Buy PUBG Mobile UC in Pakistan
SMS Categories
Our Community
Facebook Group Facebook Page
Follow Us on Twitter Follow Us on Twitter

Best Collection of New Ramadan Day SMS at Funny SMS

The Holy Month of Ramadan is the most superior month in Islamic Calendar. It’s always a pleasure to send and receive compliments in regards of welcoming Ramdan, so we have compiled a nice list of ramadan sms messages in roman urdu & english. Rush now, and be the first to send Ramadan SMS Greetings or Ramadan Mubarak sms to your friend, family, near and dear ones.
Here is very cool and latest collection of Ramadan Day SMS. You can also Submit Ramadan Day SMS here. There are variety of spelling for the term Ramadan i.e Ramzan as well as Ramazan. Wish All Of your Friends and family A very Happy Month Of Ramadan. Send these New/Latest Ramadan Sms, Ramazan Messages, Ramdan Sms Messages to your Muslim And Religious friends.

Latest Ramadan Day SMS:

  • AIK HADEES
    {AIK HADEES}
    Hazrat Mohammad (S.A.W) ne farmaya.
    "Jis ne ALLAH TA'ALA k raste may aik din roza rakha, to ALLAH TA'ALA os k chehre ko jahanom se 70 saal door kr deta hai"
    (SAHI-UL-BOKHARI)


  By: musarat   Send To Mobile
  • kAbhi apne ghar iftari pe bula
    (",) Aey Kya
    <)) Bolta Tu?
    _/¡_
    (.") Aey! Kia m
    <((> Boloon?
    _/¡
    (",)/
    <)) Sun!
    _/¡
    (.")
    <((>
    _/¡_ Suna!

    kAbhi apne ghar iftari pe bula,:


  By: musarat   Send To Mobile
  • Ishk qatil Se B
    Ishk qatil Se B,
    Mqtool Se Hmdrdi B

    Bta Kis Se Muhabat Ki Jaza Mange Ga?

    Sajda Khaliq Ko B, Iblees Se Yarana B,

    Hashr Me Kis Se Aqidat Ka Sila Mange Ga....??
    .
    .
    Kindly Recite Darood sharif Once.
    May Almighty Allah Bless you.
    Please keep me in your prayers in Tonight's
    "Taaq Raat",


  By: musarat   Send To Mobile


  By: musarat   Send To Mobile
  • Nabi Pak S.A.W ne farmaya
    Nabi Pak S.A.W ne farmaya
    keh jo shaks Laila-tul-Qadr mei Eiman K sath or sawab ki niyat se Eibat K lye khara howa us K pechle tamam Gunah Maf kr dye jaty hY.


  By: musarat   Send To Mobile
  • MAH E RAMAZAN
    Khalqat e Khuda aaj ronay ko hai

    Mah e Ramazan b juda honay ko hai

    Socho zara kya paya hum ne

    kya apne Rab ko manaya hum ne ?

    Kya jane kabhi naseeb yeh Mah ho na ho

    Rab ki Rehmat ka kya Haq paya hum ne ?

    ALVIDA

    MAH E RAMAZAN


  By: musarat   Send To Mobile
  • Mah e Ramzan bas alwada hai
    Sehri iftar qir’at tarawi,
    Aur azaan e namazein o tasbeeh.
    Yeh saman noori tujh say mila hai,
    Mah e Ramzan bas alwada hai.

    Alwada Alwida Alvada Hai, Mahe Ramadan bass alwida hai.

    Rehmatoon ka tu pegham laya,
    barkatoon ka tu inaam laya.
    Rutba aala o afzal tera hai,
    Mah e Ramzan bas alwada hai.

    Jaam rehmat kay tunay pilaye,
    Gul muradoon kay tuney khilaye.
    Tu juda hum say ab ho raha hai,
    Mah e Ramzan bas alwada hai.

    Humko baykal tu paye ga kab tak,
    Gar rahe zinda aglay baras tak.
    Phir milein gay jo huqmay khuda hai
    Mah e Ramzan bas alwada hai.


  By: musarat   Send To Mobile
  • Alwida Alwida
    Alwida Alwida Alvida Hai,
    Mah e Ramzan bas alwada hai.

    Dil teray aanay say motbar thay,
    Noor mein dubay shaam o sehar they.
    Teray anay say dil ro raha hai,
    Mah e Ramzan bas alwada hai..


  By: musarat   Send To Mobile
  • dua khali jumatul wida
    Jazak ALLAH yea dua khali jumatul wida mei hi nahn hr wqt mangti rhni chaeye
    Agr koi shkash ye samjta ha k wo 5nch wqt ka namazi ha bara parhez gar or taqwey wala hai is leye us ki to bakshish hojay gi to ye us ki bohat barhi bhol hogi ku k us ko ye nahi pata k uss k amal kabool ho bhi rahey hein k nahin or aj kal
    k door mein may gunahgar ager yea sochon k mere amal say mere bakhsish hojaey gi to yea mujh say bara ahmaq koi nahin hoga majid ko to sirf ALLAH ki rehmat ka asra hai ALLAH ki rehmat hojaey ameen
    is leye ALLAH talah say her waqt amal ki kaboliat astaghfar or hidaet ki dua mangtey rehny chaeye ALLAH talah humarey gunah bohat zeyda hein mager app ki rehmat say zeyda nahin
    ap hum per apni rehmat fermadijey or hamein sachi toba ki tofeeq ata kijeye Ameen


  By: musarat   Send To Mobile
  • O Moosa
    O Moosa! I have taken upon Myself the responsibility that at the time
    of Iftaar I will never refuse the Dua of a fasting person!


  By: musarat   Send To Mobile
Ramadan Day SMS By Page: << 151617181920 2122232425 >>

Submit Your Comments: