Best Collection of New Urdu Poetry SMS at Funny SMS
Looking For Urdu Poetry Sms? Latest Collection of Urdu Poetry SMS And Urdu Poetry SMS Messages Shayari SMS Messages, mohabbat poetry, pyar sms, for Shayari lovers. Urdu poetry sms: all about urdu shero, shayari. We bring this section for urdu poetry lovers.
This category contains Urdu Poetry SMS, which are not suitable to post in Urdu Friendship Poetry, Urdu Sad poetry, Urdu birthday poetry, Urdu Love Poetry. All Urdu Poetry sms messages here are in urdu language, Refering in roman Urdu script, It would be as urdu shayari SMS, Dosti shayari, Urdu pyar / mohabbat ki shayari SMS. Urdu SMS Message and Urdu Poetry SMS with a few Funny Urdu Poems SMS. Cute Nice Friendship Urdu Text Messages for best friends and Urdu Messges Romantic Love Urdu Poetries for lovers.
Latest Urdu Poetry SMS:
-
"Haseen Kitna Hai Kaisa Shabaab Nikla Ha
"Haseen Kitna Hai Kaisa Shabaab Nikla Hai,
K Jaisy Shaakh Se Taaza Gulaab Nikla Hai!
Kitaab_E_Ishq Ko Parrhnay Ka Shauq Tha Dil Mei,
Yeh Harf Harf Yeh Mushkil Nisaab Nikla Hai!
Sanwar K Jab Meray Pehlu Mei Wo Haseen Aaya,
Phir Us Ko Dekhh K Kab Mahtaab Nikla Hai,
Talaash me Jis Ki Sehra Ki Khaak Chhaani Hai,
Qareeb Aaya To Yak_Sar Saraab Nikla Hai!
Jala Rahi Hai Saawan Ki Rut Mujhay
Barasta Abar Bhi Jaan Par Azaab Nikla Hy
By:
Zubair Anjum
Send To Mobile
-
Man Me Kya Kya Pol Khilaye 'Tum Nahi Aye
Man Me Kya Kya Pol Khilaye 'Tum Nahi Aye'
Bethe Rhy Hum Aas lagaye 'Tum Nahi Aye'
Tum To Achi Lgne Wali Khushbo Ho,
Me'ne Por Por Me Khuwab Rachaye 'Tum Nahi Aye'
Guzar Gya Din Rafta Rafta Rah Takte,
Chehra Per Muskan Sajaye 'Tum Nahi Aye'
Humne Phol Bikhere Tere Raste Per
Dil Me Deep Jalaye 'Tum Nahi Aye'
Chand Ko Yeh Malom Hy Us Shab Me ne
Kitne Geet Milan K Gaye 'Tum Nahi Aye'
By:
Zubair Anjum
Send To Mobile
-
Dheery Se Sarakti He Raat
Uske Anchal K
Dheery Se Sarakti He Raat
Uske Anchal Ki Trah,
Uska Chehra Nazr Ata He Jheel Me Kanwal Ki Trah,
Bad Muddat Usko Dekha To
Jism_o_Jaan Ko Yon Laga,
Pyasi Zameen Pe Jese Koi Baras Gaya Badal Ki Trah,
Roz Kehta He Seeny Pe Sr Rakh K Raat Bhr Jaga'onGa,
Sar_e_Sham Hi Mujhe Aaj Phir Sula Gaya Wo Kl Ki Trah,
Mere Hi Dil Ka Makeen Nikla Wo Shakhs "WASI"
or Me
Shehar Bhr Me Dhundta Raha Usey Kisi Pagal Ki Tarha..
By:
Zubair Anjum
Send To Mobile
-
*. . .Jb khil'khila k saqi-e- guLfaam ha
*. . .Jb khil'khila k saqi-e- guLfaam hans parra.,
Sheshy ne qahqahay kiye, aur jaam hans parra.,
Tha ghuncha dil garifta nihayat he baagh my.,
Par kkch diya saba ne jo paigham hans parra.,
Jis rat thehri aane ki us barq-wish ki yaa'n.,
Ghar ka mere charaagh sar-e-shaam hans parra.,
Kia bat yaad aa gyi usko k ae.,
mOhs!N
Wo yak ba'yak jo sun k mera naam hans parra. . .*
By:
Zubair Anjum
Send To Mobile
-
Waqat ki gaardish-e-ayaam me beh jane do
Waqat ki gaardish-e-ayaam me beh jane do,
Zindgi jesy guzarti he guzar jane do,
Mere dil ne kabhi pholon ki tamnna ki thi,
Aj kanton hi ko daman se lipat jany do,
Roshni jag me hy, 0r dil me andhera mery,
In andheron se bohat door nikal jane do,
Doston ne pucha ! kahan hain us ki Qasamen Wady.,
Main ne kaha, choro, usy nai dunya bsany do,
Wo chand tha wo chand hy use chamkne do falak pa
Me khak tha me khak hon mujy khak me mil jane do.
By:
musarat
Send To Mobile
-
tumian b tu khabar thi na
tumain b tu
tumian b tu khabar thi na
tumain b tu pata hi tha
k barish phool aur bachhe
mujhe kitne pasand hain
aur tum mari ujlee mahabbat ho
innhein barishoon ki jaisi
tera mera rishta dharkanoon ke jaisa tha
kha kuchh nahein tha phir b aik wadey jaisa tha
tumahain b tu khabar thi na
tumahain b tu pata hi tha
k chaandni raatoon main chaand ko takte rahna
aur tumhi ko sochhte rahna meri aadtoon main shamil tha
tera pyaar meri rooh main bas gyaa tha aur
dharkanoon main shamil tha
tumhain b tu khabar thi na
tumhain b tu pata hi tha.....
By:
musarat
Send To Mobile
-
ye betiyan kesi hoti hain?
ye paryon
ye betiyan kesi hoti hain?
ye paryon jesi hoti hain,
ye baat baat pe roti hain,
dil hota hai in ka nazuk sa,
ye bholi bhali hoti hain,
baba ki ladli hoti hain,
mama ki dulari hoti hain,
guryon se khelta bachpan inka,
itni jaldi kese beet gaya?
aangan soona kar jati hain,
baba ka dard samajhti hain,
mama k aansoo pochti hain.,
ye betiyan aesi hoti hain,.,.!...!
ye betiyan aesi hoti hain...!.!.!
By:
musarat
Send To Mobile
-
Katoon si chubhti hai Tanhai
Angaroon s
Katoon si chubhti hai Tanhai
Angaroon si sulagti hai Tanhai
Koi aa kar hum dono ko hansa de
Main rota hoon rone lagti hai Tanhai
Jab bhi tere Hisar se nikalna chaha
Yaadoon k beej bone lagti hai Tanhai
Raat k kisi hise main yeh bhi Bewafa ho jati hai
Main nahi sota sone lagti hai Tanhai
Tum se judaa ho kar is se hi Dil laga lia hai
Mar sa jata hoon jab khone lagti hai Tanhai
By:
musarat
Send To Mobile
Submit Your Comments: