Buy PUBG Mobile UC in Pakistan
SMS Categories
Our Community
Facebook Group Facebook Page
Follow Us on Twitter Follow Us on Twitter

Best Collection of New Islamic SMS at Funny SMS

Best collection of islamic sms and Al-Quran / Al-Hadith(Hadees) of the Day / text messages in roman urdu & english. Yes, you can also see good collection of sms messages related to Islam. Send these cute Islamic sms messages to your Muslim friends and brothers. Cool collection of Ramazan sms, Ramadan month sms. You can also submit islamic sms here.

Latest Islamic SMS:

  • Asmano aur Zameen me
    Al-Quran..


    "Asmano aur Zameen me jo kuch hai

    Sab Allah ka hai

    Tum apny dil ki baten khuwah zahir kero ya chupao

    Allah beharhaal in ka hisaab

    tum se le le ga

    Phir isy Ikhtiyar hai

    Jisy chahy Muaf ker dy

    Aur jisy chahy Saza dy

    Wo her cheez per Qudrat rakhta hai."


    Al-Imran

    Ayat: 284


  By: Naghma Khan   Send To Mobile
  • Mout Se Pehly Kalma
    Ek Buzurg se kisi ny pucha : Marty Waqt mujhy Kalma

    Naseeb Ho Ga?"


    Buzurg Ny Jawab Diya : Subha Jab Aankh Khuly Aur

    Allah Ki Yaad Ajaye,

    Samajh Lena K Eemaan Salamat Hai.

    Warna Durood Pak Ki Kasrat Rakho, Mout Se Pehly

    Jannat Me Apna Maqam Dekh Lo Gy...


    Mohabbat Se Ek Baar Durood Pak Parh Ker Fwd Kerden.

    JAZAKALLAH


  By: Sumaira Malik   Send To Mobile
  • Duniya
    Jo Duniya Say Muhabbat Karta Hai , Tu Wo Apni Aakhirat Ka Nuqsaan Karta Hai.

    ( Musnad Ahmad ,Ravi: Abo Musa Ash ' ari Rz. A )


  By: muhammad usman   Send To Mobile
  • Ajar Aur Gunah
    Jab aap mujh me koi Aib dekhen to

    mujhy hi bataen,

    Kisi aur ko nahi


    Q K


    Is Aib ko me ny hi badalna hai

    kisi aur ny nahi,


    Mujh se kaho gy to Nasihat kehlaye gi aur

    Ajar mily ga,


    Dusron se kaho gy to

    Gheebat kehlaye gi aur

    Gunah mily ga.


    Request For All Friends...!!


  By: Raheel Ahmed   Send To Mobile
  • Amazing Exchange
    Pray is an Amazing Exchange.


    You Handover your Worries to God


    &


    God Handover His Blessings to you.


    So


    Just Keep Praying and Remember me

    in your Prayers.


  By: Rabia Naz   Send To Mobile
  • Ummat e Mohammadi Ki Fazilat
    Ummat e Mohammadi Ki Fazilat:


    1- In ko Zaeef aur Kamzor banaya gaya ta k Gharoor na keren.

    2- Qad o Qamat me chota banaya ta k Khany Peeny aur Libaas ka

    bojh ziyada na ho.

    3- In ki Umren (Age) choti ker deen ta k Gunaah kam rahen.

    4- Inhen Fuqra banaya gaya ta k Aakhirat me Hisab halka ho.

    5- Inhen sab se Aakhri Ummat banaya ta k Qabar me rehny ki Muddat

    Kam ho.

    Ho sakay to kisi Ek Ummati ko ye Fazilaten zarur forward keren.


  By: Naila Soomro   Send To Mobile
  • Takleef
    Agar Neki kerny k bawajood tum ko

    Takleef mil rahi hai to

    Samajh lo k

    Tumharay Darjaat Buland Ho Rahy Hen...!


  By: Sumaira Malik   Send To Mobile
  • Al'Quran
    Al-Quran

    "Yaqeenan Ham ny Quran ko Naseehat k liye

    aasaan ker diya hai,

    Pas hai koi

    Naseehat hasil kerny wala.?"

    (Sura Al'Qamar: Aayat# 22)


    "Aye Eemaan Walo!

    Allah se Daro aur theek baat kiya kero."

    (Sura Al'Ahzab: Ayat# 70)


  By: Naila Soomro   Send To Mobile
  • BEST INFORMATION
    BEST INFORMATION


    Q: Kon si bejaan cheez hai jis ny Khana e Ka'ba ka Tawaf kiya?

    Ans : Hazrat Nooh ki kashti.


    Q: Kon se 3 Paani hen jin ko kharay ho ker peena chahiye?

    Ans : Zamzam, Buzurgon ka jhoota, Wuzoo ka bacha hua.


    Q: Kon se 4 Jaandar hen jo bina Maa k peda huwe?

    Ans : Hazrat Adam(A.S), Hazrat Hawwa(A.S)

    Hazrat Saleh(A.S) ki Oontni, Hazrat Ibrahim wala Dumba.


    Q: Wo kon si zameen hai jis ko ek baar dekha gaya hai, ab

    qayamat tak nahi dekhi jaye gi?

    Ans : Darya e Neel.


  By: Raheel Ahmed   Send To Mobile
  • Zindagi ka ye dastur hai
    Zindagi ka ye dastur hai k..

    "Dukh wali raat neeend nahi ati aur

    Khushi wali raat soya nahi jata."


    "Har dushwari k baad asani hai aur

    her kaam k liye 1 waqt muqarrar hai."


    "Naseeb ka likha mil ker hi rehta hai,

    kab, kahan, kesay?

    Ye sirf Allah hi janta hai."


    Be Shak! hamari tadbeer se Allah ki Hikmat

    bohat Buland o Bala hai...


    Allah Paak

    aap per, mujh per aur ham sab per

    Apna Karam farmaaen...

    AAMEEN.


  By: Naghma Khan   Send To Mobile
Islamic SMS By Page: << 212223242526 2728293031 >>

Submit Your Comments: