Best Collection of New Urdu Poetry SMS at Funny SMS
Looking For Urdu Poetry Sms? Latest Collection of Urdu Poetry SMS And Urdu Poetry SMS Messages Shayari SMS Messages, mohabbat poetry, pyar sms, for Shayari lovers. Urdu poetry sms: all about urdu shero, shayari. We bring this section for urdu poetry lovers.
This category contains Urdu Poetry SMS, which are not suitable to post in Urdu Friendship Poetry, Urdu Sad poetry, Urdu birthday poetry, Urdu Love Poetry. All Urdu Poetry sms messages here are in urdu language, Refering in roman Urdu script, It would be as urdu shayari SMS, Dosti shayari, Urdu pyar / mohabbat ki shayari SMS. Urdu SMS Message and Urdu Poetry SMS with a few Funny Urdu Poems SMS. Cute Nice Friendship Urdu Text Messages for best friends and Urdu Messges Romantic Love Urdu Poetries for lovers.
Latest Urdu Poetry SMS:
-
Ek Jurm Hua Hai Hum Se
Ek "Jurm" Hua Hai Hum se,,
Ek "Yaar" Bana Bethy Hen,,
Kuch "Apna" sa Us ko Samajh ker,,
Sab "Raaz" Bata Bethy Hen,,
Phir "Us k Piyar" ki Raah me,,
Dil-o-Jaan "Ganwa" Bethy Hen,,
Wo "Yaad" Bohat Aaty Hen,,
Jo "Hum ko Bhula" Bethy Hen..!!
By:
Naila Soomro
Send To Mobile
-
Soch Samajh Lena
soch samajh lena
qadam uthane sy pehle....?
kahin kho na jao
manzil Aane sy pehle...?
mukhlis dost sy
mehroom ho na jao kahi...?
ya soch lena use
Aazmane sy pehle...?
tumhare seena ma B
dharakta ha Ek Dil....?
ya Soch lena kisi ka Dil
dukhane sy pehle..?
Umr bhar kon kis k liya
rota ha.....?
Log Sirf Aansu Bahtay hain
Dafnane sy Pehle....
By:
Raheel Ahmed
Send To Mobile
-
Laga Ker Aag
Laga ker Aag Shehar ko Ye Badshah ny Kaha,
Utha hai Dil me Tamashy ka Aaj Shoq Bohat,,
Jhuka ker Sar Sabhi Shah Parast Bol Uthy,
Huzoor ka Shoq Salamat rahy, Shehar Aur Bohat..!
By:
Maha Abro
Send To Mobile
-
Aasaar Qayamat k
Be-Pardagi ka Aalam,
Me Kis Tarha Bataun,
Zehreela Saanp Hai Ye
Ummat ko Das na Jaye,
Her Simt Dekh lo Ab
Toofan-e-BeHayai,
Batil se Hai Mohabbat
Aur Haq se BeWafai,
Behnon k Mashgalon se
Bhai bhi Be-Khabar hen,
Poochen to Kis Tarha Wo
Jab khud Idhar Udhar hen,
Beti Bhi Ladli Hai
Parda Kery to Kese?
Aangan me Apny Ghar k
Jee ko Bhary to Kese?
Ye Aag hai Maghrib ki
Aur Kaam Himaqat k,
Lo ho gaye Numayan
Aasaar Qayamat k..!!
By:
Naila Soomro
Send To Mobile
Submit Your Comments: