Best Collection of New Urdu Poetry SMS at Funny SMS
Looking For Urdu Poetry Sms? Latest Collection of Urdu Poetry SMS And Urdu Poetry SMS Messages Shayari SMS Messages, mohabbat poetry, pyar sms, for Shayari lovers. Urdu poetry sms: all about urdu shero, shayari. We bring this section for urdu poetry lovers.
This category contains Urdu Poetry SMS, which are not suitable to post in Urdu Friendship Poetry, Urdu Sad poetry, Urdu birthday poetry, Urdu Love Poetry. All Urdu Poetry sms messages here are in urdu language, Refering in roman Urdu script, It would be as urdu shayari SMS, Dosti shayari, Urdu pyar / mohabbat ki shayari SMS. Urdu SMS Message and Urdu Poetry SMS with a few Funny Urdu Poems SMS. Cute Nice Friendship Urdu Text Messages for best friends and Urdu Messges Romantic Love Urdu Poetries for lovers.
Latest Urdu Poetry SMS:
-
Humain bhi Udher He Jana
Yeh Mojza bhi kisi roz ker hi jana Hai
Tere kHaial se ik din guzer hi jana Hai
Na jane kis liye lamhon ka bojh dhoote hain
Yeh jante hain k ik din tou mer hi jana Hai
Woh keh raha tha nibHaie ga pyaar ki rasmain
Main janta tha k us ne muker hi jana Hai
Hawa e shaam kahan le chali zamane ko
Zara thaher, k Humain bhi Udher He Jana Hai.
By:
musarat
Send To Mobile
-
Zindagi Beet Rahi Hai
Youn Na Mil Mujh Se Khafaa Ho Jaise
Saath Chal Mauj-e-Sabaa Ho Jaise
Log Youn Dekh Kar Hans Dete Hein
Tuu Mujhe Bhool Giyaa Ho Jaise
Ishq Ko Shirk Ki Hadh Tak Na Barhaa
Maut Bhi Aai To Iss Naaz Ke Saath
Mujh Pe Ehasaan Kiyaa Ho Jaise
Aise Anjaan Bane Baithe Ho
Tum Ko Kuchh Bhi Na Pataa Ho Jaise
Hichkiyaan Raat Ko Aati Hi Rahin
Tuu Ne Phir Yaad Kiyaa Ho Jaise
Zindagi Beet Rahi Hai
Ek Bejurm Sazaa Ho Jaise.
By:
musarat
Send To Mobile
-
Koii Mousam Ho Wasl o Hijar Ka
Koii Mousam Ho Wasl o Hijar Ka
Hum Yaad Rakhtay Hain
Teri Baaton Say Is Dil Ko
Bohat Aabad Rakhtay Hain
Kabhi Dil Kay Sahifay Per
Tujhay Tasveer Kartay Hain
Kabhi Palkon Ki Cha?on Main
Tujhay Zanjeer Kartay Hain
Kabhi Khowabeda Shaamon Main
Kabhi Barish Ki Raaton Main
Koii Mousam Ho Wasl o Hijar Ka
Hum Yaad Rakhtay Hain
By:
musarat
Send To Mobile
-
Kaheen waqat aur barha na dey
Merey sabar ka na ley Imtehaan
Meri khaamoshi ko sada na dey
Jo terey baghair na jee sakey
Usey jeeney ki to duaa na dey
Tu azeez Dil-o-nazar sey hai
Tu qareeb Rag-o-jaan sey hai
Merey Jissm-o-jaan ka yeh faisla
Kaheen waqat aur barha na dey
By:
musarat
Send To Mobile
-
Rukhsat Huwa To Aankh Mila Kar Nahi Gaya
Rukhsat Huwa To Aankh Mila Kar Nahi Gaya ….
Woh Kyu'n Gaya Hey Ye Bhi Bata Kr Nahi Gaya ….
Wo Yun Gaya K Baad-e-Saba Yaad Aa Gayi ….
Ehsaas Tak Bhi Hum Ko Dilaa Kar Nahi Gaya ….
Youn Lag Rahaa Hay Jaisey Abhi Laut Aa’aye Ga ….
Jaatey Huway Charaagh Bujha Kar Nahi Gaya ….
Bas Ik Lakeer Khainch Gayaa Dermiyaan Mein ….
Deewaar Raastey Mein Banaa Kar Nahi Gaya ….
Ghar Mein Hay Aaj Tak Wohi Khushbu Basi Hui ….
Lagtaa Hay Youn Ke Jesy Wo Aa Kar Nahi Gaya ….
Tab Takk To Phool Jessi Hi Taaza Thi Us Ki Yaad ….
Jab Tak Wo Pattiyoon Ko Judda Kar Nahi Gaya ….
Rehney Diyaa Na Uss Ne Kisi Kaam Ka Mujhey ….
Aur Khak Mein Bhi Mujh Ko Mila Kar Nahi Gaya ….
Yeh Gilaa Hi Raha Uss Ki Zaat Se Dost ….
Ke Jaatey Jaatey Koi Gila Kar Nahi Gaya

Ke Jaatey Jaatey Koi Gila Kar Nahi Gaya ….

Submit Your Comments: