Buy PUBG Mobile UC in Pakistan
SMS Categories
Our Community
Facebook Group Facebook Page
Follow Us on Twitter Follow Us on Twitter

Best Collection of New Islamic SMS at Funny SMS

Best collection of islamic sms and Al-Quran / Al-Hadith(Hadees) of the Day / text messages in roman urdu & english. Yes, you can also see good collection of sms messages related to Islam. Send these cute Islamic sms messages to your Muslim friends and brothers. Cool collection of Ramazan sms, Ramadan month sms. You can also submit islamic sms here.

Latest Islamic SMS:

  • Zalzaly se jis tarha log
    1 shakhs ny bohat khoobsurat Baat kahi :

    Zalzaly se jis tarha log bhag ker

    Gharon Daftaron se nikalty hen,

    Agar Azan ki Awaz sun ker isi tarha

    niklen to Zalzaly hi na aaen.

    SUBHANALLAH


  By: Sumaira Malik   Send To Mobile
  • Jab kisi zarurat mand ki
    Jab kisi zarurat mand ki awaz tum tak pohanchay

    to "Allah Ta'ala" ka shukr ada karo,

    k Us ny Apny banday ki madad k liye tumhen

    pasand farmaya,

    Warna Wo Akela hi kaafi hai sub k liye...!!


  By: Rabia Naz   Send To Mobile
  • NOOR
    ALLAH NE APNE NOOR KA JALWA DIKHA DIA

    SUB NOOR KO MILA K MUHAMMAD (S.A.A.W) BANA DIA

    HUM SE ZIADA HOGA KON KHUSH NASEB DUNYA ME

    K HUM KO UNKA UMMATI BANA Dia


  By: Rabia Naz   Send To Mobile
  • Jannat k 8 Darwazay
    "Special For U"

    Jannat k 8 Darwazay hen,

    1- Jannat ul Mava
    2- Daar ul Muqaam
    3- Daar ul Salaam
    4- Daar ul Khuld
    5- Jannat ul Adan
    6- Jannat ul Naim
    7- Jannat ul Kasif
    8- Jannat ul Firdos

    Allah se ye Dua hai k

    Roz e Qayamat her darwaazay se

    Aap ka naam pukaara jaye..

    (Aameen)


  By: Raheel Ahmed   Send To Mobile
  • Aap (S.A.W.W) k Piyaray Betay Ibrahim ki wafaat
    Aap (S.A.W.W) k Piyaray Betay Ibrahim ki wafaat per

    Aap (S.A.W.W) bohat ghamgeen thay,,

    BIBI Aisha (R.A) ny Aap (S.A.W.W) se Arz kia k

    Allah ny her Nabi ko ye darja ata kia hai k

    Wo apni zindagi me koi 1 dua mang saktay hen

    Jo foran Qubool ki jaye gi,

    to Aap (S.A.W.W) Apny Betay ki dobara zindagi ki dua

    q nahi mang letay. Allah qubool kerny wala hai..


    Aap (S.A.W.W) ny fermaya k

    Wo Dua me ny Aakhirat me Apni Ummat k liye

    Sambhal rakhi hai.

    Subhan Allah

    Sirf Ek baar Durood parh ker 4wd kijiye.

    Hamaray Nabi (S.A.W.W) ny her lamha

    hamaray liye Dua ki hai..


  By: Raheel Ahmed   Send To Mobile
  • Jis Pak Hasti ny
    Jis Pak Hasti ny apni Ummat k liye

    na kia hisaab apny Aansuon ka..!


    Aaj wo Ummat Un per Durood

    bhi perhti hai to gin gin ker..!!!


  By: Naila Soomro   Send To Mobile
  • Khana khany se pehly haath dhoya kero
    Huzoor Pak (S.A.W.W) ny Farmaya:

    Khana khany se pehly haath dhoya kero,

    to haath ko rumal se khushk na kiya karo

    QK jab tak haath me Tarri(nami) rehti hai,

    khany me Barkat rehti hai.

    Aur khany k baad haath dho ker chehray per mal

    lena chahiye, k is se chehray ki chhaiyan door hoti hen,

    Rozi barhti hai,

    Aur geelay haath aankhon k papoton per

    pher liya kero k Dard e Chasham se nijaat

    milti hai.

    Tibb e Nabavi

    P#2


  By: Raheel Ahmed   Send To Mobile
  • Jab Ramazan ul Mubarak ka maheena
    Jab Ramazan ul Mubarak ka maheena aata hai,

    to Jannat k darwaazay khol diye jaaty hen,

    or Jahannum k darwaazay band ker diye jaaty hen,

    Jab k shayaateen ko zanjeeron me

    jakarr diya jata hai..

    Sahih Muslim


  By: Sumaira Malik   Send To Mobile
  • Some Flowers grows best in Sun
    Some Flowers grows best in Sun,

    Others do well in Shade."


    Allah always knows,

    What is the Best for us.

    So He puts us, Where We grow the Best.


  By: Naila Soomro   Send To Mobile
  • Allah always 3 replies to our Dua
    Allah always 3 replies to our Dua :

    1- "Yes"

    2- "Yes but wait"

    3- "I have a Better Plan for You"


    But there is Never a "No" in Return.

    So always keep Praying:

    Keep Faith,

    Hope & Trust in Allah.


  By: Naila Soomro   Send To Mobile
Islamic SMS By Page: << 232425262728 2930313233 >>

Submit Your Comments: