Best Collection of New Islamic SMS at Funny SMS
Best collection of
islamic sms and Al-Quran / Al-Hadith(Hadees) of the Day / text messages in roman urdu & english. Yes, you can also see good collection of sms messages related to Islam. Send these
cute Islamic sms messages to your
Muslim friends and brothers. Cool collection of Ramazan sms,
Ramadan month sms. You can also
submit islamic sms here.
Latest Islamic SMS:
-
Protect
A knife did not kill Hazrat Ismaeel.
The fire did not burn Hazrat Ibrahim.
A whale did not eat Hazrat Younus.
The sea did not drawn Hazrat Musa.
So,
BE WITH ALLAH.
AND ALLAH WILL PROTECT YOU.
By:
Rabia Naz
Send To Mobile
-
Chaand
Aaj kal log un k peechay chal rahy hen,
jo chaand per pohanch gaye,
Haalanky kamyabi Us Azeem Hasti ki Itbaa kerny
me hai jis ny ungli k isharay se
Chaand k do tukray ker diye thy.
Mohammad (S.A.W.W)
By:
Rabia Naz
Send To Mobile
-
Masaajid weeran ker k
Masaajid weeran ker k wo Bazar saja rahy hen,
Is quom k nojawan Sunnat bhula rahy hen,
Jis Nabi ko na-pasand thy ye shor sharaaby,
Usi Zaat ka dhol k sath jashan mana rahy hen,
Kab Sahaaba ny lagaaye thy bazaaron me dere?
Jashn'e Nabi ki aar me sab Biddat phela rahy hen.
Waqt'e Nazaa bhi Nabi ko thi Ummat ki namaz ki fikr,
Aaj wo log namaz ganwa ker jashan mana rahy hen.
Rasool e Paak ki Sunnat ka daaman chhor ker,
Q log Sawab ki aar me Gunah kama rahy hen???
By:
Naghma Khan
Send To Mobile
-
Ek shakhs marny k baad
Ek shakhs marny k baad khud ko
Jannat me dekhta hai.
Wo heran ho ker Rabb-ul-Izzat se poochta hai :
Ya Allah Paak!
Mujhy nahi yaad perta k me ny aisa koi neki ka
kaam kiya ho ga k me yahan aa gaya.
Allah Paak Farmaty hen :
"Waqai tu ny koi aisa bara kaam nahi kiya
siwaye is k,
K
Sony se pehly tu sab ko muaaf ker k soya kerta tha.
Tujhy kiya lagta hai,
Tu mujh se ziyada Sakhi hai?
Ja me ny bhi tujhy muaaf kiya..."
SUBHANALLAH
By:
Sumaira Malik
Send To Mobile
-
Toba ki Qubooliyat
Hazrat Rabia Basri(R.A) se poocha gaya k
"Kiya gunahgar ki toba Qubool hoti hai?"
Aap ny jawab diya :
"Insaan us waqt tak toba ker hi nahi sakta jab tak
Allah us ko tofeeq na de, aur jab
tofeeq mil gai to phir toba ki Qubooliyat
aur Allah ki Rehmat me koi shak nahi."
SUBHANALLAH
By:
Rabia Naz
Send To Mobile
Submit Your Comments: