Best Collection of New Urdu Poetry SMS at Funny SMS
Looking For Urdu Poetry Sms? Latest Collection of Urdu Poetry SMS And Urdu Poetry SMS Messages Shayari SMS Messages, mohabbat poetry, pyar sms, for Shayari lovers. Urdu poetry sms: all about urdu shero, shayari. We bring this section for urdu poetry lovers.
This category contains Urdu Poetry SMS, which are not suitable to post in Urdu Friendship Poetry, Urdu Sad poetry, Urdu birthday poetry, Urdu Love Poetry. All Urdu Poetry sms messages here are in urdu language, Refering in roman Urdu script, It would be as urdu shayari SMS, Dosti shayari, Urdu pyar / mohabbat ki shayari SMS. Urdu SMS Message and Urdu Poetry SMS with a few Funny Urdu Poems SMS. Cute Nice Friendship Urdu Text Messages for best friends and Urdu Messges Romantic Love Urdu Poetries for lovers.
Latest Urdu Poetry SMS:
-
Aaina Hoon Main Mere Saamne Aakar Dekho
Aaina Hoon Main Mere Saamne Aakar Dekho
Khud Nazar Aaogye Jo Aankh Mila Ker Dekho
Mere Gham Mai Mari Takdeer Nazar Aati Hai
Dugmagaaoge Mera Dard Utha Ker Dekho
Youn Tu Aasaan Nazar Aata Hai Manzil Ka Safar
Kitna Mushquil Hai Meri Raaha Se Jaaker Dekho
Bazam Ka Meri Charagaan Hai Nazar Ka Dhoka
Kin Andheroon Mai Bhatakta Hoon Main Aaker Dekho
By:
musarat
Send To Mobile
-
Uss nay Khat main
Ishq ka Matlab Pooch
Uss nay Khat main
Ishq ka Matlab Pooch liya hai
Mein nay Likha hai
Jab Koi Chehra
Dhiyaan Mein Akar
Maan Angan mein Phool Khila day
Jab Koi Naam Labon ko Choo kar
Dharkano ki Tarteeb Bhula day
Jab koi Jazba Kar-e-Junoon se
Atish ko Gulzar bana day
Laikin Itna Dhiyaan mein Rakhna
Koi Siraat-e-Ishq se Guzry Tab Khulta hai
ISHQ se Pehlle ISHQ ka Matlab kab Khulta hai
By:
musarat
Send To Mobile
-
Na jeet dekhta hu, na haar dekhta hu,
B
Na jeet dekhta hu, na haar dekhta hu,
Baithke iss paar bas, uss paar dekhta hu…
Ilzam kise du mere, katal-a-aam ka,
kabhi phool dekhta hu, kabhi khaar dekhta hu…
Guman na ho jaye yu, mujhe apne aap se,
bas aaina roz mai, ek baar dekhta hu….
By:
musarat
Send To Mobile
-
ya zeest ka safar ha
ya jo rasta ha m
ya zeest ka safar ha
ya jo rasta ha mara
tum agar na sath do gay
tu kis tarha katay ga
mari soch ki hadon
ya guman bhi kaisay aaey
koi pal bina tumharay bhala kaisay beet jaiy
maray pas tum nahi ho
maray pas kab nahi ho
mari har dua ka mehwar
bus arzoo tumhari
is arzoo say agay koi rasta nahi ha
tumhain kis kadar ha chaha
tumhian ya pata nahi ha ……………………..???????
By:
musarat
Send To Mobile
-
Dhoop Hai Kya Aur Saaya Kya Hai Ab Malum
Dhoop Hai Kya Aur Saaya Kya Hai Ab Malum Hua,
Ye Sab Kheal Tamasha Kya Hai Ab Malum Hua,
Hansty Phool Kaa Chehra Dekhun Aur Bhar Aayi Aankh,
Apny Saath Ye Kissa Kya Hai Ab Malum Hua,
Hum Barason Ky Baad Bhi Unko Ab Tak Bhool Na Paay,
Dil Sy Unka Rishta Kya Hai Ab Malum Hua,
Sahara Sahara Pyaasy Bhataky Saari Umar Jaly,
Baadal Ka Ek Tukra Kya Hai Ab Malum Hua..!!
By:
musarat
Send To Mobile
-
ZINDAGI Bhawar mein phasi meri zindagi,.
ZINDAGI Bhawar mein phasi meri zindagi,..
Pata nahi kis aur jaa rahi hai,..
Guzre waqt ko dabaye hue,…
Jaane kis mod par aa rahi hai,…
Kab kya hoga is se mein aajan ho,…
Aane wale toofan se pareshan ho,…
Guzarte waqt ke saath saath …
Shayed bhula dena tha tumko,…
Is rishte ko na banana tha….
Yahi hai ek sachhai,..
Phir tumhein kya dosh do…
Bahoot kuch paya hai tumse,….
Unhi yaado ko sanjoi ja raha ho,…
Rishto ke janjal mein uljhi jaa raha hai,…
Tumhare bina ek aadhuri zindagi,….
Guzre waqt ko dabaye hue,…
Jaane kis mod par aa raha ha
By:
musarat
Send To Mobile
-
Dil ne phir yaad kiya
Vo bhi kya din t
Dil ne phir yaad kiya
Vo bhi kya din the humein dil mein bithaya tha kabhi
Aur hans-hans ke gale tumne lagaya tha kabhi
Khel hi khel mein kyun jaan pe ban aayi hai
Phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai
Dil ne phir yaad kiya
Kya batayein tumhe hum shamma ki qismat kya hai
Gham mein jalne ke siwa aur muhabbat kya hai
Ye vo gulshan hai ke jisme na bahaar aayi hai
Phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai
Dil ne phir yaad kiya
Hum vo parwane hain jo shamma ka gham bharte hain
Husn ki yaad mein khamosh jala karte hain
Aah bhi nikle to ye pyaar ki ruswayi hai
Phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai
By:
musarat
Send To Mobile
-
Ho’yee hai shaam tau aankhoon mein bus g
Ho’yee hai shaam tau aankhoon mein bus gaya phir tu
Kahan Gaya hai meray shehr ke musafir tu
Mein jaan ta hoon keh dunya tujhe badl de gi
Mein maan ta hoon keh aisa naheen bazahir tu
Bicharna hai tau hansi khushi se bichar ja
Yeh kya sochta hai hur muqaam peh aakhir tu
Faraz tu ne oose mushkiloon mein daal dya
Zamana sahib-e zar aur sirf shair tu……
By:
musarat
Send To Mobile
-
hum bhi khud dushman-e jaaN thay pehle…
hum bhi khud dushman-e jaaN thay pehle…
tum magar dost kahaN thay pehle…
ab wahaN khaak ooratee hai khizaaN…
phool hi phool jahaaN thay pehle…
ab jo deewar bunay baithay hain…
soorat-e mooj rawaaN thay pehle…
kuch sharabee keh hein ab rah nasheeN….
ronaq-e buzm-e maghaaN thay pehle…
hum keh hein aaj ghobaar puss-e ro…
munzil hum sufraaN thay pehle…
ab kise waza-e mohabbat ka khayal…
aur hi loag yahaan thay pehle…
ab to khudh per bhi nahin zaam-e wafa…
tujh se hum shikwa kinaaN thay pehle…
bun gya kafla chaltay chaltay …
wurna tunha hi rawaan thay pehle…
dolat-e ghum tau moyashar thi Faraz…
itne muflis bhi kahaan thay pehle………
By:
musarat
Send To Mobile
Submit Your Comments: