Best Collection of New Urdu Poetry SMS at Funny SMS
Looking For Urdu Poetry Sms? Latest Collection of Urdu Poetry SMS And Urdu Poetry SMS Messages Shayari SMS Messages, mohabbat poetry, pyar sms, for Shayari lovers. Urdu poetry sms: all about urdu shero, shayari. We bring this section for urdu poetry lovers.
This category contains Urdu Poetry SMS, which are not suitable to post in Urdu Friendship Poetry, Urdu Sad poetry, Urdu birthday poetry, Urdu Love Poetry. All Urdu Poetry sms messages here are in urdu language, Refering in roman Urdu script, It would be as urdu shayari SMS, Dosti shayari, Urdu pyar / mohabbat ki shayari SMS. Urdu SMS Message and Urdu Poetry SMS with a few Funny Urdu Poems SMS. Cute Nice Friendship Urdu Text Messages for best friends and Urdu Messges Romantic Love Urdu Poetries for lovers.
Latest Urdu Poetry SMS:
-
Nahi darta me kaanton se
Nahi darta me kaanton se,Magar phoolon se darta hun..
Chubhan de jaen jo dil ko,Men un baaton se darta hun..
Mujhy to neend bhi achi nahi lagti,haqeeqat me
Dikhaaen khuwab jo jhooty, me un neendon se darta hun..
Anaa ka me nhi Qayal, muhabbat hy mujhy sab se,
Jo dil me bughz rakhty hon, me un apno se darta hun..
Mujhy ehsas hy sab ka, me sab k kaam ata hun,
Magar jo keena rakhty hun,me un rishton se darta hun..
Me banda hun Khuda ka or,Khuda ka khof hy mujh ko,
Jo darty hi nhi Rab se, me un Bandon se darta hun...
By:
Naghma Khan
Send To Mobile
-
Ghazal
(( Ghazal ))
Kisi toofan me jesey kinara yaad ata hai,
Mujhy tanhaai me chehra tumhara yaad ata hai..
Suna hai us k honton se tabassum rooth jata hai,
Suna hai us ko bhi saath hamara yaad ata hai..
Hamary Roz-o-Shab ka ye tasalsul kis tarha tuty,
Usey jab bhulty hen Wo dobara yaad ata hai..
By:
Raheel Ahmed
Send To Mobile
-
Woh haal_e_dil to pochhey
Kiyun bar bar Uss se mohabbat jataoun Main!
Behtar hai ab yahi k ussey bhool jaoun Main!
Uss k Sulouk se waaqif ho hi gya h00n,
Kiyun zindagi ko apni tamasha banaoun Main!
Nafrat ka ek bar izhaar to karey,
Uss ko tamam umar na surat dikhaoun Main!
Hasrat bhari nigaah ka koi sabab to hai,
Woh haal_e_dil to pochhey kahin mar na jaaoun Main!
By:
Raheel Ahmed
Send To Mobile
Submit Your Comments: