Best Collection of New Urdu Poetry SMS at Funny SMS
Looking For Urdu Poetry Sms? Latest Collection of Urdu Poetry SMS And Urdu Poetry SMS Messages Shayari SMS Messages, mohabbat poetry, pyar sms, for Shayari lovers. Urdu poetry sms: all about urdu shero, shayari. We bring this section for urdu poetry lovers.
This category contains Urdu Poetry SMS, which are not suitable to post in Urdu Friendship Poetry, Urdu Sad poetry, Urdu birthday poetry, Urdu Love Poetry. All Urdu Poetry sms messages here are in urdu language, Refering in roman Urdu script, It would be as urdu shayari SMS, Dosti shayari, Urdu pyar / mohabbat ki shayari SMS. Urdu SMS Message and Urdu Poetry SMS with a few Funny Urdu Poems SMS. Cute Nice Friendship Urdu Text Messages for best friends and Urdu Messges Romantic Love Urdu Poetries for lovers.
Latest Urdu Poetry SMS:
-
EK PAL WO APNA SA LAGA AUR BEGANA KAR CH
EK PAL WO APNA SA LAGA AUR BEGANA KAR CHALA
NA JANE KYUN JATE JATE MUJHE DIWANA KAR CHALA
EK UMMID THI BAAKI US KE AANE KI
PAR WO TO BHARI MEHFIL KO MAIKHANA KAR CHALA
IS KADAR ZAKHAM DIYA HUMEY UMAR BHAR KE LIYE
KE HUM RUSWA BHI HUYE AUR PATA BHI NA CHALA
KOSHISHEN TAMAM KAR LI FIR SE MUSKURANE KI
PAR WAQT DIL KO USKI CHAHAT KA AASHIYANA KAR CHALA
By:
PAGALPANTI
Send To Mobile
-
Besabab baat badhaane ki zaroorat kya ha
Besabab baat badhaane ki zaroorat kya hai
Hum khafa kab thay manane ki zaroorat kya hai
Aap ke dam se to duniya ka bharam hai qayam
Aap jab hain to thikaane ki zaroorat kya hai
Teri khushi, tera dar, tera gussa kaafi hai
Bethikaano ko thikaane ki zaroorat kya hai
Dil se milne ki tamanna he nahi jab
Dil mein haathon se haath milaane ki zaroorat kya hai
Rang aankhon ke liye buu hai demagon ke liye
phool ko haath lagaane ki zaroorat kya hai
By:
PAGALPANTI
Send To Mobile
-
Manzur Nahi Thi Tumse Judai Ruladiya Muj
Manzur Nahi Thi Tumse Judai Ruladiya Mujhe Dard Ke Aansuon Mein
Chup Rahi Woh Masoom Si Dulhan Pyaar Bankar Chali Thi Tere Aangan Mein
Chor Aaye Thi Sare Khushiyan Ruladiya Mujhe Dard Ke Aansuon Mein
Ek Anmol Rishta Tha Tumse Bikher Diya Tumne Bewafa Iss Duniya Mein
Aur Kya Mange Hum Khuda Se Dard Ke Bhwar Mein Dubo Diya Tumne
Kuch Farq Nahi Hai Humhe Jab Tumne Bikar Di Meri Jeevan Ki Khushayan
Chup Rahi Woh Masoom Si Dulhan Pyaar Banker Chali Thi Tere Aangan Mein
Saaton Vachan Tak Saath Na Diya Ruladiya Mujhe Dard Ke Aansuon Mein
Dekhkar Chup Zuban Na Kahi Aankhon Ki Ehsaas Ruladiya Mujhe Dard Ke Aansuon Main
Manzur Nahi Thi Tumse Judai Ruladiya Mujhe Dard Ke Aansuon Mein
By:
PAGALPANTI
Send To Mobile
-
Ek intezaar sa tha ab nazar mein wo bhi
Ek intezaar sa tha ab nazar mein wo bhi nahi
Safar main marne ki fursat thi ghar mein wo bhi nahi
Zara malaal ki zulmat ko talane ke liye
kia khayal the ab to asar mein wo bhi nahi
Jo sang-o-khaar the meri hi gardishon tak the
Main rah-guzar mein nahi rah-guzar mein wo bhi nahi
The chashm-e-baam nazar mein ajab tuloo ke rang
Wo ek nishaat-e-sahar the sahar mein wo bhi nahi
Rahe na kuch bhi magar ye kya kam hai
Jis aagahi ki kami thi hunar mein wo bhi nahi
By:
PAGALPANTI
Send To Mobile
-
Barson ki chahat ko ik pal me badalty de
Barson ki chahat ko ik pal me badalty dekha hmny
Toot kar chahnay walon ko bat se mukarty dekha hmny
Naaz krty thy jo apni wafao par
Unhi ko befawai krty dekha hmny
Kase saja len sapny apni udas ankhon me
Hr khwab ko toot kr bikharty dekha hum ne
Krty thy jo wada hmesha sath chalny ka
Phr unhe ko rasta badalty dekha hm ne
Aitbar nhe raha sahil kise par kya karen!
Is aitbar ko kayee bar toot tay dekha hum ne.
By:
musarat
Send To Mobile
-
ULjhe_Huwe HaaLat_Ka Shikwa_Na_Kiya Kar
ULjhe_Huwe HaaLat_Ka Shikwa_Na_Kiya Kar
Khairaat_Mein Khushiyon_Ki Tamanna_Na Kiya_Kar
So_Baar_Kaha Itni_Mohabbat Nahi_Achi
So_Baar_Kaha Itna_Bharosa_Na Kiya_Kar
HaLaat_Tujh_Ko Mujh_Se_Na MiLne_Kabhi
Dein_Gay
AYE! Dost_Mere Meri_Tamanna Na_Kiya_Kar
Kya_Jaane_Ye Kis_Morh_Pey
Ley_Jaye Zamana
Tu_Mujh_Ko_Kisi PaL_Bhi_ALehda Na_Kiya_Kar
Mumkin_Hai_Kisi Roz_mar Jaon_Achanak
Tu_Mujh_Se_Pyar Itna_Ziyada_Na Kiya_Kar.
By:
musarat
Send To Mobile
Submit Your Comments: