibadat Hai
    "Rozadaar Ka Sona Ibadat Aur Us Ki Khamoshi Tasbeeh Karna.

    Aur Us Ki Dua Qabool Aur Us Ka Ammal Maqbool Hota Hai."

    (Ref: Shob-ul-Eeman)


  By: musarat   Send To Mobile
  • Mera Ek Kaam Karna
    Mera 1 Kaam Karna
    Har Sehri Se Pehle
    Har Namaz K Bad
    Har Iftaar Se Pehle
    Har Taraweeh K Bad
    Har Tilawat Se Pehle
    Har Tahujjad K Bad
    Har Taaq Rat Me
    Salat Ut Tasbeeh K Bad

    Sirf 1 Chota Sa Kaam Karna,
    Sirf Apni Dua K Chand Alfaaz Mere Naam Karna,
    Apni Duaon K Khas Lamhat Me
    2 Jahan Ki Afyat Mangna
    Dozakh Se Nijaat Mangna
    Rizq-E-Halal, Husn-E-Akhlaq Mangna
    Ishq-E-Rasool, Shukar Karne Wali Zaban
    Sabar Karne Wala Dil Mangna.

    TALIB-E-DUA


  By: musarat   Send To Mobile
  • Validity For Taking Food
    Dear Friend,
    Your Validity For Taking Food
    During The Day Time Has Expired.

    Please Fast Next 30 Days
    To Resume Your Day Time Food.

    Thank You For Eating.
    Happy Ramazan.


  By: AsiM   Send To Mobile
  • WisHiNg U 1 MoNtH Of RaMzAN
    WisHiNg U
    1 MoNtH Of RaMzAN ....
    4 WeEks Of BaRKaT.....
    30 Dayz Of 4gIveNesS...
    720 HourS Of GuIdAnCe....
    43200 MinUtEs Of PuRiFiCatIoN...
    ....
    HaPpY RaMzAn ......


  By: AsiM   Send To Mobile
  • Ghar Se Is Liye Nhi Niklta
    Ramzan k Dino Me Ghar Se Me Is Liye Nhi Niklta.



    Ramzan k Dino Me Ghar Se Me Is Liye Nhi Niklta.




    Log Roza Na Torh Den Eid ka Chand Samj kar. :-)


  By: musarat   Send To Mobile
  • Khana Khaa Ke Shukar
    Hadees-E-Pak

    "Khana Kha Ke Shukar Ada Karne Wale Ka Darja,

    Sabar Karne Wale Rozedar Ke Barabar Hota Hai."

    (Tirmizi, Hadees: 2021)


  By: musarat   Send To Mobile
  • Soye Hoye Insan Ko Jaga De
    Ya Rab Is Soye Hoye Insan Ko Jaga De,
    Bistar Hai Is Ka Narm Tu Pathar Ka Bana De,
    Khatmalon Or Macharon Ki Duty Is Par Laga De,
    Jis Ki Hawa Se Wo Madhosh Hai Us Pankhay Ko Tu Jala De,
    Or Kuch Nahi To Bas Esay Aek Saza De,
    Khowab Mai Esay Koi Is K Jesa Bhoot Dikha De.
    Sehri Mubarak. :-)


  By: musarat   Send To Mobile
  • Hum Tujhse Mangtay Hain
    DUA:
    Ya Allah Hum Tujhse Mangtay Hain,
    Aisi Maafi jiske baad Gunah na ho,
    Aisi Hidayat jiske baad Gumrahi na ho,
    Aisi Raza jiske baad Narazgi na ho,
    Aisi Rehmat jiske baad Azaab na ho,
    Aisi Kamyabi jiske baad Nakami na ho,
    Aisi Izzat jiske baad Zillat na ho,
    Ya Allah mujhe Dunya aur Aakhirat ki Zillat se bacha,
    Mustaqbil k aanay waly dinio main sukoon sukoon ata Farma,
    Fwd karne se kitne log DUA mangain gy.
    Pata nahi pata nahi kiski dua hamary haq main behtari kary.


  By: musarat   Send To Mobile
  • Raat Ko Naya Chand Mubarak
    Raat Ko Naya Chand Mubarak,
    Chand Ko Chandni Mubarak,
    Falak Ko Sitare Mubarak.
    Sitaroon Ko Bulandi Mubarak.
    Aur Aap Ko Hamari Taraf Se:
    RAMADAN MUBARAK.


  By: musarat   Send To Mobile
Ramadan Day SMS By Page: << 181920212223 2425262728 >>

Submit Your Comments: