Best Collection of New Urdu Poetry SMS at Funny SMS
Looking For Urdu Poetry Sms? Latest Collection of Urdu Poetry SMS And Urdu Poetry SMS Messages Shayari SMS Messages, mohabbat poetry, pyar sms, for Shayari lovers. Urdu poetry sms: all about urdu shero, shayari. We bring this section for urdu poetry lovers.
This category contains Urdu Poetry SMS, which are not suitable to post in Urdu Friendship Poetry, Urdu Sad poetry, Urdu birthday poetry, Urdu Love Poetry. All Urdu Poetry sms messages here are in urdu language, Refering in roman Urdu script, It would be as urdu shayari SMS, Dosti shayari, Urdu pyar / mohabbat ki shayari SMS. Urdu SMS Message and Urdu Poetry SMS with a few Funny Urdu Poems SMS. Cute Nice Friendship Urdu Text Messages for best friends and Urdu Messges Romantic Love Urdu Poetries for lovers.
Latest Urdu Poetry SMS:
-
Hum Na B Mohbt ki thi mgr kch b na mila
Hum Na B Mohbt ki thi mgr kch b na mila hisrat k siwa.
tum na b humain lizam diya kia kahain isay kismat k siwa..
sona tha wafa jo krte hein inam-a-wafa pe jeetey hein ..
dekha tu koi anjam nhi ulfat ka ik nafrat k siwa ..
asy tu kabhi socha na tha chahy tha pyr tumra ..
magr kch pa na skay tomat ka siwa ..
By:
musarat
Send To Mobile
-
!! Ek hijr musalsal hai,
Aansu hain mer
!! Ek hijr musalsal hai,
Aansu hain mere saathi,,
Kuch khawaab puranay hain,
Kuch paas nhi baaqi !!
!! Teray paas chala aon
teri neend chura lon,
Mere dil se na janay Q,
Ye khwahish nhi jati !!
!! Din raat tumhen daikhon,
Or pyar kiye jaon,
Meri aankhoon se,
Mere hontoon se,
Teri piyas nhi jaati !!
!! Ek doojay se dono ko,
Ye kaisi adawat hai,
Teri yaad jo aa jaye,
Phr neend nhi aati …!!
By:
musarat
Send To Mobile
-
Teetliyun ko pakarna uski adat thi,
Hr
Teetliyun ko pakarna uski adat thi,
Hr aik se milna uski adat thi.
Wo jisko tanhai se darr lagta tha,
Magr tanhai me rehna uski adat thi.
Wo aik ansoo girne pr khafa hota,
Jise tanhai me rone ki adat thi.
Hamesha mafi mangne ki gharz se,
Roz nayi ghaltiyan krna uski adat thi.
Wo jo dil-o-jaan nichawar krta tha mujh pr,
Magr choti si baat pe rothna uski adat thi.
Hum us k sath chal diye ye jantey huey b...
Rah me har aik ko chor dena uski Adat thi..
By:
musarat
Send To Mobile
-
Yun hum ko satane ki zarorat kya thi
Yun hum ko satane ki zarorat kya thi
Dil mera tour k jane ki zarorat kya thi
Jo nahe tha ishq tu keh diya hota
Hume yun aazmane ki zarorat kya thi
Maloom tha gehray khawab toot jaein gay
Neend main aa k jagane ki zarorat kya thi
Maan lon gar yeh yak tarfa mohabat thi
Mujhay dekh ker muskurane ki zarorat kya thi
Jo hum na thay tumharay
qabil-e-nazar
Tu Mohabat sikha ker thokar lagane ki zarorat kya thi...?
By:
musarat
Send To Mobile
Submit Your Comments: