Buy PUBG Mobile UC in Pakistan
SMS Categories
Our Community
Facebook Group Facebook Page
Follow Us on Twitter Follow Us on Twitter

Aasaar Qayamat k



Be-Pardagi ka Aalam,
Me Kis Tarha Bataun,

Zehreela Saanp Hai Ye
Ummat ko Das na Jaye,

Her Simt Dekh lo Ab
Toofan-e-BeHayai,

Batil se Hai Mohabbat
Aur Haq se BeWafai,

Behnon k Mashgalon se
Bhai bhi Be-Khabar hen,

Poochen to Kis Tarha Wo
Jab khud Idhar Udhar hen,

Beti Bhi Ladli Hai
Parda Kery to Kese?

Aangan me Apny Ghar k
Jee ko Bhary to Kese?

Ye Aag hai Maghrib ki
Aur Kaam Himaqat k,

Lo ho gaye Numayan
Aasaar Qayamat k..!!



Send To Mobile  

<<< Read Previous | Read Next >>>



Submit Your Comments:



Related SMS to "Aasaar Qayamat k"

  1. Jeeny Nahi De Gi  By: Naila Soomro
    Khamosh Mizaji Tumhen Jeeny nahi de gi,, Is Dour me Jeena hai to Kuhram Macha do..!...

  2. Fasad Hoty  By: Naila Soomro
    Hum Achay thy per Sada Unki Nazron me Buray rahy,, Hum jo Sach me Kharab hoty to Socho kitny Fasad ...

  3. Rehne Do  By: Naila Soomro
    (( REHNE DO )) Wo Khafa hen Hum se to Khafa hi Rehne Do, Hum ko Un ka Gunahgar hi Rehne Do, Wo Sa...

  4. Adhoora  By: Naila Soomro
    Nahi Rehta Koi Shakhs Adhoora kisi k Baghair,, Waqt Guzar hi jata hai Kuch Paa ker Kuch Kho ker..!...

  5. Teri Yaad  By: Raheel Ahmed
    Palat ker Aany lagy Shaam ko Parinday bhi,, Hamara Subha ka Bhoola Abhi Nahi Aya..!!...

  6. Sohbat:  By: Moiz Ahmad
    Ye Soch kar Tujhy Had Say Zyada Chahty Hain @Dost@ K Teri Suhbat Me Rahein To Sanwar jay...

  7. Passand:  By: Moiz Ahmad
    Kya khoob Passand Thi Meri, Is Rah-e-Safar Mein Me Ny Phool Hi Wo Chuney Thy, Jo Saaray Gulshan Ko...

  8. Ghalat fehmi  By: Adnan Shalmani
    .* Mohabbat ka asar hoga galat fehmi main mat rehna, Wo badlay ga chalan apna galat fehmi main mat ...

  9. Mila Nahi Kerty  By: Naghma Khan
    Kinaron per Moti mila nahi kerty, Dard me Kabhi Gila nahi kerty,, Hum Achy na sahi Buray hi Sahi, ...

  10. Intezar  By: Naghma Khan
    Me Khud kerun Pehal Ya Udhar se ho Ibtada, Barson Guzar Gaye Isi Intezar me..!!...

  11. Mayoosi  By: Naghma Khan
    Jab Wo Aya to Koi Dar, Koi Khirki na Khuli,, Us ny Aany me Bohat Dair laga di hogi..!!...

  12. Afsos  By: Maha Abro
    Do Luqmon ki Khatir Zibah kiya jis Parindy ko,, IQBAL... Bohat Afsos hua ye Jaan ker k Wo Khud ...

  13. Raat Bhar  By: Naghma Khan
    Ek Neend Hai jo Raat Bhar Nahi Aati,, Ek Zameer Hai Jo Her Waqt Soya Rehta Hai..!...

  14. Meri Aankho  By: Adnan Shalmani
    .* Meri Aankhoo'n K Raaste Se Mere Dil Mein Nahin Utra.. Guzar-Gaahon Mein Paani Tha,Woh Buzdil Dar...

  15. Ajeeb Cheez  By: Naghma Khan
    Hai Ajeeb Cheez Ye "SHARAFAT" Bhi,, Is Me "SHAR" bhi hai Aur "AFAT" Bhi..!...