Buy PUBG Mobile UC in Pakistan
SMS Categories
Our Community
Facebook Group Facebook Page
Follow Us on Twitter Follow Us on Twitter

Adhora kuch nahi bhata



Adhora kuch nahi bhata
adhora kuch nhi bhata
adhori ho muhbat to mjhy nafrt c lgti hy
adhori dosti ho to bri be-his c lgti hy
main mukhlis yaar ka qayal
main sachy payar ka qayal
mhbt main nhi hr-giz
main karobar ka qayal
adhory-pan k kanton ko
mujhy chona nhi ata
adhora kuch nhi bhata
adhora kuch nhi bhata



Send To Mobile  

<<< Read Previous | Read Next >>>



Submit Your Comments:



Related SMS to "Adhora kuch nahi bhata"

  1. Hawaon say Dillagi  By: Naghma Khan
    FaQat itna hi sabab Bana Hamari judai ka "SAHIR" Hamein charagon say pyar tha or usy Hawaon say Dil...

  2. Mujh se kehta kabhi' dil main malal atay hain  By: Maha Abro
    Mujh se kehta kabhi' dil main malal atay hain, Kesay kesay mere dushman ko swal atay hain. Ye jo h...

  3. Wo Ada'e Dilbari ho  By: Sumaira Malik
    Wo Ada'e Dilbari ho, K nawa_e_Aashiqana; Jo Dilo'n ko fatah kr le, Wohi Faatehe Zamana......

  4. Us ne peshaani pe j0 dast-e- shifa rakha hy  By: Naila Soomro
    Us ne peshaani pe j0 dast-e- shifa rakha hy... Shehr k shehr ne ik hashr utha rakha hy... Dil dharak...

  5. Gumnaam najane kitne hai  By: Rabia Naz
    Jinhone khoon de kar phoolo ko rangat bakshi Jinhone khoon de kar phoolo ko rangat bakshi Do Char ...

  6. Mohabat kon krta hai  By: Naila Soomro
    Haqiqat jan kr esi hamaqat kon krta hai bhla befaiz logon se mohabat kon krta hai btao jis tijarat...

  7. Mohabbat cheez aisi hy  By: Rabia Naz
    Mohabbat cheez aisi hy kabhi hoti hy apnon se kabhi hoti hy sapnon se kabhi anjaan raahon se ka...

  8. Häth khaali hain teray shehar say jate jate  By: Rabia Naz
    Häth khaali hain teray shehar say jate jate.. Jaan hoti to meri jan lutate jate.. Mujh se pehle bh...

  9. Kya pochte ho tere hijr main kiya sochte hain  By: Rabia Naz
    Kya pochte ho tere hijr main kiya sochte hain Saja k tum ko nigahon main sada sochte hain Tere waj...

  10. Kal tak jo log thay dosti ko nibhanay walay  By: Maha Abro
    Kal tak jo log thay dosti ko nibhanay walay ab wohi log hain tanha chornay walay, Chor jatay hain...

  11. Jb log juda ho jate hain  By: Naila Soomro
    Jb log juda ho jate hain, Sb Ehad hawa ho jate hain, Jb niyat me fatoor sa ho, Sb amal gunah ho jat...

  12. Tumhen Dil se bhula dena  By: Rabia Naz
    Nahi mumkin andheron men charaghon ka bujha dena Bohat mushkil hy meri jan tumhen Dil se bhula dena...

  13. Mujhe or kahin le chal wasi  By: Rabia Naz
    Mujhe or kahin le chal wasi... Jahan raat kabhi soi na ho, Jahan subh kisi pe roi na ho, Jahan hija...

  14. Hoon to khafa us se  By: Naghma Khan
    Hoon to khafa us se, par jane phir bhi kyun; NA chaah kar bhi usko chahna acha lagta hay, Haqe...

  15. (Parveen Shakir)  By: Saima
    (Parveen Shakir) Mere wajood ki jageer usne mangi hai Ajab khawab ki Tabeer usne mangi Hai Uski q...