Buy PUBG Mobile UC in Pakistan
SMS Categories
Our Community
Facebook Group Facebook Page
Follow Us on Twitter Follow Us on Twitter

justaju khoye huon ki umr bhar karte rah



justaju khoye huon ki umr bhar karte rahe
chand k hamrah ham har shab safar karte rahe

raston ka ilm tha ham ko na simton ki khabar
shahar-e-namalum ki chahat magar karte rahe

ham ne khud se bhi chupaya aur sare shahar se
tere jane ki khabar dar-o-diwar karte rahe

wo na ayega hamain malum tha us sham bhi
intazar us ka magar kuch soch kar karte rahe

aj aya hai hamain bhi un uranon ka khayal
jin ko tere zaum main be-bal-o-par karte rahe



Send To Mobile  

<<< Read Previous | Read Next >>>



Submit Your Comments:



Related SMS to "justaju khoye huon ki umr bhar karte rah"

  1. khulegi is nazar pe chashm-e-tar ahista   By: musarat
    khulegi is nazar pe chashm-e-tar ahista ahista kiya jata hai pani main safar ahista ahista koi zanj...

  2. khulegi is nazar pe chashm-e-tar ahista  By: musarat
    sdasdfs...

  3. khuli ankhon main sapna jagta hai wo so  By: musarat
    khuli ankhon main sapna jagta hai wo soya hai k kuch kuch jagta hai teri chahat k bhige jangalon ma...

  4. khushbu hai wo to chu k badan ko guzar n  By: musarat
    khushbu hai wo to chu k badan ko guzar na jaye jab tak mere wajud k andar utar na jaye khud phul ne...

  5. kuch faisala to ho k kidhar jana chahiye  By: musarat
    kuch faisala to ho k kidhar jana chahiye pani ko ab to sar se guzar jana chahiye har bar aeriyon pe...

  6. Yeh Ajeeb Subah e Bahaar hAi kOii Zindgi  By: musarat
    Yeh Ajeeb Subah e Bahaar hAi kOii Zindgii Kii Kiran NAhii hUmii Khaliq e Mehr o maaH They hUmii rOsh...

  7. Nikala mujh ko jannat se Fareeb-e-Zindag  By: musarat
    Nikala mujh ko jannat se Fareeb-e-Zindagi de ker Dia phir shoq jannat ka ya herani nahi jaati...

  8. Yun to her saans terey nam say chalti ha  By: musarat
    Yun to her saans terey nam say chalti hay FARAZ,, per dharakta dil hay kun uskay chalay janay k baad...

  9. Sundar komal sapnon ki barat guzar gai j  By: musarat
    Sundar komal sapnon ki barat guzar gai janan dhup ankhon tak a pahunchi hai rat guzar gai janan bho...

  10. teri khushbu ka pata karti hai mujh pe   By: musarat
    teri khushbu ka pata karti hai mujh pe ehsan hawa karti hai shab ki tanhai main ab to aksar guftagu...

  11. Shikayat Kya Karon Dono Taraf Ghum Ka   By: AsiM
    Shikayat Kya Karon Dono Taraf Ghum Ka Fasana Hai, Mere Aagay Mohabbat Hai Tere Aagay Zamana Hai, ...

  12. Tumhare Khwab Sajane Me Lutf Aata Hai  By: AsiM
    !!..PARVEEN SHAKIR..!! Tumhare Khwab Sajane Me Lutf Aata Hai, K Apna Aap Jalane Me Lutf Aata Hai.. ...

  13. Matti sy Bana tha..! Matti hi Ban jaun   By: mooliani
    Matti sy Bana tha..! Matti hi Ban jaun ga..! is sy Aagy na kuch kr paya..! Na kr paun ga..! Rota H...

  14. Pal bhar mein tamam umer ki sochein bada  By: musarat
    Pal bhar mein tamam umer ki sochein badal jati hain jin rahon per chaltey hain wohi, rahein badal ja...

  15. Ilzam Toota jo aake lab pe, tera naam h  By: musarat
    Ilzam Toota jo aake lab pe, tera naam hi to hai Dil mein bas aik khuahish-e-nakaam hi to hai Pehla q...