Koi Zabt De Na jalal De
Ay Mere RUB Koi Zabt De Na jalal De,
Mujhe Sirf itna kamal De
Mujhe Apni Rah Mei Daal De
K Zamana Meri Misaal De
Teri Rehmaton ka Nazool Ho
Mujhe Mehnato ka Sila Mile
Mujhe Maal-O-Zar ki Hawis Na Ho
Mujhe Bus Tu Rizq-E-Halal De
Mere Zehan Mei Teri Fikr Ho
Meri Saans Mei Tera Zikr Ho
Tera khof Meri Nijaat Ho
Sabhi khof Dil Se Nikal De
Teri Bargaah Mei Ay RUB
Meri Roz-O-Shab Hy yahi Dua
Tu RAHEEM Hy,
Tu KAREEM Hy,
Tu Mujhey Mushkilon Se Nikaal De.
Aaameen
Send To Mobile
<<< Read Previous |
Read Next >>>
Submit Your Comments:
Related SMS to "Koi Zabt De Na jalal De"
- Aafiyat ko Bhool Betha By: SAYYAM
Aafiyat ko bhool Betha Fikr-e-duniya k EVAZ Maut ka hamla achanak bekhabar kesa laga? Hanste hanst...
- Naikiyon ki Justajuu By: SAYYAM
Kitni Ajeeb hai "Naikiyon" ki Justajuu Ghalib...! Namaz bhi jaldi main parhtay hain phir se "Gun...
- Bhag rahi hai Dunya Fashion ki taraf By: Rauf Khan
Bhag rahi hai Dunya Fashion ki taraf, DEEN-E-ISLAM pr Chalna chor diya, Har shaks krna Chahta h Ay...
- Goongi Ho Gai Hai Aaj By: AsiM
Goongi Ho Gai He Aaj Kuch Zuban Kehte Kehte! Hichkicha Gaya Me Khud Ko Musalman Kehte Kehte! Ye B...
- Allah is Everywhere By: mehwish khan
British: "Why you have so many Masjids and visit them, If Allah is Everywhere." Muslim: "Air is Eve...
- Jab Kuch Nazar Nahi Aata By: SAYYAM
Kon Ye Kehta hai Khuda Nazar Nahi Aata... Sirf Wohi tou Nazar Aata hai Jab Kuch Nazar Nahi Aata....
- Improve your secret & private life By: Rauf Khan
Improve your secret & private life, and Allah will improve your public and social life. Make matters...
- Azmaton Se Hon be-Khabar By: SAYYAM
Teri Azmaton Se Hon be-Khabar Yeh Meri Nazar ka Qasoor hai Teri Rah Guzar May Qadam Qadam Kahain Ar...
- Islam Se Mutaliq Koi Bhi Lafz By: SAYYAM
Deen-e-Islam Se Mutaliq Koi Bhi Lafz Qayamat, Qabar, Namaz, Roza, Jannat, Dozakh, Farishty, Masjid ...
- We Complain for Every Tear By: Fuzail
In Each Single Day We Smile and Laugh so Many Times. We Never thank Allah after Every Smile But we ...
- The Measure Of Sincerity By: mehwish khan
The Measure Of Sincerity of a Person is his Devotion towards Allah... The person not Sincere to his...
- Hazrat MUHAMMAD S.A.W.W ne farmaya By: Nawaz
Hazrat MUHAMMAD S.A.W.W ne farmaya : "Jab ek jawan insaan toba karta hae to, Mashrik se Maghrib t...
- Jummay Ko Ghusal Karo By: Wasiq Ansari
*ASSALAM-U-ALAIKUM* *Verified/Mafhoom -Aap(SAWW) Nay farmaya: Hum (dunya men) tu baad men aye Leken...
- Kalma Kitne Log Parhte Hain By: Fuzail
Ye sms Forward Karo Dekhna Aap ki Wajah se Aaj ye Kalma Kitny log Parhty Hain "LA ILAHA ILLALLAHO M...
- SHIFA or SHAFA ma farq By: SAYYAM
SHIFA or SHAFA ma farq, SHIFA ka matlab hai SEHAT, TANDRUSTI or SHAFA ka matlab hai GARHA,QABR a...