Buy PUBG Mobile UC in Pakistan
SMS Categories
Our Community
Facebook Group Facebook Page
Follow Us on Twitter Follow Us on Twitter

yon hi mausam ki ada dekh ke yad aya hai



yon hi mausam ki ada dekh ke yad aya hai
kis qadar jald badal jate hain insan jana

zindagi teri ata thi so tere nam ki hai
ham ne jaise bhi basar ki tera ehsan jana

dil ye kahata hai ki shayad ho fasurda tu bhi
dil ki kya bat karain dil to hai nadan jana

ab tera zikr bhi shayad hi gazal main aye
aur se aur hua dard ka unvan jana

ham ki ruthi hui rut ko bhi mana lete the
ham ne dekha hi na tha mausam-e-hijran jana

hosh aya to sabhi khvab the reza-reza
jaise urate huye auraq-e-pareshan jana



Send To Mobile  

<<< Read Previous | Read Next >>>



Submit Your Comments:



Related SMS to "yon hi mausam ki ada dekh ke yad aya hai"

  1. dhondh ujare hue logon main vafaa ke mot  By: musarat
    dhondh ujare hue logon main vafaa ke motii ye Khazaane tujhe mumkin hai Kharaabon main milain tuu K...

  2. aankh se duur na ho dil se utar jaayegaa  By: musarat
    aankh se duur na ho dil se utar jaayegaa vaqt kaa kyaa hai guzarataa hai guzar jaayegaa itanaa maan...

  3. dil ka kya hai wo to chahega musalsal mi  By: musarat
    dil ka kya hai wo to chahega musalsal milana wo sitamgar bhi magar soche kisi pal milna wan nahin w...

  4. justaju khoye huon ki umr bhar karte rah  By: musarat
    justaju khoye huon ki umr bhar karte rahe chand k hamrah ham har shab safar karte rahe raston ka il...

  5. khulegi is nazar pe chashm-e-tar ahista   By: musarat
    khulegi is nazar pe chashm-e-tar ahista ahista kiya jata hai pani main safar ahista ahista koi zanj...

  6. khulegi is nazar pe chashm-e-tar ahista  By: musarat
    sdasdfs...

  7. khuli ankhon main sapna jagta hai wo so  By: musarat
    khuli ankhon main sapna jagta hai wo soya hai k kuch kuch jagta hai teri chahat k bhige jangalon ma...

  8. khushbu hai wo to chu k badan ko guzar n  By: musarat
    khushbu hai wo to chu k badan ko guzar na jaye jab tak mere wajud k andar utar na jaye khud phul ne...

  9. kuch faisala to ho k kidhar jana chahiye  By: musarat
    kuch faisala to ho k kidhar jana chahiye pani ko ab to sar se guzar jana chahiye har bar aeriyon pe...

  10. Yeh Ajeeb Subah e Bahaar hAi kOii Zindgi  By: musarat
    Yeh Ajeeb Subah e Bahaar hAi kOii Zindgii Kii Kiran NAhii hUmii Khaliq e Mehr o maaH They hUmii rOsh...

  11. Nikala mujh ko jannat se Fareeb-e-Zindag  By: musarat
    Nikala mujh ko jannat se Fareeb-e-Zindagi de ker Dia phir shoq jannat ka ya herani nahi jaati...

  12. Yun to her saans terey nam say chalti ha  By: musarat
    Yun to her saans terey nam say chalti hay FARAZ,, per dharakta dil hay kun uskay chalay janay k baad...

  13. Sundar komal sapnon ki barat guzar gai j  By: musarat
    Sundar komal sapnon ki barat guzar gai janan dhup ankhon tak a pahunchi hai rat guzar gai janan bho...

  14. teri khushbu ka pata karti hai mujh pe   By: musarat
    teri khushbu ka pata karti hai mujh pe ehsan hawa karti hai shab ki tanhai main ab to aksar guftagu...

  15. Shikayat Kya Karon Dono Taraf Ghum Ka   By: AsiM
    Shikayat Kya Karon Dono Taraf Ghum Ka Fasana Hai, Mere Aagay Mohabbat Hai Tere Aagay Zamana Hai, ...