Buy PUBG Mobile UC in Pakistan
SMS Categories
Our Community
Facebook Group Facebook Page
Follow Us on Twitter Follow Us on Twitter

Best Collection of New Ramadan Day SMS at Funny SMS

The Holy Month of Ramadan is the most superior month in Islamic Calendar. It’s always a pleasure to send and receive compliments in regards of welcoming Ramdan, so we have compiled a nice list of ramadan sms messages in roman urdu & english. Rush now, and be the first to send Ramadan SMS Greetings or Ramadan Mubarak sms to your friend, family, near and dear ones.
Here is very cool and latest collection of Ramadan Day SMS. You can also Submit Ramadan Day SMS here. There are variety of spelling for the term Ramadan i.e Ramzan as well as Ramazan. Wish All Of your Friends and family A very Happy Month Of Ramadan. Send these New/Latest Ramadan Sms, Ramazan Messages, Ramdan Sms Messages to your Muslim And Religious friends.

Latest Ramadan Day SMS:

  • Jisne Aftaari Karni Hai
    Attention

    JIS Ne Bhi Meri Aftaari Karni Hy Wo Abhi Sy Booking karwa Le

    Takah Baad Ma Meray Liya koi Masla Na Baney Aor koi Narazgi ka Sabab Na Hou

    Shukriya.


  By: musarat   Send To Mobile
  • Mah-e-Ramzan Mein Mangna
    Mah-e-Ramzan Mein.

    Apni Duaon K Khas Lamhat Me
    2 Jahan Ki Afiyat Mangna,

    Dozakh Se Nijaat Mangna,

    Rizq-E-Halal

    Husn-E-Akhlaq Mangna,

    Ishq-E-Rasool

    Shukar Karne Wali Zaban

    Aur

    Sabar Karne Wala Dil Mangna.


  By: musarat   Send To Mobile
  • Bass na Chalay Ga
    Bass na Chalay Ga Kuch b ab Shaitan ka,
    Aaya hai muskrata hova mahina Ramzan ka,

    Ghar Ghar main jalay gi shama fakt Toheed ki,
    Arsh chovay ga Sajda kamzor baibas Ensaan ka,

    Barsay ga Rahmaton ka sawan Har soo har ja,
    Har zuban pai ho ga Naghma Fakt Rahman ka,

    Awo apna apna daman Donay ka ahd krain Noor.
    Qismat walon ko milta hai moka Apny pahchan ka.


  By: musarat   Send To Mobile
  • Rozay Main Bhool Kar
    Hadees:

    Jo Rozedar bhool ker agar kuch Kha-Pee ley.

    To ussy chahiye k wo apna Roza pora kare Q K usy ALLAH ne Khilaya Pilaya hai.

    (Sahi Bukhari Kitabu Saum:1894)


  By: musarat   Send To Mobile
  • 10 Days Remaining of Ramzan
    10 Days Remaining.

    Aap Zara Soche'n k Us k Baad Kia Hoga?

    Masajid Ho Jaye'n Gi Veeran

    Almaario'n Mein Band Ho Jaye'n Ge Qura'an

    Azaad Ho Jaye Ga Shaitan

    Phir Gunaho'n Mein Doob Jaye Ga Har Insaan

    Dilo'n k Zang Duur Kr De YA REHMAN

    Hum Reh Gaye Hyn Sirf RAMAZAN k MUSALMAN.


  By: musarat   Send To Mobile
  • Ramzan-ul-Mubarak K Wazaif
    Assalam-O-Alaikum!

    Ramazan ul Mubarak k Pooray mahinay main parhay janay walay Wazaif

    * Rozana 1200 martaba kalma tayaba( pehla kalma)
    Din bhar main kisi bhi waqt kisi bhi namaz k baad

    * Aik mukamal Quran pak poray Mahinay main

    * Rozana namaz Isha k baad 2 namaz toba aur 2 Rakat namaz Shukrana ada karain


  By: musarat   Send To Mobile
  • Apki Mohabat apki WAFA Hi Kafi Hai
    Apki Mohabat apki WAFA Hi Kafi Hai
    Tamam Umar Ye AASRA Hi Kafi He

    Aftari per bulao hamain Mgr Takleef Na Krna

    Mere Liye Bs SIRF

    KHAJOR

    JUICE

    SAMOSAY

    PAKORAY

    ANGOR

    APPLE

    AMROOD

    BANANA

    PIZA

    DRUM STICK

    SHAMI

    CHICKEN ROLL

    KABAB

    SAJI

    CHARGHA

    BiRYANi

    ZARDA

    QORMA

    MUTTON

    TiKKA

    CUSTARD

    KHEIR

    RAITA

    SALAD

    &



    COCA COLA




    He Kafi Hai.... =P ;->


  By: musarat   Send To Mobile
  • Maah-e-Ramzan Ki Aamad Mubarak
    Maah-e-Ramzan Ki Aamad Mubarak.

    You are Invited on 20th Roza

    at Lasania Restaurant
    Gulshan-e-Iqbal Branch

    K Paas Wali Masjid Main. :-)


  By: Master Mind   Send To Mobile
  • Sehri Mai Aankh Nahi Khulti
    Kehte Hain ISHQ Main Neend Urr Jati Hai Faraz...




    Koi Hum Se Bhi Ishq Karey Kambakht SEHRI Main Aankh Nahi Khulti. :-)


  By: Faraz Ahmed Faraz   Send To Mobile
  • Aftaar Pe Nahi Bulaya!
    Assalam-o-Alaikum!

    Aap ko Aur Apke Ghar Walon Ko

    .
    .
    .
    .
    .
    .

    Allah Hi Poochy Ga,
    Aadha Ramzan Guzar Gaya Hai
    Aur Ek Bar Bhi Aftaar Pe Nahi Bulaya!


  By: Dapper   Send To Mobile
Ramadan Day SMS By Page: << 141516171819 2021222324 >>

Submit Your Comments: